Kabhi Loss To Kabhi Profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
    Bhai jan ye to karobar ka hisa hain k is mein kabhi to loss hota haur kabhi to profti hasil hota hain humko chahye k hum is mein dukhi na hu jab humain is mein loss hota hain to apko chahye k ap is mein zada loss na karwae
    Profit and loss Forex trading ke important part is Mein trade Karke kisi ko bhi launch ho sakta hai agar aap ko trading karte hue bahut Ho Jaaye Tu Mane Na Karen aur apne Dost Na Karen
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

      Dunia ke kisi b business mein loss aur profit sath sath chalte hain , kbhi nafa kbahi nuqsan , isi tarah forex trading b aik bohat bada online business ha jis mein agar hamain agar loss ka samna krna pade to hamain apna dill chota nahi karna chahye , balke next trade ke liye apni previous mistakes se seekh kar , fresh mind ke sath dobara trading shuru karni chahye.
      • #18 Collapse

        Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

        Belkul Bhai app sahe keh rahai Hain dunya ka Kaye be karobar ho oss Mai loss aur profit hota rehta hai lekin agar ham loss trades ke bad win be krtay hai to hamai zyada pareshani honay ke zrorat nahe hai qk expert say expert trader be loss kr jatay hai lekin agar hm loss pe loss keye jatay Hain to odar hamai pause laga krkai apnai ghaltyo ko dhondna chaye aur usko khatam krnay ke koshish krni chaye
        • #19 Collapse

          Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

          Sab Log Kehte Hain Main Agar Hum market Main apne friend Pehle Se Jyada Vikraal Denge Tu Hamara account disabled ho sakta hai in logo Ke Liye Hi karta hoon ke Hamare Yahan Par $100 Se Jyada ke Vikram nahi Lagani chahiye Agar Hum Log make investment ke sath kam Vikral Lenge to hamare liye achha Hoga aur hamara kaam bhi easily manage hoyega property
          • #20 Collapse

            Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

            g dear ap ne sahi kaha ha k forex main kabhi loss ha kbhi profit ,forex main market k up and down hony ki wajha se trader ko loss profit ka smna krna prta ha ,trader ko market ko sahi se annalyse krna chaye or ziada mehnat se kam krn ahchaye taky use kam se kam loss ho ,or profit ziada ho ,or wo forex se ziada faida le sky
            • #21 Collapse

              Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
              Bhai jan ye to karobar ka hisa hain k is mein kabhi to loss hota haur kabhi to profti hasil hota hain humko chahye k hum is mein dukhi na hu jab humain is mein loss hota hain to apko chahye k ap is mein zada loss na karwae
              assalamu alaikum bhai profit business ka hissa hai Business mein kabhi loss hota hai aur Kabhi profit hota hai aap send Ounce to Chalte rehte hain lekin agar aap ko bahut jyada loss ho jata hai kya Aksar loss ho jata hai to aap ko apni Galti Ho Par focus Karke Unhe proof karna chahie nagkesar dress for depression Mein Jana Chahiye Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

                g haan bhai jaan ap- ne sahi hi kaha ahi as main ham ko kabhi profit tu kabhii loss as main
                ham ko kabhi aik chez nahi ho sakta hai as main ham ko
                kabhi loss ho gaa aotrr kabhi as main ham ko profit ho gaa q k har jett tu zindgy ka hisa hai as liy hamre zindgyu main har jeet tu ate hi rahe gee
                • #23 Collapse

                  Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

                  Trading main asa htaa rehtaa hy kabhi loss hjata hy tw kabhi profit htaa hy par hmy kbhii bji profit ki khsi yaa phr loss ka gham apny sir pr nai chrhana chaiyr kio ky agar hum over excited hgye tb bhi kch glt krr bethiengy aur agr hum zyada preshan hgye tab bhi hmsy trading nai ho payegi.
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

                    Ap ki baat theak hai k fortex market mai loss bhe hai aur profit bhe hasi. Ap ko maloom hai k forex market mai loss es waqat hotey hai jhab ak trader market mai begar planning key trade krta hai tou es ko market mai loss hotey hai aur wo market mai profit earn nahi krta. Likan jab wo learning key bad trade krta haiu tou es ko profit hota hai. Aur wo loss ko control krta hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

                      Bahi jan lose aur profits har ek business ka hisa hai lose be deta hai aur acha profits be deta hai. Lose har aik business main shamal hai online ho ya offline lose be deta hai aur profits be deta hai. Forex business main lose bachny k liye knowledge kafi hona zarori hai Experience aur knowledge humey lose say bacha sakta hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kabhi Loss To Kabhi Profit

                        Assalam.u.alaikum g hen dear ap ke bat correct he k forex me kam karty huay loss b hota he ur profit be hota he ap jo be marze busnicess dakh len ise tarha hota he k jhan profit hata he waha loss be hota he ye forx me marketing ke movement ke dna pe ap ko loss be ho sakta he profit be ise leay trade lagane se pehley zra markit ke movement dakh lena behtar hota he

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X