Trading Plan ky sath ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Plan ky sath ki jaye
    Doston insta forex mein jb hun trade krty hein to wahn humein itna ziyada experience nai hota ky hum ny sell kiya ha ya buy to perfect hoga qky Market ka kuch pta nai hota ky kb gir jaye ya barh jaye es liye trading ky doran hmaisha plan ko trjeeh dein ky agr trade loss mein ja rahi ho to uska Alternative kiya hoga jes sy hum loss kam kr sakein ya humein loss he na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Plan ky sath ki jaye

    Ji bilkul , jab aik plan aur strategy ke sath ham trading karain gy aur aik disciplin ke sath, to hamain kam sa kam loss ho ga, isi liye behtar ha ke ham khud ki strategy bnaye aur us ko demo per achi tarah practice karain , aur phir jo plan zyada kamyaab hua ho us ke mutabiq hi real account se trading karain to hamare liye kafi asani b ho g aur loss ke bejaye profit b ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Trading Plan ky sath ki jaye

      hy friends kesy ho ap umeed ha sab thek hi ho gay pak forex aik acha online successful business ha is best business me kam karny kay ley chahy wo is kam ka senior ha unior ha is sab ko chahy kay wo jab be kam kary to planing kay sath kary q ky planing kay sath kam kia hoa khbi nakam nhi hota balky zayda trha insan kamyab hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Trading Plan ky sath ki jaye

        yes dear ap ki bat thek hai hmain trading karny say pehly aik plan tyar karna chaheay jab tak app ka plan nahi ho ga app ki trade win nahi ho sakti hai kyon k plan main he sab deside kia jata hai k ham market main key trade kar rahy hain aur kia risk laina ha aur reward kia laina ha aur kab trade say exit hona hai issi leay plan tyar kia jata ha k trade lgany k bad hmain kisi kism ki confusion na ho jiss sy ham ko trade ko close karna pary.
        • #5 Collapse

          Re: Trading Plan ky sath ki jaye

          G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, jab koi bi trade open karnay say pehlay hamaray pas us ki planning hogi aur ham us ki kisi bi condition say nepatnay k leay pehlay say teyar hon gay to ham kamyab trader ban jaain gay aur profitable trading kar sakain gay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading Plan ky sath ki jaye

            g ahn bhai apki tb blkl thk ah tradeign jab b kro tu apko is bt ka kyalr krhan lamzi ha kae plkanning ban kr stratgy kae saht tradign ki jae agr ap forex pr axe trah kamyab hoan chty o tuapko cheyae kae ap trading plannign kae sath kro taki apko profit ho skae axa or emotions control ho skaen
            • #7 Collapse

              Re: Trading Plan ky sath ki jaye

              Jab koi kam plan ky bgher kia jata hy tw usmy harny ky aur nakam hny ky zyada chances hty hain pr jab hum koi kam plan k sth krty hain tw phr usmy kamyabi yaqeeni hjati hy kio ky hmny hr mhskil ka pehly sy e hal nikala hua htaa hy tw hum phrr jab planiing krky trading krty hain tw loss kam aur profit zyada hta hy.
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading Plan ky sath ki jaye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeeel786 پيغام ديکھيے
                Doston insta forex mein jb hun trade krty hein to wahn humein itna ziyada experience nai hota ky hum ny sell kiya ha ya buy to perfect hoga qky Market ka kuch pta nai hota ky kb gir jaye ya barh jaye es liye trading ky doran hmaisha plan ko trjeeh dein ky agr trade loss mein ja rahi ho to uska Alternative kiya hoga jes sy hum loss kam kr sakein ya humein loss he na ho
                Mere friends hamien forex main trading complete planing k sath krni chahiey. Soch samjh k trading krni chahiey warna hamien loss bhi ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Plan ky sath ki jaye

                  Dear forex members agar AP koye bi trade laga rahe Han to AP apne stop loss, aur take profit set Kar k pir trade lgayen ta k AP agar loss ma ja rahe Han to AP ka account wash na ho Jaye. Aur begginers ko advice karun ga k wo lot size hamesha .01 rakhen risk na Len.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Plan ky sath ki jaye

                    planning is very important in the forex market kion k planning hamein ek discipline main reh k trade karnay main madad daiti hai ,agr hamar koi plan he nahe hoga tu ham achi trading nahe kar saktay es liye ek acha plan he ek kamyab trader ka asal weapon hota hai,hamein ye pata hona chahye k ham kiya start kar rahy hain or os ka end kiya hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Plan ky sath ki jaye

                      forex mai hamy planing kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tuky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is business ko apna professinal career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Plan ky sath ki jaye

                        agar hum forex mai trading karny ka plan karna chatey hain to hamy planing karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala international business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Plan ky sath ki jaye

                          Trading hamko is mein paln k sath karna hoga lanning se chalna success ka first step hota hai jo log plabplan k sath apna kaam sar anjaam dete hain wo log kamyab hi hote hain lanning aur discipline k sath kia gia kqam hamare liye always hi profit able hota hai isliye hamen koshish krni chahiye k ham planning ko apne liye must banaen jab ham aik planning k sath kaam kr rhe hote hain tab hamen bahot hi achay results mill pate hain aur ham kafi had tak successful rehte hain so hamen always hi planning k sath work krna chahiye ta k ham kamyab rhen aur is men earn kar skate hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X