aik he tool ko harfe akhir kabhi na samjh kar earning ka sochain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik he tool ko harfe akhir kabhi na samjh kar earning ka sochain..
    dear agar ham yeh chahtay hain aur ham yeh samjhtay hain k ham forex markeet main achay traders banay aur hamari har trades sabak amooz ho to hamain entery say pehlay sab kuch test karna chaye kisi jald baazi ya aik tool pay trust kartay huvay markeet main enter nai hona chaye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik he tool ko harfe akhir kabhi na samjh kar earning ka sochain..

    Dears forex trading main sab tool kam kerty hai ap ko koi aik tool per hi kan kerna chahey kyunk agar ziyda tool hun gay to loss bhi ziyda ho ga es say ap confused ho jain gay aur galat trade ya trade ka loss ziyda lamba lay ja ker kat krain gay esliya aik ya do tool kafi hain trading main baqi apni planing hi kam atai hai ya apni mahnat jo hun technical anlyses say niklaty hai wo kamyab kerwati hai es kiya trading main ziyda lambay chkroon main na jain 1 say 2 indicates use krain.
    • #3 Collapse

      Re: aik he tool ko harfe akhir kabhi na samjh kar earning ka sochain..

      Jo log aesa sochtay hain Un Logon ko Ziyada Loss hota hai agr wo log is Business Kay Baray mein Achi Knowledge Hasil Karengy to Unko kisi Bhi Pareshani Ka samna nhi karna parega us liye sabse phly Knowledge Zaruri hai Forex Business Mein
      • #4 Collapse

        Re: aik he tool ko harfe akhir kabhi na samjh kar earning ka sochain..

        G han brother ap nay thek kaha hay, hamain trading k doran kabi bi kisi ek tool par trust kar k trade nai open karni chaheay aur na hi sirf indicator k signal par trade open karni chaheay bal kah hamain market ko achi tarah analyse karna chaheay aur jab ham market ki next movement k baray main satisfied hon tab trade open karni chaheay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: aik he tool ko harfe akhir kabhi na samjh kar earning ka sochain..

          Forex trading main trader kay liye tools use ker kay trading kerna aik aam bat hay. que kay har trader koe na koe tool use ker hi raha hota hay. lakin ager kisi aik tool ko pakar ker beth jaen to wo loss dey sakta hay. is liye trader ko 2 ya 3 tool lazmi use kernay chahye ta kay trader ko confirm trade mil sakay aur loss say bacha ja sakay.

          اب آن لائن

          Working...
          X