Monthly Target Or Daily Target
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monthly Target Or Daily Target
    Some traders have monthly target in terms of the % of the total investment they have made in forex where as some have daily target , Let us discuss which is good and why?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan mai to forex main abi new hun lekin mera to month main yahe target hota hai k mai 200$ tak bna loon lekin abi tak mai is main kamyab nahe hua bs koshish kar rha hun ar sb logon ko yahi bt bolon ga k sb log har mat maanna too hi kamyab hoo gae
    • #3 Collapse

      We should set the daily and monthly target in the market. For long term trading monthly trading is best one and we can earn maximum pips in the market easily and become successful.
      • #4 Collapse

        forex me jab hum trading krty hen to hum us me target ki base pe trade krty hen or start me hame chahye ke ap is me daily base ke target rakhty hen or un ko achive krny ki koshish krty hen or jab wo hame achive ho jaty hen to ye hum trade close kr dety hen
        • #5 Collapse

          assalamu alaikum ... dear baat yeh haiN k insan kO sub seh pehly jo forex ka busnis karta hOo USSEH ISS FAIELD MAIN EKK Baat yed rakhni chahiye k usseh kabhi iss faield main greed nahi karna because zyada lalach ki bna par aksar logg kaafi zyada loss kkhalety haiN ... OR MERE KHAYAL SEH HUMY DAILY KA TARGER BNANA CHAHIYE K HUME ROZZ KA KITNA TRADE KARNA HAIn
          • #6 Collapse

            jrgjtui nfjkbngfkj gnkjfnb kjy hofdngbjb jdkfbn kjdgn bjkfdnjh ndfjkb ndgkjg fdjb ntj gdkjf nbjdnb jfdn bkjfdnb fdn jkfdnbjdgfb njdgkfb ndk jndkjg ndjb nfjdfdkjbn jkfd bjfdkg jkfd ngjkfdg kjfdg nnkjdfn jfd nbjkfdn bjfdnb jfd nbjfdnbjfd bkjfdnb jfdn bfd nkjdf nbkjfd jgfdkjfd bjkfd gjkfdbjfdnbjfdn kjgfdl
            • #7 Collapse

              nahi mere khayaal mai app ko is mai weekly target rakhna ho ga yeh app ko achi tared bananay mai help karay ga daily target ami loss bhi lamba ho sakta hai q k yeh jald bazi wali trade ban jati hai jo k achi baat nahi hai weeklay target rakh lo yeh best hai
              • #8 Collapse

                ji this is very informative thread, k humy monthly target win kerna hy ya daily .ji ager hum planning ker ky daily ka kam daily kery gy to hum apny monthly target ko achieve ker pay gy .is ly full concentrate ho ker ho ker trading kerni chaye.
                • #9 Collapse

                  bhai jan forex trading main motnhly target agar ap hasil krna chahte ho tu ap daily base par kam kro or daily ek target bna lu k ap nay yahan tak kam krna hai chahee kuch bhe ho jai ap ko apka target bhe mil jai ga
                  • #10 Collapse

                    yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon!!!
                    • #11 Collapse

                      dear bahi is k bary mein to mein ye hi kehna chahon ga k hum ko is mein trading karni hi target plan kar k is mein mein to daily ki base pe target plan karta hun aur apna target pura kar k rest karta hun.
                      • #12 Collapse

                        Dear mere khiyal mai dono target thek hain ap ko dono se he acha profit ho skta hy wase mai apne mood k mutabik es mai trading karta hon kabii zyda profit b ho jata hy aur kabii kam hota hy es liye ye baat mere liye koi ehmiyat nhn rakhtii...
                        • #13 Collapse

                          G han humen monthly base pr posting ka target rkhna chahye or phir us py daily base pr pora krna chahye humen apna daily ka work manage kr k krna chahye...
                          • #14 Collapse

                            salam jaha tak mene suna hai k monthly target 200 doller tak hona chai ya rooz ki 35 se 40 post honi chai to bhi month k end tak 200 doller banjate hai mene aur yeh bhi suna hai k isse ziada karne pr account baned bhi hojata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main ham jab bhe planing kartay hain to hamen ak bat mind main rakhni chahye kay hamaray pas trading main investment karnay kay lye kitni money hain forex trading main achi earning karnay kay lye trading main ak khas investment ke bhe zorat hoti hai forex tarding main har trader kay lye zrori hai kay wo daily target set karay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X