Dear members, pehly main forex main apni current situation bta deta hon..Alhamdulillah main profit main hon..start main aik bar account wash howa tha lakin us k bad main sabar sy kam lena start kar diya aur lot size ko account ki worth k mutabiq karna start kar diya jis ki wja main profit main hon.Kindly tamam log apni majood halat bian krain forex sy related.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим