loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.
    dear friends forex main jab hmain los hota hai tu ham kehty hain k hamri qismat he khrab hai ham nay ye kabhi nahi socha k shyad loss hmain hamri galti ki wja say hoa jiss din bhi ham ye man lain gay k loss hmain hamri galti ki waja sy hoa tu usi tin ap kamyab trader bana shuru ho jain gay us ki reason ye hogi ap apni galtion ko thek karna shuru kar dain gay jiss ki wja say los hona kam ho jayga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

    dear agar ham forex markeet k baray main jantay hain to hamain kabhi bhi is main luck ki koi baat karni he nai chaye forex knowledge aur experience ka business hay jis main kisi trick tukkay say ham kabhi bhi propper earning k hamil kabhi nai ban saktay hain q k is main likhay parhay log isay join kartay hain koi bhi aisa banda jo knowledge pay trust karta hay usay in fazool baaton pay amal karna bahut he bura lagta hay.
    • #3 Collapse

      Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

      G han forex trading men luck pe depend nhi karna chahiay kiun k her dafa luck sath nhi deti iss men ziyada tar loss ho jata hey iss liay hamen luck ko bura bhala kehnay ki bajay mehnat aur lagan se kam karna chahiay aur khud pe depend karna chahiay aur achi learning aur experience hasil kar k phir trading start karen
      • #4 Collapse

        Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

        ap ki post bht achi ha,bilkul asa hi ha k jb bhi kisi trader ko forex main loss hota ha to bth hi disheart hota ha ,or foran yeh kehta ha k us ki kismat khrab ha or sara loss ka bleame forex ya kismat ko deta ha asa nahi ha ,forex amrket to sb k liye ak jesi hi move krti ha ,to us ko loss kun huwa dusry ko profit ,is main lazmi us ki koi mistake ho gi jis wajha se eo loss huwa us ko wo mistake door krni chaye
        • #5 Collapse

          Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

          Han g bilkul luck ko kharab nahi kehna chahiye q k es me hmari apni ghalti hoti he agr hum soch samjh k Kam Karen to hum kamyabi hasil Kar sakty hain humen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or es pe ziada se ziada mehnat Karen sometimes hum boht jaldi mein hotay hain or jaldbazi mein ghalti Kar detay hain hamen esko time Dena chahiye or bharpoor mehnat se Kam karen
           
          • #6 Collapse

            Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

            Han g bilkul luck ko kharab nahi kehna chahiye q k es me hmari apni ghalti hoti he agr hum soch samjh k Kam Karen to hum kamyabi hasil Kar sakty hain humen chahiye k hum mehnat or Lagan se Kam Karen or es pe ziada se ziada mehnat Karen sometimes hum boht jaldi mein hotay hain or jaldbazi mein ghalti Kar detay hain hamen esko time Dena chahiye or bharpoor mehnat se Kam karenln
             
            • #7 Collapse

              Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

              As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein Hamein lucky ko kharab nahi karna chahiye Kyon Ki Har dafa Kismat Sath Nahi Deti yeah Hum Par depend karta hai ka hum iss Mein Kitni minute Karte Hain Agar Hum isme mehnat Nahin Karenge Tu lucky Hamara Saath Kya Degi Is Tarah Hame loss isliye apni lucky banane ke liye Hame Forex trading par zada Se zyada learning aur practice karni chahiye ese Hamare knowledge mein izafa hoga Aur Hum Apne trading acche tarike se Kar Sakenge yeah hamper depend karta hai Kitni Jyada learning Karte Hain aur Kitni zada hard working Phir hi accha milega aur apni lucky Banayenge
              • #8 Collapse

                Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                G han brother ap thek kah rahay hain, loss hamaray bad luck ki waja say nai ata aur na hi loss anay par hamain khud ko bad luck kehna chaheay q kah loss hamari learning aur experience par depend karta hay aur agar ham market ki favor main trades open karain gay to hamain profit hoga aur agar market k opposite trade open karain gay to hamain loss hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                  g han ap sai kah raha ha loss ka blame hma luck pa nai dalana chahiya kiyu ka is ma hmari hi mistake hoti ha ar hm na hi is ma kio galati ki hoti ha as sa hma sabq milta ha aar hma chahiya ka hm is mistake ko coreect kara ar agli bar ya mistake na kara ar is ka bara ma zaida sa zaida knowledge hasil kara ar is ki quality ar quality achi kara ar as ma informative things share kara.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                    Forex Mai luck k ya luck wali batay nahe chalte idhar wo a. Halta hai Jo app nai seeka hai app nai Jo strategy banaye hai aur app jaisay trading KR rahai Hain agar app luck ke barosai market Mai ayengai to pir app ke qismat kharab he rahaige lehaza hamai luck ko nhe azmana chaye balkai proper mehnat krkai forex ko seek Kar Kam krna chaye tb hm kamyab ho saktai hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                      g han bhai apki tb blk lthk ha loss kae bad saraa ilzam forex ko dan bht glt bthoty ha foersx pr apko uthna hy profit hota h ajitn apnae invetemen tki hoty ha jitn ap mhnt sae kam krty ho apko uthna hy profit hota ha or agr ap mhnt sae akm ni krty ho tu apko loss hoga or profit kam hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                        G han ap nay thek kaha hay, loss anay par hamain apni kismat ko kharab nai kehna chaheay q kah kistmat ko ham apni mehnat k sath badal saktay hain esleay kismat ko kharab kehnay ki bajaay hamain forex trading ko mehnat kar k learn karna chaheay es say ham achi trading k kabel ho jaain gay.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                          g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me sab sy pahly to haen is bat ko samjhny ki zarort hai kah business me loss or profit to hota he rahta hai agr ham is bat ko samjh lety han to loss hony pe ham kesi ko bhi blame nhe karen gay
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                            ap ki baat main wazan hai k jab loss hojay tu apni luck ko bura bhala nahe kehna chahye balkay hamein chahye k ham log apni galti talsh karein so that ham ose correct kar sakein but agar ham apni galti ko tasleem he nahe kareingay tu phr os ka thek hona na mumkin hai es liye aqal mandi say kam laina chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hony par luck ko khrab nahi kehna chaheay.

                              forex main luck ki koi be ehmiyat nahi hain hamy is main best experience hasil kar ky is main mehant or sabar sy kam karna chahey pher hi ham is main acha profit hasil kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai usa or china new yourk or pakistan main tezi sy phel raha hain ham isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X