First you Lose then you Win?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    dear start main to hamain profit ka koi bhe chance nai hota just loss he hota hai and tab he hamain is main experience ho jata hai and than he hum success ke taraf jaty hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      irst you this is mt first work Lose then you Win its true ap ko forex main agy jany kya liye boht kuch karna partha hay phluy ap ki jeet ki bajye har hoti hay aur
      • #108 Collapse

        my dear brother mai abhi forex ki dunya mai aik naya user ho aur forex ko abhi naya join kia hai aur abhi sirf comments hi kar raha ho aur trading abhi start nahe ki es liye abhi tak maine lose bhi nahe kia.
        • #109 Collapse

          If we see that Forex is shining and bla first you Lose then you Win its true ap ko forex main agy jany kya liye boht kuch karna partha hay phluy ap ki jeet ki bajye har hoti hay aur ya kafi kum log bardasht kar pathy hain
          • #110 Collapse

            Yes starting mein traders ko means new traders ko ziada losses mile gey experience ki or knowledge ki kami se but jaise jasie trading hoti jaye gi means learning to experience acha hota jaye ga or profits earn hone lage gey.
            • #111 Collapse

              forex ak real business ha ma forex business ko bohat he zada pasand karta forex can change my life jany kya liye boht kuch karna partha hay phluy ap ki jeet ki bajye har hoti hay
              • #112 Collapse

                every trader in first time may suffer into loss,but with the passage of time the chance of success is more then previous,so if first time you suffer into loss,then try to forget your previous loss and try do trade with full fresh mind and with full confidence.
                • #113 Collapse

                  mery bhaai phly app agher koi kam kerty he to app ko phly kafi moshkel hoti he is liye zayada chanse hoty he loss hony ke is liye app ko is ki practice ker lani chahye or app loss hony se bech jahe . shoro shoro me app ko kafi moshkel ho gi but app menege ker le ge
                  • #114 Collapse

                    ha g jnab,,lekin kai jo traders hain in k sath ulta kam bhi ho jata hay k pehlay wo is say earning kar letay hain janb,,bad mai wo is mai loss bhi karwa letay hain janb,,ok
                     
                    • #115 Collapse

                      Yes trading may loss k bad he profit melty hay hum lost say sabaq seekte hay or again wo mistakes nahi kerte,tab humay profit gain hoty hay.
                      • #116 Collapse

                        g han forex ko agr join kia hia to pehly to apko loss hi kerna hota hai q k us time ap itny achy trader ni hoty na
                        and trading ko achi tarha sekhny k lye apko isko kafi time bi dena hota hia
                        so loss ker k hi badna is ko sekhta hai.
                        • #117 Collapse

                          g haan bilkul jab eak insaan forex trading mein kadam rakhta hai to ussay kuch na kuch nuqsaan hota hai lakin hamesha aesa nai hota aahista aahista wo insaan apni ghaltiyonm sey seekhta hai aor un per qabu paa kar profit gain karta hai.
                           
                          • #118 Collapse

                            well my dear friend, aap nay theek kaha hai, koi bhi trader ye nahi keh sakta hai kay uss nay kabhi forex trading mein loss face na kia ho, har koi new ho ya old loss face karta hai lekin jo loag apnay losses say learn kartay hain aur uss mistakes ko dobara honay say roktay hain tou wo zaroor successful hotay hain...
                            • #119 Collapse

                              Forex trading aik eisa karobar he jo humin kafi ziyada earning de sakta he magar ye karobar first demand karta he hum es min kafi learning kar lin aur apne experience ko barhaein jeise jeise humare karobar karne ki salahyat min ezafa hota jaei ga hum aur ziyada earning kar sakte hin yahan se.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ji jahan tak mera khayal hai forex aik profitable business hai ye koi fake nahi hai is main hum haarne ke baad hi win karte hain humen forex ko jaldbazi se nahi karna chahiye balke is ko araam se samajh kar karna chahiye take hamen loss na ho ......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X