trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..
    dear jub ham markeet main trades start karain to hamara dhayan bahut kam pairs pay hona chaye q k agar ham ziada pairs main kaam karaingay to hamko kuch samjh nai ayege k ham nay kis pair main analsis ki hay aur kis pay trade karni hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

    G bilkul ap ki bat theek hay k hum jab bhi trades open karte Hain humain chaiay k hum hamesha aik ya 2 pairs hi select Kare tradding k liay take hunare liay apni trades ko manege karna asan go sake kiu k jab hum aik hi time main zada trades open Kar lete Hain tou humare liay loss k Chance's zada ho jate Hain aur humare liay apni trades ko manege karna mushkil ho jata hay
    • #3 Collapse

      Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

      App sahe keh rahai Hain vaisay to trade krnai kelye dair saray pair hai aur app sab ko trade Kar saktai Hain lekin hamai chaye ke Chand pair ko he aik din Mai trade karay hamai utnai pair lainay chaye jinko hm asani ke sath sahe tariqay say analyse kr Sakai nhe to agar pair zyada hongay to hamari analye be sahe tariqay say nhe hoga jis ke waja say hm loss kr saktay hai
      • #4 Collapse

        Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

        G bhai apne sahi kaha hai agar ham ek pair pe work karte hain to hamen bas usi pe he trading karni chahiye bar bar other pair pe trading karne se bhi hamen loss hota hai aur agar apne kisi aur pair pe trade karni hai to phr pehle uska demo karen phr us k bad ap us pair pe trading karen
        • #5 Collapse

          Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

          Ayk taine my hamy zeada paire pr trade nai krna chiaya gr kinttade gakata ho jaye to us k liya hamry pas itna balabace hona chiya k ham us sy sahi trade lga sgy kur ham us ko kuch taime tak hold my rakh sgy account hamaara jald hi wash na ho jaye us k kiya hamy sbr krna choya
          • #6 Collapse

            Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

            G forex trading business mein agr hum ne achi trading karni hy tu hum ko kam se kam currency pair par focus kar k trading karni cahaiye kiok agr hum ziada currency par analysis kartay han tu is se analysis ki samjh nhi hoti aur ziada koshish ye karni cahaiye k hum ne js currency pair par demo account par practice ki ho gi us currency pair par real account mein trading kar k hi acha profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

              g ha ap ki bat thek ha me ap ki bat par pora agree hu hum aik waqat zayda pair pay kam nhi karna chahy agr hum zaydab pair apy kam kary gay to hum achi tarkhy say kam nhi kar skty gay agr aik time pay hum zayda pair par kam kary gay to hum ko loss ho sakta ha is ley lalach nay kary loss say bachy aik time par aik say zayda pair par kam na kary
              • #8 Collapse

                Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar sakty hain hum is mai pair or currency py trading karty hain forex students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

                  aik time mai aik pair py kam kiya to he acha hain pher he hum kamyab ho saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

                    Dear brother ap na bilkul teek baat kahi ha zyada pair matrading karna aksar big loss ki traf bandy ko ly jata ha ye baat ap ki teek ha humain ak ya do pair choose karny chaheye jis pa k hum expeirince gain ker k usi ma trading kary our apna acount safe rakky thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

                      Dear ap ki bat thek hy...mn ye kahun ga k pehly hmin demo py 1 pair ki practice krni chahye jb us k bary min kafi kbowledge a jay phir us ko real py istamal krin or phir demo py 2sry ki shuru kr din to ye best way hy ...
                      • #12 Collapse

                        Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

                        Gee hen dear hum ko chaheay k jub be hum trade open karean too aik he pair pe treading karean q k hum ager aik se zeada pair trrading kartey hen too hum ko loss he hota he q k hum zeada jaga ko dakh be nae saktey is leay hum ko chaheay k aik he pair pe treading karean
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trading kartay wakt aik time main ziada pair pay kaam na karain..

                          Forex main trading ek he time pa zaida trade open nahi karna chaiye ek he time mein zaida pairs pa trade nahi open karna chaiye kio k agar trade lose ki taraf jay tu humey kafi zaida lose mely ga aur kabi kabi account wash hony ka risk be zaida hota hai ek he time mein zaida currency pairs pa trade nahi open nahi karna chaiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X