Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai
    Dear aksar member ek big lot ki trade laga dete hain aur jab wo loss main jati hai to apna stop loss aur barhate jate hain aur is umeed pe rehte hain k market wapas ajaigi aur unki trade profit main ajaigi aur market itni opposit chali jati hai k account he wash ho jata hai to soch samjh kar planning karen kam loss accept karna samjhdari hoti hai market k sath zid kar k mat beth jaya karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

    G Bhai belkul app sahe keh rahai Hain aur ye amoman wo log krtay Hain Jin ko zyada knowledge aur experience nhe hota balkai wo zyada kamanai ke lalach Mai lagai rehtai hai bagair stop loss ke trade lagatai hai ya stop loss laga Kai Jo Jo price negative Mai ati hai wo stop loss baratay jatay Hain aisay log apna nuqsan krtay hai kbi profit nhe kr saktay
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

      G Bilkul bro loss ko bhe accept krna samjhdari hote hai account wash hone se behtr hai ap thora sa loss accept kr lyen or kabhe bhe big lot size rakh kr trading na kren kyn ke forex ek risky business hai is main risk factor jitna ap kam rakhe gyen profit bhe utna he ziyadeh earn kr paye gyen market kabhe bhe ek direction per nahe chalti hai har roz apne direction change krte hai tu ap ko bhe osy tarah ki planing kr leny chahye or trend ke mutabik he trading krne chahye then ap acha profit earn kr paye gyen
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

        yes bikul theek hay agar ham forex main aisa zabardast mined use kartay hain to ham is main kabhi nakaami ka shikaar nai ho saktay hain markeet main har wakt is niat say kaam nai karna chaye k har trade hamari hamko profit he day kabhi kbhi is main lose ko khud bhi laina parta hay wo is liye k ham main say koi bhi nai yeh chahta hai k usay bahut bara aur hamaisha ka lose ho.
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

          kabhi hmaiin loss hO rhaa htaa haiii.....aurr koii bhee chancee nhee hOtaa haiii k markett oper jaii us waqtt hamiin hiimmaat krnee hOtee haii ....k losss mein hee tradee close krme hotee haii pr dil njee maan rhaa hOtaa haiii...isliyee hmaiin us waqtt himmat kr ee hotee haii nii to puraa ka puraa accnt washh Ho jata haiii
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

            Agar yah long time kaam kar raha hai Property Management System Hai To ismein Ham proper method ke sath in Vespa Lekar aa sakte hain kamyabi Hamein isliye Yahan Se Mil Jayegi Hamein kabhi bhi yahan par aisa nahi sochna chahiye ki hum learning ke bagair kaam karne learning bahut jyada important part is Forex trading karne ke liye long time ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

              G han dear ap thek kah rahay hain agar ham kam loss accept kar letay hain aur apni trade ko close kar detay hain to yahi ap k leay behtar hota hay q kah agar ap us umed say trade close nai karain gay kah ap ki trade profit main wapes aa jaay to aur trade profit main na ai to ap ap ka account wash ho jaay ga.
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

                Traders say ager koi trade ghalat lag jiye tu phir zaroori nai hota hai ke traders apni trade ko open rakh kar mazeed loss karty rahin. Iss liye traders kay liye best yahi rehta hai ke woh loss wali trade ko daikh dakh kar frustration ka shikar honay ke bajay loss ko accept kiya Karin aur nai trading opportunity search kiya kairn.
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

                    forex aik online business hain is mai kam karty howe jab hum koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hta forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is ma agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

                      forex mai aik cote mistake hamy loss karwa dete hain hamy loss ko qabo mai rahkna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hamy loss ko apna ustad man lena chaey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi kabhi kam loss accept karna account wash karne se behtar hai

                        forex mai hamy loss ko accept karna hota hain hamy loss ky bad saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X