hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han
    Forex trading business mein jab loss hota hy tu apni mistake se hota hy aur mistake ko hum is traha hi khtam kar saktay han k hum demo account par ziada se ziada practice karain aur practice mein jo bhi mistake ho us ko cover karna cahaiye aur hum jtni ziada practice karain gay hum apni mistake ko cover kar saktay han mistake ko cover karna hy tu ziada se ziada practice karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

    nice question app ka hum trading me kis tara se mistakes se bache dikho forex trading jab hum trading karte he tu misticks hote he un mistake ke waja se hum ara experience bhi bhar jata hay tu hum apne mistikce galti se he apne galti mistke ko dursat kar sakte he zida se learn kare knowledge le phir trading kare tu loss na hoga mistake na ho ge
    • #3 Collapse

      Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

      Bihar se Log Yahan Par is Baat par bahut jyada confidence ke saath kaam nahi karte hain Kyon kya kar bolo confidence ke saath kaam Karenge to market mein jyada Mushkil kaam Nahin lagega Yahan Par Forex ko sikhane ke liye sabse pahle aap chahiye kya aap Log Yahan Par demo counter practice Karen skills ko develop Karen experience ko generate Karen Jaan Se Jyada knowledge cocaine Karen
      • #4 Collapse

        Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

        Dear friend forex trading men humain apni mistake ko khatm krne k liye Ap ko bohot zaida experience or knowledge ki important hoti hai Or humain bohot zaida mehnat krni chayie Jis se hum apni mistake ko khatm krne k qabil ho sakty hai
        • #5 Collapse

          Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

          agaar hmsee is kaam.meiin mistakee hO jatee haii to hmaiinn us ko aiseyy thkk kr sktaiio haiin k hum agar uske ssahee see practise kraiin gyy aur baar baar usko he kraiin gyy to phrr woo ghltii dobara nhe hOgee hm seee....isliyee ghltio ko thkk krnaii ka ak he treeqqa haiii....k practise ke jaii
           
          • #6 Collapse

            Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

            dear mistakes ko khatam karna bahut asaan hay magar yeh hamari jaan chorti hain ham inko nai chortay hai jis ki wajha say mistaekes arooj pay hoti jati hain agar ham aik pair main lose kartay hain to us main hamari koi na koi zarur mistake hoti hay agar ham usay note kar laitay hain to next jub same time ata hay ham us mistake say bach saktay hain laikin ham isay khatm karnay k liye kabhi yeh kaam kartay he nai hain jis ki wajha say ham aik he mistake ko baar baar dohratay hain is liye ham aisi mistakes say hamasiha k liye bach nai saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

              G Dear ap sahi keh rahe hain agar ham demo main zyada practis karen to is se hamare knowlede main izafa hoga aur ham apni mistakes ko b find kar sakte hain lakin agar ham apni mistakes ko repeat karte hain to phr faida nahi hai qk phr ham learn nahi kar sakte aur na he phr ham acha earn kar painge
              • #8 Collapse

                Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                G bilkul ap.ki bat theek hay k trading k diran hum se Jo bhi mistakes hoti hay humain cahiay k hum unhe note out Kare aur demo par apply Kar k khob practice Kare take hum apni galtion ko khtam Kar sake kiu k jab Tak hum apni.misatakes ko khtam nai karte hum trading main successful trader nai ban sakte
                • #9 Collapse

                  Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                  Mistake ko hamy khatam krna chiya hany chiya ham aonigaktio ko dor kr dy is bujs ess ya ham zeada sy zseada mhant jry iyr ham is my kamyab ho jaye agr ham is my kamyab hona chaty hy to hamy is my bhot zeada hardwork k sath hany is my mhant jrni chiya keening kr k hamy agy njana chiya hamy isnmy
                  • #10 Collapse

                    Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                    Forex main new traders ko start main loss hota hai q keh start main traders ko forex sy related ziyada knowlege nhi hota hai..mistakes sy bachny k liye traders ko chahye keh agar kisi trade per loss aye to us main loss any ki wja find kry aur phir us mistake ko future main dobara repeat na kry..aisa karny sy hum mistakes sy bach sakty hain aur learn bhi kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                      sir g hum hum sab members pak fotrx trading me jo hum say mistake hoti ha hum os ko is trha khtam kar sakty ha kay is best business par zayda say zayda search kary is kam ka search kar kay konwledge hasil kary phr is kay jo roll baty gay ha os par amal kar kay hum apni mistake ko khtam kar sakta ha or apny say senior ko follow kar kay mistake khtam kar sakty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                        agar hum chahty hain k mistakes ko kam se kam kia jaye to is k liye hamien apna mindset banana hta hay k hamein aony aap ko kmprovement ki traf ley k jana hy or timr to tkme hamein chahye ky hum apni ghaltion ki cirrection karhn is trha hum behtri ki trf chakty jayen gy or ghaltion se skhty jahen gy.
                        • #13 Collapse

                          Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                          Hum trading mein apni mistake ko tab hi cover kar saktay han jab hum demo account par ziada se ziada peactice karain kiok mistake ka tab hi pata chlta hy jab hum peactice kartay han aur peactice we hum apni mistake ko theek kar k real account mein trading kar k profit earn kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                            Ham trading main apni mistakes ko ba asani kam kar sakty hain. Is ka sab say asan tareeqa yeh hay kay hamain apni pehly say kee hoe mistakes ka idraak krna ho ga aur un say hony waly loss ka bhi pta chalana ho ga aur us kay bad hamen dobara waisi mistakes kabhi bhe repeat ni karni hon ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hum trading mein mistakes ko kis traha khtam kar saktay han

                              Behtreen tarika yahi hay demo pe achi sey achi practice karain behtreen learning karain mistakes ko dekhen demo pe he apni mistakes note karain aur unn mistakes ko dubara na honay den apni trading mei yahi sab sey acha trading way hay jis kay zarye hum apni mistakes ko control kar saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X