News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.
    News aur important data ke release kay time per market bohot taize kay sath aur kafi ziada un expected movement karti hai jis ke waja say aksar traders nay apny jo stop loss set kiye hoie hoty woh hit ho jatay hain.

    Aur market prices aksar wapis stop loss ko hit kar kay apni pehlay wali position per aa jaate ha . iss liye traders ko chaiye ke woh news aur important data release kay time per apni trading ko zaroor monitor kiya Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

    dear jub ham forex markeet main kaam kar rahay hain to hamko is baat ka bhi pata hona chaye k ham asia ki sab say bari markeet main kaam kar rahay hain hamain is baat ka bhi andaza hona chaye k jub week start hota hay to hamain ************ say pooray haftay ki news ka idea lay laina chaye agar us haftay koi bari news ana hoti hay to hamko chaye k koi bara risk na lain agar ham is kabil hain k ham is ko manage kar saktay hain to hamin order k continu say trial stop ko must use karna chaye jo hamaray ziada faiday main hay.
    • #3 Collapse

      Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

      yes aapke thik hai ki news ke time par Hamare Yahan Par stop loss hit hone ke chance exposure to increase ho Jate Hain Jiski wajah se working problem karne mein bahut jyada problem ko pesh Kiya Ja sakta hai aisi condition Mein hamein chahiye test of Lost alagae aur thoda sa market ko wait karne ke bad free Yahan Par working karne ka soche
      • #4 Collapse

        Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

        Dear brother app belkul sahe keh rahai Hain news ke time pe market Mai buhut he zyada movement hote hai aur stop loss hunting ke zyada chances hotay hai lehaza hamai chaye ke news release honay say adha ganta pehlai aur release honay ke adhai gantai bad to oss pair per trade na karay jiske news and ho
         
        • #5 Collapse

          Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

          Dear brother app belkul sahe keh rahai Hain news ke time pe market Mai buhut he zyada movement hote hai aur stop loss hunting ke zyada chances hotay hai lehaza hamai chaye ke news release honay say adha ganta pehlai aur release honay ke adhai gantai bad to oss pair per trade na karay jiske news ho
           
          • #6 Collapse

            Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

            g ha ap ne buhat achi baat shair ki hy men bhi ap ki is baat se puri tarha mutamain hun news k time par stoploos hit hony k chance bhar jaty hy or isse ap ki markite bhi achi movement bhi kar sakti hy or isse ap ki markite ko buhat profite bhi hasil ho sakta hy issi liye hamy profite hasil karny k liye news par hi trading karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

              News kis time per hit honey ke chance hoty hain is ka koi pata nhe hota hey
              • #8 Collapse

                Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

                hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher e hm passia kma skay gy forex aik best business hain hum is mai agar stop loss ko use kar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasail ho j y ge forex aik amm busienss ke nisbat aca business hain hamy stop los ko kabe be ignore nahi karna caey forex paksitan mau legal or famous busness ban cuka hain forex aik legal business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: News ke time per stop loss hit honay ke chance barh jatay hain.

                  News ko daikh kar trade start karne main apko aisi koi preshani mhi hoti balkey apko achi trade milti hai news time main trade krne ki agr apne trade news k aney se pehle start ki hoi hain to apka stop loss hit ho sakta hai jo k news k impact ko waja hota hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X