Gold trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading
    Forex trading main aksar jo new traders aty wo aty sath e gold pa trade laga dety han bina experience k jesa k ap sub janty k gold ak asa material ha jo sb sa zyda buy r sell hota ha is ki market k koi andza ni lgya ja sakta k kab kis tarf jy ge is lea ya kafi risky ha is wajha sa new traders ko chaiya k wo aty sath e gold ppa trading na kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold trading

    dear forex main jitnay bhi pairs hain sab main kaam karna aur is main earning karna mushki he kaam hay agar ham kahain k hamko gold main trading nai karni chaye to he batain k ham ko konsay asaan pair pay kaam karna chaye jis main earning apnay ap hoti hay forex main sabsay aeham kaam hay markeet ko samjhna agar samjh ajaye to na gold main trading mushkil hay aur nahe kisi dusray pairs main sab kuch asaan hay magar agar ham isay asaani say samjh jayen tab.
    • #3 Collapse

      Re: Gold trading

      Forex trading business mein new trader ko gold par trading nhi karni cahaiye is ki waja ye hy k gold ki trading sab se ziada risky trading hoti hy kiok gold ki movement buht ziada aur fast hoti hy js ko samjhne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko gold mein knewledge aur experience kam hota hy is liye ziada loss hi hota hy gold par trading tab karni cahaiye jab gold ka knewledge aur experience acha ho
      • #4 Collapse

        Re: Gold trading

        expensive foreign exchange essential jitnay bhi pairs hain sab most important kaam karna aur is most important incomes karna mushki he kaam hay agar ham kahain k hamko gold most important buying and selling nai karni chaye to he batain k ham ko konsay asaan pair pay kaam karna chaye jis predominant incomes apnay ap hoti hay forex most important sabsay aeham kaam hay markeet ko samjhna agar samjh ajaye to na gold main trading mushkil hay aur nahe kisi dusray pairs predominant sab kuch asaan hay magar agar ham isay asaani say samjh jayen tab.
        • #5 Collapse

          Re: Gold trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: bilo786 پيغام ديکھيے
          Forex trading main aksar jo new traders aty wo aty sath e gold pa trade laga dety han bina experience k jesa k ap sub janty k gold ak asa material ha jo sb sa zyda buy r sell hota ha is ki market k koi andza ni lgya ja sakta k kab kis tarf jy ge is lea ya kafi risky ha is wajha sa new traders ko chaiya k wo aty sath e gold ppa trading na kren
          Forex trading Mein gold Mein trading karna sabse Jyada difficult hai hi Forex trading market Mein gold sabse Jyada district Malti Hai gold Mein Rishte ke chances bahut jyada hote hain aur traders to loss bhi bahut jaldi ho sakta hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Gold trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
            Forex trading business mein new trader ko gold par trading nhi karni cahaiye is ki waja ye hy k gold ki trading sab se ziada risky trading hoti hy kiok gold ki movement buht ziada aur fast hoti hy js ko samjhne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko gold mein knewledge aur experience kam hota hy is liye ziada loss hi hota hy gold par trading tab karni cahaiye jab gold ka knewledge aur experience acha ho
            Assalamualaikum ji bilkul bhai Aksar aisa hota hai new traders hi Aate Sath Hai Bina experience ke gold par chat Laga Dete Hain Jiski wajah se hone loss ho jata hai experience na hone kya Surat mein Kyunki gold Ek kehte hain aur Duniya Mein sabse Jyada kharidi jane wali isliye market ki movement Ka Andaz am nahi laga Sakte ki Yaha se lauda hai ya by ho raha hai aur Akshara nuksan hote hain Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Gold trading

              Gold aik volatile aur high spread pair hai Jo kabi kabar teachnialy be nahe Chalta iss pe trading say profit be zyada hote hai q k ISS ke movement zyada hai aur loss be agar appko isske samaj na ho Mai samajta hn agar app ke pas trading balance hai to pir gold pe trade nhe krna chaye agar appke pas balance zyada hai to pir money management ke sath trading krni chaye
              • #8 Collapse

                Re: Gold trading

                forex aik international business hain hum is mai agar kamayab hona chatey hain to hamy gold mai kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold trading

                  Dear mene to gold par trade kya hain ham ko gold par trade ka te waqat jald bazi nahi karn chaiye is mein ham o trade kar ne se pahle lot isze kam rakhna chaiye gold aik ach pair hai ham ko iak trading k liy aik pair choose karn chaiye aik aik hi pair par trade karn chaiye agr ham is mein bar bar aik pair par trade kar te hain to hmaen us pair par trade karne ka knowledge aur experience aa jata hain ham ko is mein ach se trade karn chaiye tab ja kar ap i mein kamyb ho sakte hain aur is mei profit hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold trading

                    Gold trading is very difficult man..... It need alot of experience and skills of forex and especially of gold movement and related news. We should keep an eye on the gold trend and also on the news.. Otherwise gold give a big shock to us...
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: bilo786 پيغام ديکھيے
                      Forex trading main aksar jo new traders aty wo aty sath e gold pa trade laga dety han bina experience k jesa k ap sub janty k gold ak asa material ha jo sb sa zyda buy r sell hota ha is ki market k koi andza ni lgya ja sakta k kab kis tarf jy ge is lea ya kafi risky ha is wajha sa new traders ko chaiya k wo aty sath e gold ppa trading na kren
                      Forex trading market Mein gold sabse risky commodity Hai Kyunki gold US currency ke against padta hai is wajah se a isme movement bhi bahut fast Hote Hain bahut Sare senior Talha Rizvi Junaid traders co gold Mein trading karne se Rote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold trading

                        gold trading forex me bhot risky hai. is ky liye ap ko chahye aap proper learn kryn. us ky bad apni equity ko strong rkhty howy gold ki trading kryn wo bhi small volum k sath . aur khas bat ye ky hmehsa stop losss ka istamal kabhi nhi bholna . gold ki trading me zara bhi big move apky account ko minto me duble bhi kr skti hai aur wash bhi .
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold trading

                          Assalamu Alaikum dosto Kyunki aaj kal bahut Sare log generation Ami matla Rehte Hain unke Paas Koi Karo Baat Nahin Hai Kyunki Hua Hi Hua Soch kar Baithe Hain Tumhe Pyar Karke Nahi Milta Hai vah Pareshan Rehte Hain Aaj kal bahut log Forex trading co chalate Hain Yeh Duniya Ki Sabse behatrin business hai usko Hum achchi Si posting Karenge Inshallah Tala Hum kar sakte hain Hum Karenge Hum kamyabi Hasil Ho Sakta Hai Hamein

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X