Dear friends umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hongy doston ma aj ap sub ko forex mein kamyabi hasil krny ky bary mein btana chahta hun ky koi kam ya business asa nai ha dunia mein jes mein Mehnat na ho esi trhan Forex ak business ha es mein hi Mehnat ki zarorat hoti hai esky bgair kamyabi namumkin ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим