Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti
    Forex mein aksar log tukkay lagatay hain aur khayalaat mein hi kamyabi hasil ker letay hain kay mein aisa karoun ga tou mujhay itni income ho jaye gi aur phir dua kertay hain kay aisa hi ho jaye aisay kamyabi nahin milti forex mein iss kay lye mehnat sae kaam kerna hota hai aur forex ko seekhna parta hai tab hi iss mein hum analysis ker kay iss sae achi trading ker kay achi earning lae saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

    me youtube per aik video dakh raha tha us me aik banda forex trading seekha raha tha usne bola ke bohat sare log jo loss karte hai wo is waja se b karte hai ke humne bus trade laga di ab ya trade fala ki waja se profit me aa jaye gi ya falan ki waja se faida de kar jaye gi lakin aisa kuch nahi hota or loss hota hai pahle mahnat kare phr dua kare.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

      G han bhai ap nay achi bat ki hay, forex trading main sochnay say ya dwa karnay say profit nai milta, kuch traders aisay hotay hain jab woh trade open kartay hain to us bad bas dwa kartay rehtay hain kah un ki trade profit main aay but un ko pata hona chaheay kah 'khuda bi un ki madad karta hay jo apni madad ap kartay hain' esleay sirf dwa say profit earn nai hoga sath main mehnat bi karni paray g.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr kesi kam me aesa hota hota to mahnat nam ki ye jo koi chez hai to phar ye q hoti dear hamen har kam me mahnat ki zarort hai agr ham mahnat karty han to he us me achi earning hasil kar sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

          G Han aisa he Hai Agar khayaalat aur duaon se kamyabi milny lage to phir sab log mehnat chor kr Inhe dono par focus krny lag jaen aisa ni hota kisi bi kaam men duaon ki zrorat hoti Hai is men kisi qisam ka koi shak ni Hai lekin is k sath sath mehnat ki bi zrorat hoti Hai mehnat kren ge to phir dua bi kr saken ge k kamyabi mil Jae jab mehnat ni kren ge to kamyabi ni balky nakami ka samna krna pare GA is liye yahan maximum log Inhe baat on ki waja se loss uthaty hain Agar kamyab hona Hai to pehle mehnat kren dua baad ki baat Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

            dua b us waqat kam karti hai jub apni tarf se sari kshish laga di jaye forex me agr koi betuki trade laga kar dua kare tu ya tu bohat galt bat hai is tara se kam nahi chale ga agr hum chahte hai ke ham yaha se kuch earn kare tu hum seekhna ho ga forex ko samjna ho ga phr hi ham earning kar sakte gy wara yaha se ham earn nahi kar sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

              G han bhai ap ny thk bola hai forex main kia kisei bi kam main jb tk mehnt na ki jaiyy kamyabi ni milti dua kamybi ka sabab tb banti hai jb mehnt ki jaiyy forex main agr kamyab hona chahty hai proper is ki learing karo smjho seehko forex trading ko time to lagta hai lykin agr attach rho forex ky sat mehnt kartyy raho kamyabi zaroor milti hai..
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                dear ap nay iss post main aik bat galt kahi ha dua wali dua he hamri takdeer ko badlti hai iss leay ap dua k bary main as anhi bol skaty hain hamri dua kuch bhi kar sakti hai ager ham dil say mngy tu dua he sab kuch life main lati hai is leay app ko asi bat nahi akrni chaheay thy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                  Yes dear khayalaat our duao syy sirf kam bi chalta mehnt bi karni parti Hai dua ous waqat hei kam at hi jb mehnt ki jaiyy forex ek boht axha business Hai is main mehnt karni chiyee forex main time to lagta success hasl karny main lykin mehnt apni jari rhkyy to kamybi zaroor mil hei jati Hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                    Hi g bel kul forex main kheyalat aur duaon sy b kamyabi milti hai duaon main bohat hi asar hai dua krni.chahiye aik dosry k leye hany chahiye k hm sirf dua na karen bal dua k sath sath mehnat b karen hamy chahiye k hm dua k sath sath apni mehnat b karen aur mehnat kr k dua b mangy aur Allah py chur den Allah py chury gy kam sahi hoty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                      you are right k forex market is a practical field or market main koi bhe move hamari wishes and prays py nahe hoti balkay es liye hoti hai k dunia main koi financial activity ho ,jab international global system main koi transection hoti hai tu forex market move karti hai or agar ham os move ka hissa hon tu aise surat main hamein profit hota hai,es main wishes ka koi amal dhakal nahe hai
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                        Hi g asi bat nahi hai Forex main jgeyalat aur dus sy b kamysbi multi hai Han asa Nahi hai k ap mehnat na Karen Sur apny jam py tawsju na den aur Sony jam ko kam hi na samjen ydy sirf aik khel samjen Sur pher dual Karen k me kamyab ho jae to asy kamysbi Nahi multi hamy mehnat b krni parti hai is leye sirf dua hi na Karen Val k mehnat b Karen Sur mehnat k sath sath dua b karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                          forex mai kayalat achy rahkny sy ya duaoo sy kuch hasial nahi hota hamy ache learning ky bad market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hamy lalch or emotions ko qabo mao rahk ky kam karna chahey forex aik online business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                            agar hum siraf kamyab hony ky kayalat rahy gy to hamy kuch hasial nahi ho ha hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein khayalaat aur duaoun sae kamyabi nahin milti

                              forex main hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main kam karna chahey is main khayalaat or duaoun sy koi kam nahi hota balky is main mehant sy kam karna parta hain gar ham is main hard work or mehant sy kam kary gy to ham is main successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik reak business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X