Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.
    dear forex user mera tou yeh yaqeen hai keh ham log forex trading ho ya koi or trading ho aap kay zimmay sirf mehnat karna hay aap result nahin nikaal sakty yeh faislay woh karta hay jis nay aap kay hissay mn sirk mehnat karna likha hay baaki kaam allah kay zimma haen kisay kya deta hay, ic liye aap or ham mehnat karen ,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

    G ha hamry zemmy mehnt hy kabi to kamyabi haseel ho he jae ge ap ko pta hy na k mehmet me azmat hy mehnt kabi raega nahi jati
    • #3 Collapse

      Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

      Biloo.agr ham mhnat kry gy to hamy apni.mhnat ki waja sy Allah kamayb kr dy ga agr ham mhnat naj kry gy to hamy is kam sy kuch bhi nai mily ga hamy mhnat k sath kam krna chiya our bhot zeada hamy kam krna choya mbat jobhi bnda krta hy who hhot zeada kamyab hota hy jo mhnat nai krta hy who is my kamyab bai hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

        je ap ne bilkul theek baat ki ha insan ko mehnat karni chaye q k os k lye wohi cheze ha jis ma woh mehnat karta ha q k mehnat ma azmat ha, aur result insan k zimay ni ha is lye mehnat karna insan k hath main hai, phal Woh Zaat daiti ha is lye hamain is forum ma khoob mehnat karni chaye ta k ham is se khoob profit hasil karain aur forex ma kamyab houn.
        • #5 Collapse

          Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

          g bilkul humary zimmy mehnat karna hai aur result agy humari mehnat k mutabiq mily ga jitni zada aur achi hum mehnat karain gay utna acha hume result mily gaa aur agr mehnat nahi kaarin gay to result acha nahi mily ga is liye hume chahye k hum apni taraf se achi se achi mehnat kaarin taa k acha profit mily aur successful hun hum.
          • #6 Collapse

            Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

            forex mai hum jitne zada mahnet sy kam kary gy hamy utnte he ache earning mily ge forex aik online business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex asa business hain jo hamy leanring ky sat earning be deta hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
            • #7 Collapse

              Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nawaz755 پيغام ديکھيے
              dear forex user mera tou yeh yaqeen hai keh ham log forex trading ho ya koi or trading ho aap kay zimmay sirf mehnat karna hay aap result nahin nikaal sakty yeh faislay woh karta hay jis nay aap kay hissay mn sirk mehnat karna likha hay baaki kaam allah kay zimma haen kisay kya deta hay, ic liye aap or ham mehnat karen ,
              ji bhai ap ki baat bilkul theek hai hamara kam hai mehnat karna baaki bonus dena forex ka kam hai hamain chaiye ke ham bohat zada mehnat karen ta ke ache se acha bonus hasil kar sakain agr ham mehnat nahi karen gy to hamain zada bonus nahi milay ga ye bat to te shuda hy ke mrhnat zaroori hay
              • #8 Collapse

                Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

                  forex aik online business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

                    G han bilkul hmaien forex main trading zaroor karni cahiyay lekin jab bhi trading karain to hmara mind fresh hona cahiyay aur mehnat say kam karna cahiyay hmaisha souch smajh kar trading karain aur market ki movement ka khas khayal rakhain to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay pehly experience ko increase karain aur phr hi trading start karain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ap kay zimmay mehnat hay nitaaej woh day ga.

                      g haan bhai jaan hamen as main mihnat karna chahiy hai aor forex aik aesa business hai jis main ham mihnat nahi kare gey tu ham as main kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kare aor ham ko as main mihnat bhi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gey as main agar ham mihnat se kam nahi kare gey tu ham as main kabhi bhi ham nakam nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat na kare aor haan forex main woh kabhi kamyab nahi hota hai jo as main mihnat nahi karta hai as main jo mihnat se kamkarta hai woh hi kamyab hota hai as liy mihnat karo aor hamen as main greed se bi bachna chahiy hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X