Introduction to forex lesson#1
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction to forex lesson#1
    Dear forex members jesa k AP jante Han k har Roz is forum pe new members ate han trading seekhnay k lye to ma ne Socha k aisay thread start karun Jo k forex ki beginning se end tak information dan, kindly agar Mera thread AP ko meaningful lage to btaye ga ta k ma continue rakhun, to first lesson start karta han k forex Kya ha

    @forex ya forex exchange aik aisi almi market ha jis ma dunya ki muktalif currencies ki kharedo farokht ki jati ha. Yeh dunya ki sab se bari market ma see aik ha jis ka daily ka business 2.5 trillion dollars se above ha. Forex market ki impotance yeh ha k yeh din k 24 gehantay khuli rehti ha aur koye bi shalhs kahen see bi kisi bi waqt kharedo farokht Kar sakta ha. Yeh silsila hafte k 5 din chalta ha, forex market Saturday, Sunday ko band hoti ha,
    Currency ka leen Dan karne wall ko trader kehte Han aur order process karne wale ko "broker" kaha jata ha.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Introduction to forex lesson#1

    Asslam o alikam dear brother ap ki bat bilkal thek ha forex market duniya ki top market mn se eik ha is main currencies ki kharedo wakhrog ki jati hum to forum se bonas hasil kr k trading krte hein asal main hamra bonas hamri apni money hi hote ha hume bonas ki qadar krni chaiye zada log market main apni money invesment krte hein tab ja k trading krte hein ameer log hume to allah sukar ada krna chaiye forum se hum investment kr sakte hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Introduction to forex lesson#1

      Dear forex member, AP ne bilkul sahe kaha k hamain Allah ka shukar ada karna chaye k Pakistan forex forum hamain pawn pe khara Kar raha ha, we are thankful to forum.
       

      اب آن لائن

      Working...
      X