Senior trader aur new trader me main difference

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Senior trader aur new trader me main difference
    Senior traders ko market ko judge karny ka experience hota hay jab key new trader me ye quality nahi hoti, market ki behtar judgment time guzarny key sath jesy jesy market ko analyzing ka experience hota hay traders key ley market ko behtar judge kar saken gey, jo trader step by step market ko judge kar sakta ho esy traders key kamyabi key chances zeyda hoty hey, market ki judgment ka asaan tareeqa market ka fundamental aur technical analysis karna hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Senior trader aur new trader me main difference

    Dear brothers forex trading men new trader ko pahla kam learning karni hoti hey aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karna hota hey aur juniors ko shuru men aksar loss ho jata hey lekin senior traders k pass experience ziyada hota hey aur woh analysis kar k trade lagatay hen tu unn ko loss kam aur profit ziyada hota hey aur senior k pass knowledge bhi ziyada hota hey jahan tak mera khayal hey forex trading men seniors teachers hen aur juniors students hen
    • #3 Collapse

      Re: Senior trader aur new trader me main difference

      senior trADER OR NEW trader me farq ru hota hai new trader ko kuch b nahi pata hota wo abi naya naya aya hota hai usko kisi sahare ki zarort hoti hai learning ke liye or wo trading me bohat sari galtian karta hai or jo seniors log hai forex trading me wo mistakes nahi karte or unke pass experience b zaida hota hai jis ki base per wo earning karte hai.
      • #4 Collapse

        Re: Senior trader aur new trader me main difference

        New trader ko forex sy related koi experience aur knowledge nhi hota hai.new trader nhi janta keh market ka analysis kaisy kiya jaye. aur har new trader ko start main loss hota hai q keh us k pas forex sy related knowledge aur experience nhi hota hai. senior traders k pas forex ka knowledge aur experience hota hai aur wo ahy tariqy market ka analysi kar sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Senior trader aur new trader me main difference

          dear friend seniour traders aur new join krnay walon mn bahot frq hota ha new traders k pass na he forex k baray mn knowledge hota ha aur na he trading experience aur seniour k pass forex k baray mn knowledge aur experience hota ha aur woh hmesha soch smjh kr trade krtay hn aur achha profit hasil krtay hn
          • #6 Collapse

            Re: Senior trader aur new trader me main difference

            Senioar ko taine ka pta hota hy achy ourbbory taine ka our who us my apna los cove rkrna jangy hoty hy un my sbr hota hy new traders my sbr nai hota hy senir ko market parhna ata hota hy who prh k kam krty hy newesy hi toky marty hy sahi kam nai krty hy our oss py loss krty jaty hy in sab bato ki waja sy
            • #7 Collapse

              Re: Senior trader aur new trader me main difference

              As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein junior member aur senior member Mai bahut zada Fark Hota Hai junior member Jo Hote Hain unke Paas Na Itna knowledge aur experience Hota Hai market ke rules ka Pata naiHota Hai wa Forex trading co join kar lete hain lekin unko rules Nahi Maloom Hote Idhar Udhar Se Puch kar kaam start to kar lete hain lekin Itni information Nahin Hoti jis waja se unko loss ho jata hai aur jo senior member Hain unke Paas knowledge or experience sakta hai unhone demo account par bhi zyada Se zyada practice ki hoti hai aur Market ke rules ka Pata Hota Hai tried open karne se pahle analyses ko acchi Tarah dekh kar tried Lagate Hain Ki market kis Taraf ja rahi hai hi up yehDon hai usse sabse follow Karke kam Karte Hain Jis Se unko achha profit Hota Hai aur isliye junior member ko chahi kya apne senior ko follow Karen Forex mein senior Hamare Teacher hain aur Junior student hai
              • #8 Collapse

                Re: Senior trader aur new trader me main difference

                g ha sir new trdaer me senior me boht difference aik new trdader me or senior me zameen asman ka faraq ha new trader khbi b senior ky mokably me kam nhi kar sakta new tradr har kam me mistake kary ga jab ky senior galti kary ga kam wo achank me warna senior har kam exprat hota ha new tradr ko chahy ky wo apny senior ko follow kary or kamyab ho is best busniess me
                • #9 Collapse

                  Re: Senior trader aur new trader me main difference

                  Hi g senior trader to is kam main purany hoty hein wo is business ko sahi sy sekh chuky hoty hein ye un ki mehnat hai k wo aj senior hein aur wo kisi ko sekha rahy hein wo iscmuqam tk nehnat kr k puhanchy hein is leye hamy b chahiye k hm b mehnat kr k senior bn jaen jb k new trader jo hoty hei. WO anari hoty hein wo tareeban har kam main koi na koi mistakes kr dety hein jis ki waja sy unhy loss hora hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Senior trader aur new trader me main difference

                    senior trader ko hum new trader ke sath nahi mila sakte senior trader ke pass experience hota hai unke pa knowledge b zaida hota hai practice ki bat kare tu wo b unke pass zaida hai new trader se seniors trader galtian nahi karte or new trader jub tak galti na kar le tu wo seekh nahi sakte new trader ko bohat time chahiye forex me kamyab hone ke liye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Senior trader aur new trader me main difference

                      Bhai jan mere khayal se senoir trader is mein ihtiyt se kam karta hin aur is mein apna exprince use kar k hi is mein apna trade open karte hain aur baqi log tuke laga kar trade open karte hain aur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex hi best hain jis mein ap earning kar skate hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chhye aur forex hi best ghain jis mein ap earning kar skate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Senior trader aur new trader me main difference

                        Senior traders men aur new traders men bohat difference Hai seniors k pas new traders se ziada knowledge aur experience hota Hai is k ilawa wo Un sab situations ko face kr chuky hoty hain Jin men se new traders ne guzar a hota Hai is k sath sath seniors ko markeet ki movement ka Thora bohat analysis ka Pata chal he jata Hai senior traders new traders k liye ache teachers bi hoty hain Jin ko follow kr k ache learning ki ja sakti Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Senior trader aur new trader me main difference

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Senior traders ko market ko judge karny ka experience hota hay jab key new trader me ye quality nahi hoti, market ki behtar judgment time guzarny key sath jesy jesy market ko analyzing ka experience hota hay traders key ley market ko behtar judge kar saken gey, jo trader step by step market ko judge kar sakta ho esy traders key kamyabi key chances zeyda hoty hey, market ki judgment ka asaan tareeqa market ka fundamental aur technical analysis karna hota hay.
                          Assalamu o alaikum, , senior zyada experience wale hote hain unhe hr chez ka pta hota hai..new traders ko chaiye k wo apne se senior se sekhe...
                          • #14 Collapse

                            Re: Senior trader aur new trader me main difference

                            Zehat sei bat hai jonir our senior main zameen asan ma ka farak hota senior trading kar kar ky kabi loss kabi profit hasl kar kar ky kafei tajrbaa sa hasl howa hota hai ousy markeet ka andzaa ho jata hai our jo jonir hota hai ous ky pass na itna knowladge hota na tajrbaa markeet ki movement ko jonir ko smjh ni ati aisa aisa jb tr adding karta rhta loss wagra hota tbb smjh ana shoro hoti hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Senior trader aur new trader me main difference

                              Hi g senior trader major hoty hein is kam main senior trader apna harbkam hilmate amli sy krty hein to wontukky Nahi lagaty aur wo apna kam sabsr o tshamul sy krty hein Sur would rules ko follow krty hue aonavkam krty hein ager rules ko follow Nahi Kia to loss ho ga in k new trader Galatians trade lagaty hein in ko sahibtarha lagani ATI Nahi to oher wo tukky lagaty. Hein to bad uqat wo spna account wash krwavbethty hein ye difference hai new aur seniors trader main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X