forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.
    forex main ager ap chahty hain k jaldi success mil saky tu ap try karin k forex main ziada say ziada time ko spend karin kyon k jitna ziada ap is market main time diaty hain tu ap ko utna jaldi expereince milta hai kyon k app practice ziada karny ki waja say market ki har move ko asani k samjh jaty hain jiss say jaldi success ho jatty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

    Forex learn krna to lazmi hai aik kamyab trader banai kelye lekin abi app kitnai time Mai issko learn krtay hai ya krna chahtay hai ye totally bndai pe depend krta hai agar app ke pas koye job nhe hai aur app koye karoobar krna chahtay Hain to Mai samjta hn ke appko din rat aik krkai iss ko learn krna chaye qk jitna jaldi app learn karaingay utna he jaldi app earn kr sakaingay
    • #3 Collapse

      Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

      Forex ke kaam hai main jaldi se success Kehna aisa hai jaise ki Hum Log Yahan Par Apna capital Sara ka sara weight less kar rahe hain aap logon ko chahiye ki Aap Yahan Par Apne account course for Banaye aur Samajh Kar confidence ke sath Cup 11 Tak kaam Karen Jitna Jyada aap log market ko Samajh Kar is benefit Utha Ayenge yah aap ke liye jyada utna hi acche wala hoga
      • #4 Collapse

        Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

        dear forum members forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy lkn ye bh reality hy ke forex trading aik risky aur difficult business hy ager ap forex trading ko juldy learn kerna chahty hn to phir ap ko forex ko ziada se ziada time daina chay aur consistency se mehnat kerny chay
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

          G bilkul ap ne theel kaha k forex trading aik aesa business hay jis main successful trader banne k liay zarori hay k hum zada se zada time spend Kare is business main aur jitni zada ho sake practice Kare kiu k jitni zada hum practice Kare gay hum utni jaldi successful trader ban paye gay aur humare liay trading ko samjhna bhi asan hoga
          • #6 Collapse

            Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex ko ham jtna zyada time dan gy wo hamy utna hi zyada profit dy ga ham agr demo account ko tim Dan to hmary pas aik mukmal experience ho ga or agr ham posts ko Tim dan to aik acha bonus mily ga jis sy ham trading kr k profit hasil Kar sakty han or agr pak forum m zyada time dy k posts karty han to ye hamy acha profit dy ga jis ko ham direct withdraw karwa sakty han is liay forex ko jtna zyada time dan gy hr tra sy wo hamy profit hi Dy gi
            • #7 Collapse

              Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

              jis tarah aap market main zayada time detay hn to aap ko experience bhi hasil hota hay or profit bhi zyada hota hay bilkul isi tarah aap ko trading main bhi zyada say zyada time dena chahiay or knowledge ikatha karna chahiay jis say ham forex main jaldi success hasil kar saken.
              • #8 Collapse

                Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                g han bilkul asa he hai forex ko ziada time dainy say ap main behtri ati hai aur ap ko ager daily basis pay kam karty hain tu ap ko ziada earning hoti hai es leay forex main jald bazi say nahi balky ap ko ziada time laga kar practice karni chaheay ap phir jaldi forex main aik kamyab trader ban sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                  As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein agar jaldi Kamyab Hona Chahte Hain To aapko apna time Forex zada Dena hoga yeah aap par depend karta hai hi kya aap isko kitna time de sakte hain hi aap learning aur experience mein hai Itna Zyada time spend Karenge aap Itni zyada kamyabi Hogi aur accha profit Hasil kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                    bhai mn aap ki baat say agree karta hn , ic mn aik limit hay yeh baat ghalat hay aap jitni mehnat karen gay or jitna time spend karen gay aap ko itna he ic mn faeda ho ga ic liye dil khol kar time spend karen aap ko uc ka itna he ajar milay ga , time ic duniya ki sab say bari or qeemti cheez hay ic ko acha use karen gay tou aap ko ic ka reward milay ga, agar nahin karty use tou yeh duniya ki nakara cheez sabit ho sakti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                      G bilkul forex trading main jo members chaty han k wo jald sa jald is kam main kamyab ho jany un sb ko chaiya k wo apna zyda sa zyda time forex trading ko den is k bary main zyda sa zyda learning kren knowledge hasil kren or experience hasil krny ki kushish kren tky jaldi sa kamyab ho saken
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                        dear yeh baat theek hay k jis kaam main hamko zaida behtri chaye us kaam main hamko ziada say ziada time daina chaye q k hamara jitna experience ziada hoga ham us kaam main utnay he master banay gay hamari earning achi hogi hamko trading karnay main skills barhati jayenge aur hamain kisi k signals ki bhi zarurat nai paray ge balk ham khud bhi phir signals provider ban saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                          kamyabio tb he hO sktee hai jldii kb iss kaam ko hee aonaa best frndd bnaa liaa jaii bhjmtt saa timee is k sthh hee spendd kiaa jaii tb hee kamyaab howaa ja sktaa haii iss seeyy bussiness meinn...jitnaa timee daiin gyy iss kaam ko utnee jldiii seekh jain aur ohrr kaam.krna shuru jitne mehnaat kraiin gyy utna hee profitt hOgaa hmaiinnn
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                            Forex trading business mein kaamyaab hone k liye learning knewledge aur experience zaroori hy aur forex trading business mein hum tab hi learning knewledge aur experience hasil kar saktay han jab hum forex ko ziada se ziada waqt dain gay kiok forex trading ko jtna ziada waqt dain gay hum market ko samjh saktay han aur market ki movement ko samjh saktay han aur ziada waqt se hum acha experience hasil kar saktay han js se kaamyaab trader ban saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main jaldi success hona ha tu iss main ziada time spend karin.

                              pak forex trading aik acha online successful business ha agr is me hum jalad say jald successful hona chahty ha to hum ko is me zayda say zayda is me time ko spends karna chahy is me mehnat say kam kary is kay roll ko samjy is me wo mistake na kary jis ki waja say hum ko loss ho or achi say achi post kary jis say hum kopm zayda profit mily

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X