kia risk free trading possbile ha forex pa ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3421 Collapse

    Dear friends, I think forex main loss k risk ko kam to keya ja sakta hay but risk ko khatam ni keya ja sakta Matlab risk free trading possible nai hay...q k forex bahut complicated business hay aur es main choti si mistake say baray say bara trader bi loss uthata hay...and sometimes ksi news ki waja say market ki movement ak change ho sakti hay, aisi condition main senior traders bi helpless ho jatay Hain...but maximum knowledge say risk ko kam keya ja sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3422 Collapse

      Bhai koi b business ho kisi b tarah ka business ho jab lafz investment ka ho tou risk tou hota hai kisi mein kam hota ha ya kisi mein zaida , forex trading mein b trading without risk aap nahi ker sakte hai, han yeh zaror hai k aap apne risk ko management k zariye kam ker sakte hai but us ko khatam kerna possible nahi hai.
      THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
      • #3423 Collapse

        bhai jaan hum is mn bilkual kisi risk ko side per rakh k kar sktey hny is mn humeny is mn zaida sy zaida expernice hona lazmi hy is lye humeny is kam mn zaida sy zaida expernice or is k knowledge per focus karna chayeh jo humery lye boht important hy ...
        • #3424 Collapse

          dosto trading ma kisi ko ni pta hota k kb mandi upr ko chli jy or kb mandi nechy ko chli jy es ly trading ma hr time risk rheta he hy kisi time b kisi ko profit ho skta hy or kisi time b kisi ko loss ho skta hy is pak forex trading ma risk free trading bilkul b possible ni hy kisi time b kuch b ho skta hy mandi ma
          • #3425 Collapse

            han g possible hai ap forex par trading risk free b kar sakty hai ap sirf major pairs par trading kary or lot size chota rakhy is sy ap ko loss kam hoga or profit zeyada or account wash to shaid kabhi na ho or lalach mat karna ap.
            • #3426 Collapse

              nahi aap aisa bilkul bhi nahi kar sakte hen q kay forex aik job ki tarha hay or ya job kafi difficult hay so ismay hamen kafi patience or kafi dhyan rakhna lazmi hay q kay thori si bhi mistake hamara account wash kar sakti hay lehaza ham ismay kabhi bhi risk free trading nahi kar sakte hen
              Last edited by ; 20-08-2018, 01:21 AM.
              • #3427 Collapse

                forex ake trading hy aur nafa nuqsan eska hisa hen.koi b trade hy us mein nuqsan bhi hota hy.forex mein agar ham knowledge improve karen to risk ki ratio ko kam kea ja sakta hy mukamal tor pe es se bachna mumkin nhe.
                • #3428 Collapse

                  ye ak boht hi best job hai is main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi muskil na ho saky gi aur hamain is main kam karny main bi fadia ho saky ga
                  • #3429 Collapse

                    Tsalsal se Mehnat.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: bravo143 پيغام ديکھيے
                    why not ap strategies ko apnay best plans pe kaam karain ap ko kya zaroorat hay har jaga risk len bas jahan ap ko kuch acha nazar araha ho bas trade daal len warna sideline hona best hay.
                    786-Assalam u Alaikum. Janab hamen iss karobar main mustaqil taur par mehnat jari rakhna chahey .
                    • #3430 Collapse

                      Assalamu alaikum my dear all friends risk free trading aap kar sakte hai agar aap ke paas big investment hai to aap risk free trading kar sakte hain small load trading laga ke aap bahut accha property kar sakte hain wo Hoti Hai long time trading to aap bahut accha kar sakte hain Bina stoploss ke
                      ALWAYS BE HAPPY
                      • #3431 Collapse

                        yes dear asa he ha ke hum risk free trading kar sakte hain lekin is ke liye hume 2 cheazo ki zorarat hai aik tou hmre pass lot of amount ho aur 2nd lot of experience lekin i think zaida beter hai lot of experience ager ap ke pass experience ho ga tou ap tore se deposit se be apna account bhout bra bna lo gy lekin ager experience nai hwa tou ap bra be loss kar jou gy
                        • #3432 Collapse

                          ji nahi risk free trading to possible nahi hai trading mein to risk hota hai chahy wo kam ho ya ziada ho trading ka name bhi yehi hai kay ye aik risky business hai is mein pal pal ka k rate ka nahi pata chalta or wo kabhi uper or kabhi nechy aata jata rehta hai kabhi aik jaga fix nahi hota to kafi logon ko is mein loss ka mu dakhna parta hai is liay is ko risky business kaha jata hai agar is ko samajh kay kia jay to pher kam risky ho ga
                          • #3433 Collapse

                            hamari strategy yeh honi chahiye k agar hamarey paas 1000$ sey kam balance ho to ham choti sey choti raqam ki lot lagayen, aur choti currency (AudUsd, UsdJpy, AudCad) pey lot lagani chahiye.... Iss sey aap ka risk kam sey kam ho ga aur aap koi tention bhi nahi ho gi.... Thanks....
                            • #3434 Collapse

                              Dear friend forex trading main bageer resk ki trading posibal hy as main hamen apni stresgty ko acha karna chahye aur forex main knowlldge aur expereanse hasil karna chahye aur trade main hamesha stop loss aur take profet lana na bholeye
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3435 Collapse

                                Frieds risk free business to kaheen b posible nai forex to phir dunya ki fastest market hy aor business jina zayada fast ho ga risk b utna he berh jata hy laiken mehnat prectice and saftey ko maday nazar rakh k risk minimize kia ja sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X