thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...
    dear aik adh setup say hamain agar earning ho bhi jati hay to hamain us say achi pakkar karni chaye agar ham is say apnay apko master samjhaingay to ham apna confidence bhi kho baithaingay aur hamara honewala profit lose main change ho jayega .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he zabardast bat ki hai dear earning ki bat na he karen to thek hai learning ki bat karen kah kahen sy apko thori bhot learning ho jati hai or us ki base pe apko profit bhi hota hai to us sorat me khud ko ustad na smjhen
    • #3 Collapse

      Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

      Gee haan hum forex mein kuch earning hasil kerna start kertay hain tou hum khud ko over confident sabit kertay hain aur doosroun ko mashwaray detay hain iss sae unn ko koi khas faida tou nahin hota lakin iss sae humaray experiance mein izafa zaroor hota hai
      • #4 Collapse

        Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

        Forex ma har trade ka result alag ha Jo ham ham expect karte Han lazmi nai k wo he ho, Han agar aik din AP kamyab nai ho pa rahe to dosray din try karien. Aur agar kisi din AP ka Target pura ho gya ha aur AP profit gain Kar rahe Han to har giz profit ko na rokien.
        • #5 Collapse

          Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

          Ap ki bat se agree krta hon essa he hai ager hume thora sa bhe profit ho jata hai tu hum apne ap ko teacher samjhne lagte hain or overconfident ho jate hain or sochte hain har trade per hum sirf profit he earn kre gyen then befiker ho kr trading krte hain or jo chota sa profit bana liye hota hai wo bhe loss kre dety hain trader hamesha os ka overconfident he marwa deta hai kabhe bhe forex ko easy mat samjhen jitna hos sake lalach se door rahe or jaldbazi bilkul bhe na kren jub sure ho jaye 100% tb trading kren ke ap ne jo trade lagaye hai wo profit main jaye gye
          • #6 Collapse

            Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

            Thori bhot ham ko earning agr ho jaye to hamy us ko apni kismat smjhna chiya hamy nai chiya k ham us sy apni earning ki wja sy teaching shoro kr dy our baki logo ko loss krwa dy hamy sirf apny oper dyjan dy kr kam krna chiya taky ham sy koingati na ho jaye our ham avhi trha sy si km my sahi kamyab ho jayr
            • #7 Collapse

              Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

              g ha sir ap nay boht achi bat khi me ap ki say agree hu hum ko thori bohat eraning kay bad apny ap ko teacher nhi samjna chahy agr hum ko thoei boht say earning say profit ho b jata ha to hum ko apny ap ko is kam ka best teacher nhi samjna chahy balky is kam me or mehnat say kam karna chahy tak kay hum ko is kam ka or knowledge mily or is kam ka exprince ho
              • #8 Collapse

                Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

                G Han bolkul Ham jab kuch earn Kar lete Hain to phir takabbar mein a jate Hain aur wo din hmare zawal ka din hota hai is liye is se bachain aur learn karne pe focus karain knowledge ap ke pas jitna bhi ho AP ke pas wo kam hi ho ga AP ko ham Sha experience gain karte rehna chahiye agar emotions mein ayen ge khud ko teacher samjhen ge to phir AP loss hi karain ge
                • #9 Collapse

                  Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

                  bohot se logon ki yeh aadag hoti hai ky jab wo market mein aa kar kuch seekh letay hain or kuxh mnths ka experence hasil kar laty hain jis se unko earning shuru ho jaati hai wo smjhty hain k jnho ne sb sekh lia hy wo teacher smjhnh lg jty hn or logon ko misguidance dety hn kyun k wo khd sahi ni janty hty esh log dsron ka nuqsan krwty hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

                    Bht se traders aise hain balkay ziadatar new traders aise hain jo thori achi earning hone k baad ye samajhtay hain k wo expert ban gay hain or wo complete teacher ban chukay hain or isi baat main wo over confidence ka shikaar ho jatay hain or over confidence to trading ka big dushman hy is lie forex trading main expert or teacher bannay main bht time lagta hy thori earning k baad khud ko teacher samajh lena baywakoofi hy
                    • #11 Collapse

                      Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

                      this is true k hamein thori bohat learning k baad he khud ko expert nahe samaj laina chahye kion k forex main koi bhe all time ka expert nahe hota hai es liye ye zarori hai k ham over confidence ka shikar na hon or forex main stable mind set k sath kam karein,dear fellow es field main her roz new things ad hoti hain es liye ye zarori hai k ham log foex market main khud py qabo rakhein or thanday damag k sath trade=ing kartay rahein
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

                        forex mai tore bohat earning ky bad hum expert trader nahi ban jaty hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: thori bahut earning k baad ham apnay apko teacher na samjhain...

                          forex aik real business hain hamy is mai apny ap ko teacher nahi samjna chahey hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X