Jaiza: Trade analysis apna karin aur indicators ko sirf trade confirmation ke liye he use karin.
Traders ka bohot ziada indicators per depend karna b ziada acha sabit nai hota hai aur ager indicators per depend kar kay trade Karin tu kafi loss ho sakta hai . indicators tu market kay sath sath baad mai apni shape b change kar rahy hoty. Traders kay liye best practice yahi rehti hai ke who apni trading strategy kay mutabiq he trade entry kay setup ko talash Karin tu acha rahy ga , aur iss kay sath sath Trade analysis apna he karna chiye aur indicators ko sirf trade ke confirmation ke liye he use karin. jab ap ka apna analysis aur indictors same trend ka bata rahy hon tu phir he trade open Karin. sirf indicators ke base per trading kafi risky b sabit ho jate hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим