Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha
    Dear traders waqat ki pabandi achi cheez ha jo log waqat ki pabandi krty haen wo kamyab bhi hoty haen forex ki training k Doran aur bad mein bhi Apna jo ap shadual banaen us pe poora utrean jo time ap ne forex ko lazmi daina ho us mein delaye na krean us time ko utilize krna chaye ta k hm day by day apny ap ko improve krean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

    g bilkul sahi kah rahy haain waqat ki pabandi b success k step hai agr hum waqat ki pabandi nahi karain gay to hum kamyab nahi hun gay kyu k koi b kam humara time pay nahi hoga jis se hum loss main he jaain gay agr hum apna sara kam trading waqat pay karain gay market ko achi tara analysis kar k to hum successful hun gay waqat ki pabandi karna her kisi pay lazam hai.
    • #3 Collapse

      Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

      Humey chahiye k waqat ki pabandi kary kio k main ek misal deta ho aj ka din pir say wapas nahi hota. Forex business waqat ki pabandi ka khas khayal rakna chahiye kio k waqat ki pabandi aik kamyab trader ki alamat hai
      • #4 Collapse

        Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

        Gar ham taiming ka sahi istalaml ham kr lyty hy hma bhot zeada mhnat jrty by our ham sahi kamayabi ki trf ham jaty hy to phr hamy bhot faida hota hy lerning hotinhy iur jb hamy ker ing ho ham ati.e dy taime ki pabandi kry to lerni g ki waja sy hamy bhot faida ho jata hybour ham sahi kamyab ho jaty y
        • #5 Collapse

          Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

          Waqt ki pabandi kamyaab logon ki nishani hy jo log waqt ki pabandi kertay hain or waqt ki qadar kertay hain wohi asalain kamyaab hotay hain forex main waqt ki pabandhi bht zaroori hy trading kertay huay app ko waqt ki pabandhi zaroor kerni chahiye or forum per kaam kertay huay bhi app ko waqt ki pabandhi k sath kaam kerna chahiye takay kisi kisam ka akhir main bojh na bnay or app kamyaabhi k sath apna target bhi poora ker lain
          • #6 Collapse

            Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

            yes, dear wakt ki pabandi say har koi paband ho to kahin bhi koi kharabi na rahay aur har mushkil kaa asaan ho jata hay har museebat say chutkara hasil ho jata hay har lose profit main tabdeel ho jata hay aur har nakami kamyabi main tabdeel ho jati hay agay ab ham khud sab faislay kar lain k hamko wakt ki kitni pabandi karni chaye aur wakt hamaray sath kaisa salook karta hay agar ham aik kaam main wakt say nai kartay to uska utna faida nai hoga jitna hamain hona chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

              waqtt ak aisey cheez haii jo ak dfaa chala jai phr wapass nhe ata bqii nuqsan to phrr bhee puraa hO hee jataa haii hmaraa isliyee waqtt ko kkeemtii smjhnaa chaiyaiii hmaiiin aurr is ke qadar krne chaiyaiii..aurr hmaiin hmesha waqtt ke pabandiii krne chaiyaii ta k ak kamyab insan bn skaiiinn
              • #8 Collapse

                Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                g han bhai apki tb blk lthk ha ag rhm si b biusnes m aghr hm wqt kae sath asath wqt ki pabani sae kam rkty han tu apko hm axe trah kamyab ho osjty han wqt ki pabandii hmesha sae apko faida dty ha or jab b wqt ki pabandy sae akm rkty ho tu pako profit hy hota ha kabi loss ni ho skta ha q kae kam discipline m hot a a
                • #9 Collapse

                  Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                  bhai jan wqt ki papandi bhi aik acha factor hy ager ham chty hain k kamyab ho jaen jo kam jis wqt per kerna chye.ager ham koi bhi kam wqt per nh kren gy log hmen is cheez ko hqaert ki nazer men dhekn gy.aor sab sy bari cheez ager ham wqt per kam nh kren gy to wqat hmri koi jageer nh jo hmara intazar kery ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                    Boss jab ham her kaam waqt per kerte hien tu ham kamyab ho sakte hien as lyee ham ko waqt per her kaam kerna hota h agar ham waqt per ker lete hien tu ham ko feda h q k as ka sy ham apni pehchan bana sakte ien aur jab ham as mien kaam kerte hien tu ham aik ache tajir ban sakte hien aur kamaee ker sakte hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                      you are right dear fellow k forex market main time management is very important es liye hamein chahye k ham log khub hard work karein so that ham forex main behter gain kar sakein ,forex main timing he sab kuch hoti hai ,agr ham right time py entry karein tu os k natejay bohat achay atay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                        G haan Brother Apki Bat Bilkul Thek hai Humain Waqt ki Pabandi Karni Chahiye Chahy Hum Koi Bhi Kam Q na kar Rahy hoon Hum Jo Bhi kar Kar Rahy Hon Humain Chahiye Kay Hum Waqt Ki Pabandi Zarur Kerain Taky Hum Kamyab Ho Sakain Is liye Hamain Waqt Ki Pabandi Karni chahiye Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                          forex mai kamyab hona hain to hamy waky ke pabande karne chahey hum forex mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik international or legal business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Waqat ki pabandi kamyabi ka aik raz ha

                            Dear friend jo log waqat ki pabandi ni krte wo hamesha unsuccessful hi hote hai is liye humain waqat ki pabandi krni chayie forex trading men Ap tab hi successful ho sakty hai jab waqat ki pabandi kre gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X