Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???
    Indicator ka use bohat zyada helpful hota hai forex market main. Lakin kya indicators wrong information bhi provide kr sakty hain jis sy hamara loss ho.??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

    indicator tu hume bass ishara dete hai forex trading me sub indicaor ache hai lakin hum kisi aik per insar nahi kar sakte q ke indicator aksr wrong signal dete hai jis ki waja se trade galt ho jati hai indicator zaror dailkhe lakin market ki movement ko b daikhe chart ko b daikhe phr hi trade kare.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

      indicatore use karne chahiye ache hote hai hume market ka bata dete hai ke market kis side ko ja sakti hai lakin ya 100% theek nahi hote hai kabi kabi bohat acha signal dete hai or kabi kabi tu bohat hi bura signal dete hai indicotor ko chart ke sath use karna chahiye chart ke sath jub hum indicator ko use kare gy tu achi trading ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

        Forex main wasyy to undicator boht sary hai lykin khar apna apna use karta hai indicators sy to mukaml toar par ni pata chal skta markeet edr jaiyy geii indicators ka istmal zaroor krenn lykin apna knowladge ka istmal bi kren sirf indicators ko hei na follow karo indicators bus itna batta markeet edr ja skti hai lykin 100 perstn ni udr hei jaiyy kam Chance hoty hai...
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

          Hi g asa nahi hai indicators kobuse krny sy analysis wrong nahi hoti analysis wrong is surat main hoti hein jb hm indicators ko use nahi krty aur sochy samjy begair hm indicators ko use krty hein indicators ko hamy parhna b ana chahiye gor o fikar k sath indicators ko yse karen aur soch samaj kr trade lagain kahein ap ko loss na ho jae ye bohat hi zaroori hsi profit k leye
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

            G han idicator to mukaml toar par right ni batata indicator sy pata chlta Hai market edr ja skti Hai idicator ka istmal karna chiyee lykin trad indictor ky mutbeeq mat lagyy apny knowledge ko use krenn markeet par rahy gy to AP ko koi na koi axha point mil jaiyy ga trad lagny ka ..
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

              G dear ap ne bohat ache baat ki Hai aisa he Hai just indicators py depend krna galat Hai aur indicators bi bohat sari types k hain Lazmi ni k ap ko indicators 100% exact signals provide kren kabi kabi galat bi ho sakta Hai is liye koshish kren indicators ko bi dekhen lekin trading hmesha markeet ki movement ko ache tarha analyze krny k baad proper planning k sath he kren ta k loss se bcha ja sake aur ache profit gain Kiya ja sake.
              • #8 Collapse

                Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                Hi g asa Nahi hai hamy indicators ko use krna Chahiye indicators bohat ki help krty hein hamari trading main wo hamy ishary dety hein hein k ab market main kya ho sakta hai aur aksar indicate ishary sahi hoty hein aur UN ko follow krna k hm profit haserl Jr sakty hein Kabhi kabar to indicators Ka ishary 100 percent sahi hota hai is leye I dictator ko follow Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                  g nahe dear fellow ye sahi baat nahe hai k agar ham forex indicators ka use kareingay tu ham kabhe bhe achi trade nahe kar saktay es liye ye zarori hai k ham forex market main dil laga k trade karein ,or indicators es silsilay main hamari madad kartay hain but agar ap ko indicator use karna ata he nahe hai tu phr ap kabhe bhe un ka sahi use nahe kar patay hain es liye indicators ko use karna sekh k he ap un say help lay saktay hain
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                    Sir mien jab say forex mien aa ker trading kerta hoon tu mien as mien aa ker indicators use na kerta hoon q k mien jab bee trade kerta hoon tu mien as mien aa ker khusd say analysis keta hoon or jab mien analysis kerta hoon tu mien earning be eachi ker leta hoon or mien khud ko aik acha trader samjh ker kam kerta hoon.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: M Danish پيغام ديکھيے
                      Indicator ka use bohat zyada helpful hota hai forex market main. Lakin kya indicators wrong information bhi provide kr sakty hain jis sy hamara loss ho.??
                      nahen aisa nahen hai kay indicators use karnay say ap kay analysis wrong hon but aisa hai kay indicators lagging hotay hain yad rahay wo future price movement nahen batata lehaza ap ko wo sirf usi waqat key price aik alag picture main show kar kay dekha rahay hotay hain .. market ko analyse karnay kay lea ap ko fundamental analysis par bhi dheyan dena chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                        dear forex user uc jessa result tou kahin say bhi nahin aa sakta hay jo aap nay khud analyse kiya ho baqi rahi baat ic dour mn fake indicators bhi aye huy hen jin say aap ko khassa loss bhi ho sakta hay , lekin market mn baaz baray valid kisam kay indicators bhi hen jin ki madad say kafi profit ho sakta hay lekin uc ki bhi 100 feesad guarantee nahin hoti hay ic liye ic say bhi loss ho sakta hy ic liye aap sab kuch use karen lekin as a raw material last decision aap ka he hona chahye .
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                          Bhai hum ko analyses man indicator zror use krna chaye is sy analyses wrong nahi hota kun k na to hum ko indicator ka signal fallow krna ha or na he only analyses ko dakhna ha jb indicator or analyses dono ak he traf ka signal dy rhy hon tb trade krna ha yah strong signal hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                            Indicator forex trading main use hony wala koi bhi aisa nhen hey jiska result 100% accurate ho. Indicators main ziada ter woh hain jo humain past ki news dety hain. Dear indicators ka ager combination use kia jaey to unka result behter mil sekta hey. Pairs ki support aor resistance ka ilm hona ziada zarori hey indicators key use key sath.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicator ka use karny sy analysis wrong ho sakta hai???

                              indicator tu hume bass ishara dete hai forex trading me sub indicaor ache hai lakin hum kisi aik per insar nahi kar sakte q ke indicator aksr incorrect signal dete hai jis ki waja se change galt ho jati hai indicator zaror dailkhe lakin market ki motion ko b daikhe chart ko b daikhe phr hello alternate kare.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X