Assalamualaikum dosto chunkai forex market Mai risk buhut zyada involve hai iss risk ko khatam krnai ke har bnda koshish krta hai lekin kabi kabi nakam hojatay hai Mai samajta hn ke risk ko control karnay kelye hamai planning Kay sath trade krna chay hm aksar auqat apna take profit target set kr laitay hai lekin stop loss nhe lagatai hm it a over. Overconfident ho jatay hai ke samajtay hai hamara trade lazmi profit daiga trade enter krnay say pehlai app ye na sochai ke Mai kitna kamawnga balkai ye sochai ke Mai kitna loss brdasht kr sakta hn apna har trade ISS nazraye pe lagay ke maira it a balance iss trade ke loss honay say Chala Gaya agar app ye cheez zehen Mai rahaingay to lazmi stop loss lagayengai maira app ko ye mashwara hai ke stop loss ke bagair kbi be trade na karay agr koye cheez hamai zyada loss air risk say bacha sakte hai to wo sirf stop loss he hai lehaza apnai har trade say pehalai stoploss zror set keya karay.shukreya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим