Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai
    Asslamualikum dear forum members
    Trading may har kise ke ache aur burai din atay rehtay Hain kise din profit kr laita hai to kise din loss kr laita hai lazmi nhe hai ke hm har Roz profit he karaingay lekin kabi kabi loss honay may hamari apni kuch ghaltya shamil hote hai jinko control kr Kai loss ke bajay profit kamaya ja sakta hai Faraz karay app nai kise din trading ke app nai 5 trades lagay aur 5 ke5 ya 5 Mai say 4 profit Mai close hogay oss din app baray khush hui aur aglay din wahe condence laikay Bina kuch daikay socahai samjai strategy ke rules ko follow keye bagair app nai trades laganai shuro Kar deye to lazmi bat hai ke wo app nai ghalat trade lagaye hai Kal Wala confidence laikay app overconfident hogay aur market say larna shuro kr deya ke Mai tumhai harawnga agr market say iss tarah overconfident hokay larogay to loss karogay .forex market say hm apni marzi nhe manwa saktay balkay hm nai market ke marzi pe chalna hota hai tb hm profit kamatay Hain lehaza agar hamaray trade bar bar profit Mai jatay hai tu isska ye mtlb har giz nhe ke hm ankain bnd kr Kai trading shuro kr dai hamai chaye Jo kuch be ho jitnay trades be profit Mai chalai Jaye hm nai apnay aur apnai strategy ke usool nhe thornay aur strategy ke rules ke mutabiq trading krni hai agr hm aisa karaingay to yaqenan profit Mai rahaingay aur aik kamyab professional trader banaingay.
    Dosto iss baray Mai apni Ray say zaror agah karay comments may.thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear mery kheyal me forex me over confidence ye hai kah agr ap klo kesi trade me profit hota hai to ap profit ko book karny kay bad next trade usi pear pe open karty han kah ek bar profit book kar laia hai ab or bhi profit book kar sakta hon
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

      Forex ttading my hanri overcinfidanace ki waja sy jo hanri ler i g hoti jy who hanari waste hona shoro ho jati hy over confidanace my akya ham bhot zeda galata trade lga dyty hy our ham over ho k sab kuch over over krty hy us sy loss k ilawa kuch bhi nai mila hy bad my account bhi hamara khali ho jata hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

        Forex mein jab aap ko earning start hoti hai tou aap ko agar zayada earning ho jaye tou aap khud ko aisa samajhtay hain kay aap forex mein master ban gaye hain aur aap dosroun ko bhi forex ka batana shru ker detay hain aur khud bhi bari trades laganay lagtay hain jis sae sae aap ko loss hota hai aur yeh sub aap kay over confidence ki wajah sae hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

          G Han friends forex trading men over confidence ka matlab sirf or sirf loss hai humain forex trading men over confidence se kam ni Lena chayie hum ko sirf soch samjh kr trade krna chaiye Jis se hum ko profit ho saky
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

            G Bilkul dear apne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hon forex main lazmi nhe hai ke ap har roz profit he earn kren ek bat apne zehan main dal lyen forex per jitna profit hai utna loss bhe hai or jub hame loss ho jaye tu loss ko bhe accept kr lena chahye loss ko bhe accept krna ek kamiyab trader ki nishani hai or jin traders ko thora sa profit ho bhe jata hai tu wo over confident main aa jaty hain or khud ko well experienced trader samjhne lagte hain yahe ek big mistake hai jo trader ko loss main dal dyte hai kabhe bhe over confident nahe hona chahye or hamesha ek strong startgety bana kr os per kam krna krna chahye then ap acha profit earn kr paye gyen
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

              G bhai jan apki bat sahi hai bahut achi post ki hai apne agar ham forex main profit karte hain to khuch din aese bhi ate hain k hamen earning nahi hoti aur ham loss kar lete hain to hamen aese days main pareshan nahi hona chahiye qk agar apke pas acha knowledge hai to ap apna loss recover kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                Dear friends, forex trading main over confident ka mtlab yah kah khud ko expert trader samajh leya jaay aur trade open kartay wakt market ko zayada dair analys na keya jaay aur jab bi koi trader aisa karta hay to woh market ki movement ko predict nai kar pata aur usay loss ho jata hay q kah ghalat trades open kar leta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                  pak forex trading aik acha online successful busniess ha is me lazmi nhi kay har bar profit ho is kam me loss b hota ha or profit is ley agr hum koi b kam karty ha nafa nokasn hota ha agr hum koi kam kar rahy ha to hum ko os me overconfident kam nhi karna chahy yani kay sawl kay motabiq jawab dena cahy agr hum overconfident me ans day gay hum ko loss ho ga overconfident ka matlb noksan ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                    forex mn over confidence ka mtlb yeh hai ky log new jab market mein enter hoth hain to wo apna waqt learning ko dety han jab tk unhe loss ho rha hta hy lekin jb kuch trades profit me chali jaye to wo confident ho jaty hain k unho je tradinb sekh li hy or unhyn mzed mehnt ki zruet nahi hh is se yeh hta hy k over confodence me wo jb tradinv krty haij to loss kr bethty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                      Forex MA over confidenc ka mtlb jo k meri samj MA ata hy wo ya he hy k hum ko agr aik trade profit day jati hy to hum samjna Shiro ho jaty hain k bs ab to market ki samj mj ko aa gai ab to koi msla he nai mery ley ya he over confidenc hy aur asi vja say hum ko zayda loss hota hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                        Asalam o alikum friend ap ny bot achi information share ki han forex m overconfident tb ata hy jb traders thora sa profit earn krny lgty han to apny ap ko perfect traders smjna shro kr dyty han or zyada or jaldi trading krna shro kr dyty han isi overconfident ki wja sy apna loss kr bythty han to is k bjaiy agr wo aram sy Thora thora kam karan to successfull hon
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                          Forex trading main over confidence honay ka matlab ye hy k app khud apne hathon se apna loss ker dain kiun k over confidence se app ko loss k ilawa kuch nai mil sakta is lie trading main kabhi bhi over confidence na hon balkay sabar or confidence k sath trading krain takay app ko acha profit hasil ho or app ko achi earning mil sakay over confidence app ko sirf or sirf loss hi dy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                            Asalam o alikum friend ap ny bot achi information share ki han forex m overconfident tb ata hy jb traders thora sa profit earn krny lgty han to apny ap ko perfect traders smjna shro kr dyty han or zyada or jaldi trading krna shro kr dyty han isi overconfident ki wja sy apna loss kr bythty han to is k bjaiy agr wo aram sy Thora thora kam karan to successfull hon
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Mai overconfident ka Kya Matlab hai

                              forex main over confidence ka ye matlab hai k agar hamari kuch trades thek hojayein tu ham zaida trading start kar daitay hain jis ki wajah say ham loss karna start kar daitay hain es liye hamein apni greed py qabo rakhna chahye ,agar ham apni greed k hath main khailna start kar daingay tu hamein os k baad loss say koi nahe bacha sakta,es liye over confident nahe hona chahye.or apni limits main reh k he trade karna chahye.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X