Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?
    agar hum nay forex trading main investment karni hay to humay chahiye keh pehlay forex trading ko achi trha seekhain kyun keh achi trha seekh kar esmain invest karnay say hum waqaf ho sakty hay keh kaisy market main achi earning kar sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay ye sab humay seekhna aur samjhna chahiye zaroori hay ye
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

    Hamy innvest int hamy kr i hi jai chiya hamy chiua ham apni inveat na kry ham bachye ham apni money save kry our han sahi kam kry agr ham sahi kam nai rmkry gy to phr hanary pasy los hogy agr ham investnint kr hi dyty hy to hamy phr apni miney ko save rakhny m liya apni lot siz kam krni chiay our stop loss ka zarorr use krna chiya hamy
    • #3 Collapse

      Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

      dear bro forex trading main apny investment ko safe rakhny ke liy ap ko money management ka pta hona zarory hy ager ap aik ashy money managementer hn to ap ka account wash ni ho ga
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

        Forex trading business mein hum ko us waqt tak apni investment nhi karni cahaiye jab tak hum forex trading business mein learning knewledge aur experience na ho kiok agr hum learning knewledge aur experience k baghair investment kartay han tu us ko loss hi karain gay investment tab karain jab forex trading business ka acha knewledge aur experience ho
        • #5 Collapse

          Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

          dear markeet main jub hamko achi earning ho jati hay to hamko chaye k ham bhi markeet k sath samjhota karnay k baad kaam karna chaye agar hamko apnay account main risk k baad bhi safe rakhna hay to hamko risk apnay profit say he laina chaye jo lpse honay pay bhi hamara lose nai hota hay aur har daffa aisay risk say lose nai hota hay kabhi kbhi achi earning bhi mumkin ho jati hay mairay khayal say ham isi tareekay say he he apnay acount ko safe rakh saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

            agar ham loss say safe rehna chahtay hain to hamen sab say pehlay experience lazmi hasil karna chahiay. baz log bager knowledge k trading shuru kar detay hn or loss karwa beth.tay hain. or baad main pajhtatay hain ka ye ham nay kea kia. is liay hamen pehlay trading ka knowledge or experience lena chahiay or us ka baad trading start karni chahiay. tab he ham investment ko safe rakh sakta hain.
            • #7 Collapse

              Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
              agar hum nay forex trading main investment karni hay to humay chahiye keh pehlay forex trading ko achi trha seekhain kyun keh achi trha seekh kar esmain invest karnay say hum waqaf ho sakty hay keh kaisy market main achi earning kar sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay ye sab humay seekhna aur samjhna chahiye zaroori hay ye
              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading business Mein Apni investment ko saaf Rakhna sabse Mushkil kaam hai agar aap apni investment ko save Rakhna Chahte Hain To aapko bahut jyada hard working ke saath apni e knowledge aur experience Ko Badhana hoga
              • #8 Collapse

                Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                Hamy innvest int hamy kr i hi jai chiya hamy chiua ham apni inveat na kry ham bachye ham apni cash shop kry our han sahi kam kry agr ham sahi kam nai rmkry gy to phr hanary pasy los hogy agr ham investnint kr hi dyty hy to hamy phr apni miney ko store rakhny m liya apni lot siz kam krni chiay our prevent loss ka zarorr use krna chiya hamy
                • #9 Collapse

                  Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                  agar hum nay forex trading main investment karni hay to humay chahiye keh pehlay forex trading ko achi trha seekhain kyun keh achi trha seekh kar esmain invest karnay say hum waqaf ho sakty hay keh kaisy market main achi earning kar sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay ye sab humay seekhna aur samjhna chahiye zaroori hay ye
                  Bilkul thek kaha ap nay market ko achay say jannay k bad investment krni chahey agr aisay hi invest krain gay tou aona capital zaya krnay wali bat ho g so pehlay seakhain phr forex m entry lain
                  • #10 Collapse

                    Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                    agar hum nay forex trading main investment karni hay to humay chahiye keh pehlay forex trading ko achi trha seekhain kyun keh achi trha seekh kar esmain invest karnay say hum waqaf ho sakty hay keh kaisy market main achi earning kar sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay ye sab humay seekhna aur samjhna chahiye zaroori hay ye
                    Agar aap Chahte Hain get reading Karke aapka account or investment safe Rahe toys ke liye jaruri hai ki aap hardworking Karke kaam Karen aur kabhi bhi Bina Nali chawal experience K trading Na Kar
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                      aap ki invest ment ko safe rakhnay kay bohot say tareeqay hen jin ki madad say na tou sirf aap ki investment safe reh sakti hay balkay uc per cover yeh rahay ga keh aap ko marginal profit bhi milay ga ic liye ap take profit stop loss ka use karen , apnay lot size ko minimum or controle able rakhen , aap resrve capital rakhen , in case of loss aap safe rahen gay .
                      • #12 Collapse

                        Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                        agar hum investment safe karna chahty hay to sab say pehlay humay forex trading kay bary main knowledge gain karna chahiye kyun keh jitna ziada humary pass knowledge ho ga utni he achi earning kar sakty hay market main aur safe bhi tab he reh sakty hay es liye humay ziada lalach kay chakar main nahi parna chahiye tab he kamyab ho paye gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                          forex mai hum amount invest karty hain to hamare money safe ho jate han or hamy profit be milta hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                            Apni investment us waqt kar k us se faida hasil kar saktay han jab hum forex trading business ko sekh kar samjh kar aur market ko samjh kar analysis Karna sekh jatay Han kiok agr hum learning knewledge aur experience k baghair investment kartay han tu is investment ko save nhi rakh saktay aur apni investment ko zaya hi karain gay is liye investment tab hi karni cahaiye jab learning knewledge aur experience acha ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Investment ko Kaisy Safe rakh sakty hay?

                              Sara agar aap apna investment ko saaf Rakhna Chahte Hain To aapko chahiye kya aap pahle Apna experience and knowledge ko improve Karen Kyunki jab tak aapke paas achha experience and knowledge hai aapka investments Rahega aur agar aap apne aap ko update Nahin karte hain to aapko loss hi hoga aur aapka investment visa Jaaya hoyega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X