Why people feel forex a difficult business and quit it??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Forex Business koi difficult job nahi he, han start me to har business me difficulties ati he lekin is se pechey nahi hatna chahey bal us ko behtar andaz me saranjam deney ki kosish karni chahey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Logo ko ye business is liye difficult lagta ha kyun k un ko is business ki proper knowledge nahi hasil ha jb wo is business ko proper knowledge k sath karty hain tu un ko is business se kafi faida hasil hota or ye aik bht easy business lagny lag jata haa..
      • #48 Collapse

        ap ki batoon k mutabik kun k jub kisi ko proper guidline ni milti to wo us kam sy koi faida ni ly sakta tub wo tang a k is kam ko cjore data hy jo k bazahir to wo is sy jan churwa lata hy lakin jis kam ki us ko adat hui hoti hy
         
        • #49 Collapse

          dear yeh to trader ki thinking par depand karta hain aghar trader expert hain or xperience wala hain to is k lia ading easyhain jab k is ki knowledge nahi hain to wo is main thek say kam nahi kar pay ga or trading us k lia difficult hoi hain
          Messi Rajput :)
          • #50 Collapse

            According to my experience and understanding i have observed that mostly new traders are enter in this business without having any experience or knowledge. thats the big reason that they facing loss in real account, and this is the main reason that they feel fear while trading in live account.
            • #51 Collapse

              forex aik difficult business k saat saat aik best earning platforum hai jis per hum apne experience k base per much profit hasil kar sakte hai forex mai humara trading karne ka main maqsad market ko samjna hota hai jiski base per hum daily basis per profit easily hasil kar sakte ha humay analysis ani chaiye issi say he hum markeo ko find kar sakte hai
              • #52 Collapse

                Dear wo is liye kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka hisa ha or is business me bht se asy log ha jo is business me loss ki wajah se is business me kam karna chor daity hain lakin mere kheal se un ko asa nahi krna chahe kyun k loss is business me kabhi bhi ho sakta ha
                • #53 Collapse

                  g bilkul bhai jaan aise bhot say loag hai jinhe forex business kafi had lagta hai per is business mai humay mehnat karni parti hai ye kaam humare liye asan nhe hota hai bhot mehnat and experience humay is busienss mai gain karna parta hai usi surat mai hum is kaam mai kamyaab hosakte hai
                  • #54 Collapse

                    jo log seekhna nahee chahte wo jaldi forex ko chor dete hain jab main samajhti hoo k kuch arsa is pe kaam kar k koi naa koi strategy ham bana sakte hain jis se ham aik achi earning le sake
                    • #55 Collapse

                      there are many reason that people feel this business of the forex trading as a difficult business and they left this business as well. the main reason behind left this business the people loss their money in the first run.
                      • #56 Collapse

                        g bhai forex trading mien bohats e log isko mushkil samajhte hian aur ye hia bhi mushkil business hia is mien agar ap isko time nahi denge to is mein kamiyab nahi hoskate.
                        • #57 Collapse

                          humain is main agr success hahsil karni hay to humain learning kar kay achy say kam karna ho ga magr humain demo ko use kar kay practice say kam karna ho ga k loss km ho
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #58 Collapse

                            Forex main profit aur loss donon hotey hain. Hamain winners ko dekhna hy aur loser ko nahi dekhna. Jab hum loser ko dekhtey rehtay hain to hamain is business sey khof aana shuroo ho jata hy aur is waja sey hum forex sey quit ho jatey hain. Lekan agar hum confidence sey kam karain aur winners ko dekh kr trading krain to phir kabhi bhi quit nahi hon gey.
                            • #59 Collapse

                              Jo log learning nahi kartey un key mind main aik khof hota hy keh forex aik risky business hy aur is main kisi bhi waqt loss ho sakta hy aur isi khof ki waja sey woh forex ko quit kr jatey hain. Lekan jo log forex ki importance ko samjhtey hain woh mehnat kartey hain aur kabhi bhi loss ki waja sey haar nahi mantey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Jin bhe traders ko forex main ache guide line nahe milti hai our wo khud bhe nahe souchty hiain to pher wo forex main loss k bad us ko choor dity hain learning zariri ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X