Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?
    dear forex user mere khayal mn forex mn hamen jab bhi profit hota hay yeh hamen or push karta hay earning kay liye or loss honay ki soorat mn ham log disheart ho jatay hen halan keh aisa nahin hona chahye hay uc ki waja keh agar ham positive sochen tou yeh aik lesson say kam nahin hay yeh hamen woh sabaq sekhaa jaata hay jissay ham aam learning mn nahin seekh sakty hen aap kya kehty hen ic baaray mn zaroor aagah keejiye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

    G han dear me apki bat sy agree karta hon apny bhot khobsoart bat ki hai jab hamen profit hota hai to is me hamari hoslaafzai hoti hai ek shabash milti hai or jab hamen loss hota hai jis mistake sy hamen loss hota hai us sy sabaq hasil karna chhaye ta kah hamen dobara aesi kistake sy loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

      Ji bilkul , forex mein kamyaab b wo hi rehta ha jo apni losses par apni mistakes ko pehchan kar unhain door karta ha , un losses se gabhrata nahi ha, kiu ke forex aik life time business ha is mein jitna time aur jitna seekho gy utna hi kam ha , isi liye hamain apni galtio, apni loss se preshan hone ki bejaye agey badhna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

        forex trading me jub b profit hota hai tu bohat hi dil hush hota hai or kam karne ka dil karta hai kabi kabi tu over trading karne ka b dil karta hai bat phr wohi aa jati hai ke over confidence me b loss ho jata hai or agr hum loss ki bat kare tu loss tu kisi ko acha nahi lagta lakin loss jub b hota hai kuch na kuch seekha kar zaror jata hai tu apni galtion se seekho.
        • #5 Collapse

          Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

          G han bhai ap thek bilkul thek kah rahay hain, jab kisi trader ko profit hota hay to woh motivate hota hay aur us k andar mazed mehnat karnay aur learning ka jazba paida hota hay q kah woh dekh chuka hota hay kah agar sahi trade open ki jaay to ketni asani k sath profit milta hay aur esi tarah jab loss aay to us say hamain sabak milta hay aur ainda ham mazed carefully trading kartay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

            Gee haan bhai aap ki baat theek ha forex kay ilawah bhi agar aap ko aap ki mehnat kay badlay agar koi inam milta hai tou woh aap ki motivation mein izafa kerta hai issi tarah jab aap forex mein mehnat kertay hain tou uss kay badlay mein aap ko forex sae income milti hai aur loss ko serious lain aur uss sae seekhain
            • #7 Collapse

              Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

              Ji beyshk profit ko hum as a motivation ly skty hain.jab aap ko profit any lagta hai to aap zyada dil se kaam karna start kr dety hain aap ko apny khwab sch hoty dikhai deny lagty hain.aur jab loss ho to us par himat mat harynn balkeh us ko as a lesson lyn or seekhny ki koshish kryn ta k future mein esi cnditions mein loss se bcha ja saky.
              • #8 Collapse

                Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                bhai loss lesson tu deta hai lakin loss loss hota hai hume cahaiye ke hamra loss kam se kam hona chaiye q ke jub loss hota hai tu bohat sara ham peechy aa jate hai phr hum zaida earning ka sochte hai loss cover karne ke liye profit jub b ho tu husla sa hota hai profit zarori hai forex trading me in rahne ke liye.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                  Assalamualaikum ji haan doston profit 1 motivation hai aur loss Ek lasan Hai Kyunki Jab Bhi Koi profit Milta Hai to aap bahut jyada Khush hote hain aur laalach Main Aa Jaate Hain Aur Hum Aur Jyada invest karne ki koshish Karte Hain lekin Usi Waqt abe nuksan Hota Hai aur Hamein Ek Shabd Milta Hai Kya Mila Le Kabhi Nahin Karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                    Yes dear ap bilkul shei kah rahy hai forex main jb profit hota hai to boht excited ho jata bnda our jabzaa barhta hai ky forex main mehnt ki jaiyy our ek axha trader bana jaiyy our jb loss hota hai to kuch apny loss sy seehkty hai prrshn ni hoty jo apny loss ko ingnor karty hai seehkty ni ap kamyab ni hotyy kamyabb wohei hota jo apni loss sy hony wali mistake syy seehktaa..
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                      G Han dear bilkul theek kaha ha ap ne aisa he Hai jab bi humen profit hota Hai humen us se bohat ziada motivation milti Hai aur hmara mazeed mehnat krny ka dil krta Hai aur ache earning ko gain krny k liye hum apny kaam par pehle se ziada focus krty hain is k ilawa jab kabi humen loss hota Hai to us se bi humen hopeless ni hona chaheye maximum log loss se himmat haar jaty hain aur forex ko chor jaty hain jab k aisa krna galat Hai Agar dekha Jae to hmare losses he hmare ache teachers hoty hain Jin se learn kr k hum kamyabi ki traf jaty hain is liye in se hopeless hone ki bjae in se learn krny ki koshish krna he hmare liye acha Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                        yes dear bilkul profit ap ko jab bhi hota hai tu ap bohut khsuh hoty hain aur next time bhi ap achi trade karny ki koshihs karty hain jiss say ap ko motivation milti hai aur jab ap ko loss ho jay tu wo bhi app ko aik acha lessson day kar jata hai aur ap ko galti btata hai jiss ki wja say anay galt trade ki ho aur phir ap uss galti ko thek karny ki koshish karty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                          G Han friends forex trading men profit ek motivation hai jab k loss ek lesson hai Kyun k loss ho Jane se humain bohot zaida learning hasil hoti hai or phir hum ek so trade kr k success ho jate hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                            you are correct k loss is a source of learning and profit gives us hope es liye in both factors ko sahi tarha utilise karna chahye ,dear fellow agar profit ho tu os ko enjoy karna chahye or apni strategy ko mazeed follow karna chahye or agar loss hojay tu umed nahe chor daini chahy eor apni galti talash kar k os ko thek karnay ki try karni chahye ,loss bhe hamary faiday ki chez hai agar ham samjhein tu
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit aik motivation or loss aik lesson hay ya nahin?

                              Hi g bel kul profit aik motivation hai hsi aur loss aik lesson hai jb hamy profit hota hai to hm main aik motivation paisa Hoti hai mazerd aur kambkrny ki mazerd aur agy barhny ki is sy hamara husla bulad hota hai aur hm pher shuq sy kambkrny hein per jb hamy loss ho to oher hm humat har Katy hein ye hamary leye aik lesson hota hai hamy is lesson ko yad rakhna Chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X