kia risk free trading possbile ha forex pa ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3121 Collapse

    nahe dear mera nahe khyal k aisy koi trading ho q k ham forex aik business ki manad hai or to is main loss or profit dono honey k chance hai per ham bu use of indicator apny loss ko kam kar skty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3122 Collapse

      why not forex trading koi itna bara mushkil kaam nhi hai agar ap iske baary main seekh chuky hain aur har qisam ka knowledge rakhty hain to mera ni khyal k yeh mushkil kaam hai aur is se apko achi earning bhi hogi.
      • #3123 Collapse

        Risk k bagr to trading mumkin nahi he is me risk to hota hee he risk to shyad un sciner member ko he kum hota ho gha Jo pamby aarsa sy trading Ker rahy he ar. Is k sary asol janty he jiny zyada skill basil he
        • #3124 Collapse

          Yes my friend agar app vhshain to without loss bhi kama sakty hain app kam se kam rusk.lain el monthly profit schedule plan karain jo low ho bht zyda high na ho usi hissab se trade lga kar earning karain to ap save rahain.g.
          • #3125 Collapse

            jnab hum jab trading karty hain to humain is main learning kar ka kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai or humain trading mainn risk lay kar kam karna ho ga ta kay loss km ho ga
            • #3126 Collapse

              Assalam o Alaekum, mery pyary Bhai jaan, kia haal hain ap kay ? Trading kesy ja rhi hai ap ki? G han possible hai agr ap kuch rules ko mind ma rakhain to
              1. Trade with Money management
              2. Always put Stop Loss
              3. Always put Take Profit
              4. Don't trade with greed
              5. Trade with cool mind
              • #3127 Collapse

                forex trading men ap risk free ho ke bilkul kaam ker sakte hen wo do he soorton men aik ke ap ziyada lalach na keren or doosra ap over trading na keren or market ke trend ko samajh ker trade keren news wagair ko read kr k bhir he ap risk free trade ker sakte hen
                • #3128 Collapse

                  aesa tarhan nahi hota ager ap forex per kaam karte hen to ap ko is me risk to lena he parta he chaye ap risk kam lo ya ziyada lo magar risk lena parta he janab is liye pehle trading ko learn karo or us ke baad is pe kaam start karo to best he
                  • #3129 Collapse

                    Kisi b business main risk lena parta hai kun ye hisa hota hai. Risk le k e ham kisi kam k bary achy bury ka pata chala sakty hain is liye thora bohat risk lena parta hai. Lekin risk sy haym experience ho jata hai aur ham kuch arsy tak achi trading kar sakty hun aur apny skills bna k achi learning kar sakty hain.
                    • #3130 Collapse

                       
                      • #3131 Collapse

                        mery khyal main risk free trading mumkin karna bohat mushkil hay i think hum risk ko kam say kam kar sakty hay so humay eskay liey forex trading ko deeply study karna chahiey tab he hum esmain kamyab hon gay
                        • #3132 Collapse

                          Forex mai Risk zada hai .... agar Forex ko Dil chaspr ofrex main risk kabhi bhi kahtam nahe hota is main har waqt risk rahta ha is main hum risk ko thora kar i say kiya jai or sikha jai to forex mai risk kam hota hai .........risk k baghar trading kar he nai saktay or na he munafa earn ka
                          • #3133 Collapse

                            jnab hum jab trading karty hain to humain is main risk hi hota hay humain trading main loss b ho sakta hay humain is main profit b ho sakta hay humain is main trading main chahiye kay low risk say humain trading karni chahiye
                            • #3134 Collapse

                              jnab hum jab b market main trade lagty hain to hum is main nrisk lay kar hi kam karty hain humain trading main ya to loss ho sakta hay tya to huamin trading main acha profit ho saakta hay risk lyan hi hota hay nai to trade nai ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3135 Collapse

                                g nai aisay nai ho sakta hai risk lay kay hi kuch na kuch milta hai jub apki learnig bohat hi agay barh jati hai tu ap khud ba khud hi baray say baray risk ko bi manage kar letay hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X