mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..
    dear sab traders yeh kehta hain k forex main achi earning k liye mehnat bahut lazmi hay laikin agar hamaray pass koi techneek nai hay koi experience nay koi acha knowledge nai hay to hamari mehnat bhi fazool hay is liye agar ham mehnat say kamyabi hasil karna chahtay hain to us k liye bhi hamaray pass aisa knowledge hona chaye jis pay ham mehnat kark kamyaab ho jayen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

    G han forex trading k baray men jab koi knowledge hi nah ho tu phir mehnat karnay ka bhi koi faida nhi hey iss liay sub se pahlay forex ka acha knowledge hasil karen aur phir mehnat aur lagan se kam karen tu achi earning hasil kar saktay hen aur acha knowledge senior traders ya forum pe posting k zariay hasil ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot zabardast bat shear ki hai dear apny bilkul thek kha hai jab tak hamry pas forex trading business ka knowledge nhe hoga to ham is me jatni mahnat bhi q na kar len mgr is me hamri kamyabi mumkin nhe hai mahnat sy pahly hamen knowledge hasil karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

        G han brother ap bilkul thek kah rahay hain, forex trading main wahi trader mehnat kar k kamyab ho sakta hay jis ki pas forex ka acha knowledge aur experience ho aur dekha jaay to forex k knowledge hasel karnay k leay aur learning k leay hi mehnat karni parti hay aur jab yah sab hasel ho jata hay trader achi trading k kabel ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

          g han yehe baat hai waqai mehnat men azmat hai lekin dear agar dekha jae to mehnat bi us time kr sakty hain jab hmare pas koi knowledge ho ga koi experience ho ga hum forex ko join to kr lyn lekin jab tk humen us ki basics ka ni pata ho ga jab tak hmare pas us ka experience ni ho tab tak hum mehnat kaise kr sakty hain aur kis kaam k liye mehnat kr sakty hain is liye knowledcge k bgher mehnat krna bilkul fazool hai pehle knowledge phir mehnat then earning.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

            G Han friends forex trading men Ap k pas experience or knowledge ka hona bohot zaida important hai agr Ap k pas Yeh ni hai to Ap ki mehnat kisi kam ki ni hai is liye pehle Ap Apni knowledge ko behtar kre phr forex trading men mehnat kre or kamyab ho
            • #7 Collapse

              Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

              G Bilkul Brother Is Business Mein Apko Mehnat Ki Bhi Zarurat hai or apko Experience ki bhi Zarrurat hai or is Business mein apko Knowledge ki hui zarrurat hai jab tak apky ye sab chezain Nhi Hain tab tak ap Forex Mein acha kaam nhi kar paingy is liye apko Chahiye kay ap is Business ko achi tarhan samjhy taky ap acha earn kar Sakain Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                G Han bilkul theek kaha aisa he Hai mehnat he kisi bi kaam men kamyabi ka ek zariya Hai is k bgher kamyabi hasil krna mushkil he ni balky namumkin bi Hai lekin Agar dekha Jae to mehnat bi tabi hoti Hai jab ap k pas kaam k bare men kuch na kuch knowledge mojood ho kyun KY jab ap k pas basics mojood hun ge to tab ap Un ki base par mehnat aur practice kr k khud ko kamyab bna saken ge warna aisa mumkin ni Hai k bgher knowledge k mehnat ki Jae aur kamyabi mil Jae.
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                  As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai ki mehnat mein Azmat hai hi lekin Hume na tabhi Karenge Jab Hamare Paas knowledge hoga Forex trading join karne se pahle Hamein iska knowledge aur experience hasle karna bahut zaroori hai Phir Hi mehnat Karke acchi earning Hasil kar Sakenge aur Agar knowledge aur experience Nahin Tu minute karne ka Koi fayda Nahi Is Tarah loss Hoga isliye ye sab se pahle knowledge or experience haizyada Se zada mehnat Karke achha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                    yes dear ap ki bat thek hai main bhui app ki bat say agree hun forex main jab tak ap mehnat nahi karty hain ap ko kamyabi nahi milti hai jab tak mehnat karty rehty hain ap ko aik na aik din zror kamyabi mil jati hai jiss ay ap aik din sucessfull trader ban jaty hain aur ap ki eanring shuru ho jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                      mahant agr sahi simt e ki jaye tu hi fiada hai agr simt sahi nahi hai tu faida tu ho ga lakin us ka zaida maza nahi hai agr hum forex me mahnat karte hai knowledge ke sath sath practice b karte rahte hai tu hame zaida faida ho ga practice kisi b kam ke kiye zarori hai forex me tu practice boaht zarori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                        G han mehnt bi ous waqat hri kam ati hai jb interst huo sirf time dena zaroori ni hota forex main interest bi hona chiyee forex trading ek boht axha busneiss hai is main pori mehnt our interst ky sat kam karna chiyee our mind main yahri hona chiyee kyy forex tradimg ko seehkna hai our is main khar gizz kamyab hona hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                          Hi g bel.kul mehnat main azmat hai lekin ye b knowledge k begair fazool hai is leye hany chahiye k hm is business ko zuq i shuq sy karen is ki.knowledge haseel karen knowledge haseel krna bohat hi zaroori hai is leye ap pehly is forex ki knowledge haseel karen aur pher is business ko hm join karen hamy chahiye k hm oehly us business ki basuc knowledge ly len pher bad main is is business ko join karen aur pher ao ko tine k sath sath experience b a jaen ga
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                            G han forex buying and selling k baray men jab koi information hello nah ho tu phir mehnat karnay ka bhi koi faida nhi whats up iss liay sub se pahlay forex ka acha information hasil karen aur phir mehnat aur lagan se kam karen tu achi incomes hasil kar saktay hen aur acha knowledge senior investors ya discussion board pe posting ok zariay hasil ho jata whats up
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat main azmat hay laikin yeh bhi knowledge k baghair fazool hay..

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear sab traders yeh kehta hain k forex main achi earning k liye mehnat bahut lazmi hay laikin agar hamaray pass koi techneek nai hay koi experience nay koi acha knowledge nai hay to hamari mehnat bhi fazool hay is liye agar ham mehnat say kamyabi hasil karna chahtay hain to us k liye bhi hamaray pass aisa knowledge hona chaye jis pay ham mehnat kark kamyaab ho jayen.
                              Assalamualaikum ji bilkul bhai Meri maloomat ke mutabik mehnat mein Baaki Hai hashmat Hai Lekin Baaz Matka Ja bhi Bina Tujhe Pyar knowledge ke Faizul Ho Jati Hai Kyon Ki Ham bagair analysis ke aur bagair learning came mehnat karte hain aur use Itni mehnat karte hain uska utna phal Nahi Milta isliye mehnat mein Azmat ke liye knowledge Ka Hona bhi bahut zaroori hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X