Single Pair Par Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Single Pair Par Trading
    Agar humar trading experience kam hay to humay chahiye keh aik he pair lain aur usi pair par study karen aur trading bhi us pair par karen keh us main kaisy hum profit bna sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay aur konsi galti humay nahi karni chahiye esi trha jab hum us pair ko achi trha samjh jaye gay to uskay baad he other pairs ki taraf barna chahiye
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Single Pair Par Trading

    Gokd oil ya sab jo hy ya signle hy in or trade sy zeada faida bhi hota hy pr sirf un logo ko hi faida hita hy jkn k pas lerming bhot zeada hoti hy kagi zeada taine ka un k aps experimeece hota hybour un ki bhnat bhot zeada hoti hy who log is my phr kamyab hoty hy our koi bhi bnda kamyab nai ho sgta hy na hi idr ay koi pesy kama sgta hy
    • #3 Collapse

      Re: Single Pair Par Trading

      Gee han trading experience kam honay ki wajah se hum ko ek single pairs par hi practice karny chayie ek pair par hi experience hasil karna chayie jab practice ho jay experienc emil jay phir next pair use karna chayie ek ek kar k seb pairs use karnay chayie phir hum zaida loss se bach sakte hai agar aisay halat main trading ki jay k aap ka trading knowledge and experience kam hai phir b aap idhar udhar har pairs par chalnge marte hai apna loss karte hai
      • #4 Collapse

        Re: Single Pair Par Trading

        market main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain pair ki currnecy ko use kar k hi hum a chi trade kar k hi hum loss say bach skaty hain aur hamain pair ki currency ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay uar hamain market mai bi trade kar k hi hum achi earning karein gay ta k earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Single Pair Par Trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
          Agar humar trading experience kam hay to humay chahiye keh aik he pair lain aur usi pair par study karen aur trading bhi us pair par karen keh us main kaisy hum profit bna sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay aur konsi galti humay nahi karni chahiye esi trha jab hum us pair ko achi trha samjh jaye gay to uskay baad he other pairs ki taraf barna chahiye
          Aap bilkul theek hai rahe hain shuruwat mein Hamare Paas Itni Jyada Jankari Nahin Hoti isliye Hamen chahie ki ek hi Jod per kam Karen Agar Jyada ke bare mein Sochenge to to Ek per bhi acche tarike Se Kam Nahin kar Sakenge shuruaat Mein Hamen ek hi Joda Apne dimag mein rakh Lena chahie aur Usi per kam karna chahie jab tak usmein Achcha munafa Hasil Na Ho Jaaye
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • #6 Collapse

            Re: Single Pair Par Trading

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
            market main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain pair ki currnecy ko use kar k hi hum a chi trade kar k hi hum loss say bach skaty hain aur hamain pair ki currency ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay uar hamain market mai bi trade kar k hi hum achi earning karein gay ta k earn ho
            ap jab ik pair pay raho gi tu ap ki kafi sari problems or burden ka solution nikal aye ga. ik pair ki movement ko asani se samaj sako gi. kab kiya decision laina hai ap ko pata ho ga. yeh ik pair ko follow karian gi analysis asan hai phir ap ko experience ho jaey ga kay kon c news pay yeh pair kaisy behave kr sakta hai kab oversold hota hai etc etc.
            • #7 Collapse

              Re: Single Pair Par Trading

              Ap ko baat bilkul sahi hai aik pair par kaam karne se hum ko usi ki movement ka andaza ho jata hai aur us pair ki samj a jati hai k ab ye up jaye ga aur ab down aye ga hum ko chiye k aik pair ko pakrey aur usi par learning kare
              • #8 Collapse

                Re: Single Pair Par Trading

                Ji han dear singal pair par trading se hi humko faida hota hai humko cahahye forex forum trading mn jazbati na ho hish k sath trading karen ta k humko loss na karen singal pair par hi trading karen ta k loss na ho jald bazi s hummo loss hota hai hosh o hawasa se trading mn kabhi bhi loss nhi hota ahi humko cahhaye k pair kam rakhn lot size bhi kam rakhn ...
                • #9 Collapse

                  Re: Single Pair Par Trading

                  Ham job Mein Ek permanent worker sakte hain aur iske sath earning kar sakte hain Hamen chahie ki apne business ko Jyada increase Karen is per investment Karen apne business ko increase Karen Kyunki Ham Jyada kar sakte hain job nahin kar sakte hain main aap Logon Ki Baat se agri nahin karta hun Kyunki Kuchh log Jaan Pavithra acche wala bhi le rahe hain main personally in Logon Ko Jaanta bhi hun jo Yahan per
                  • #10 Collapse

                    Re: Single Pair Par Trading

                    dear agr ap ka pass exprience kam ha tu ap agr aik hi pair me trading kartay hain tu ap kay liey bohat zeyda faiday mand ha kam exprience honay ki waja se ap sub pairs ko strong way me analysis nehi kar sakay gay mistake honay kay chances ho saktay hain or mistake se loss bhi ho sakta ha agr ap aik pair ko hi wach karay gay tu ap os pair ki movement ko strong way me analysis kar sakte hain is liey ap ko Apne experience kay hisab se hi trading karni chahiey
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Single Pair Par Trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                      Agar humar trading experience kam hay to humay chahiye keh aik he pair lain aur usi pair par study karen aur trading bhi us pair par karen keh us main kaisy hum profit bna sakty hay aur kaisy hum esmain nuqsan say bach sakty hay aur konsi galti humay nahi karni chahiye esi trha jab hum us pair ko achi trha samjh jaye gay to uskay baad he other pairs ki taraf barna chahiye
                      Agar Ham Logon ke apne trading ka experience Kafi jyada hai aur ham log bahut acche se trade kar rahe hain to ham log single pair ke upar bhi trading Laga sakte hain otherwise Ham Logon Ko sirf aur sirf pears ke upar Nahin trade Lagani chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X