dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn
    dear friends mn tmam forex membran sa pochhna chahta hon k kuch log dosron ki thread ya post ko thanks bilkul bhi naen krtay kia woh thanks krnay sa dartay hn k thanks krnay sa unka koe nuksan ho jay ga ya iski koe aur waja ho skti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

    Dusron ki post par log thanks karne se darte nahin hai palke Jo log khud Se thanks nahin dete Hain unko kabhi thanks nahi milte Hain agar aapne kisi ki acchi post par usko thanks Diya hai to ye aapke liye bhi achha hai aur post Karne wale ke liye bhi achha hai aur agar aap aap wrong postes pe thanks kren ge to phir inhi thanks ki waja se aapka bonus kam bhi ho sakta hai so main smajhta hoon k hamen thanks dena chahiye lekin achi postes pr
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

      log ak dsraii se jealouss hOtaii haiiinn...k agaar kiseyy kO bhee thnkss diaayy tOo ....us ko ziada bounss milaii gaa logg is hasaad kee wajh see hee ak ddsraii ko thnkss nhee krtaii haiin isliyee hmain hasaad ko khtm krna hIgaa jiss kaa haaqq bntaa hOo iss zrOrr thnkss daiin tb hee hmaiin b milaiin gyy
      • #4 Collapse

        Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

        sir asi bat nhi log darta nhi ha balky log us main apna fidaa donta hain log yeh sochta hain k hum agr kisy dosra ko thnks kariye gaye toh usy acha bouns mil jaye ga humain hala k asa nhi karna chaiye lakin phir be kuch log asa karta hain humain bilkul asa nhi karna chaiye humain chaiye k hum har us ko thnks kariye joh thnks kah asaal haqdar ho
        • #5 Collapse

          Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

          Dear friends froex main dosry mambar ki post par thanks deny sy koe nahi darta hai balky khuch loag mantly toar par kanjous hoty hain jo dosry ki achi post hony k bawajood b b usy thanks nahi dety hain ya phr khuch loag aesy hoty jo usi bandy ko thanks dety hain jo unhy wapsi thanks dy taky unka apna b faida ho
          • #6 Collapse

            Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

            Dear mery khayal me koch members ko jo posts ya threads pasand nahi hoty un par thanks dena zarori nahi samjty, hamy bahot thread ko read key kabi be thanks nahi dena chaye, jes member key thread ko ham thanks dena chahty hey agar un ki posts ya thread informative nahi ho gi to es waja se hamara bonus be kam ho sakta hay, koshish karni chaye key informative aur useful thread ko read karny key bad thanks dia jaye.
            • #7 Collapse

              Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

              kuch log bohut he khud garz hoty hain ju dsoron ko acha bonus laity nahi diakhna chaty hain aur wo logon bohut kam like karty hain unko asa nahi karna chaheay ager kisi nay koi achi post ki hai usko zrori like karna chaheay aur comment karna chaheya iss say agly ko motivation milti ha aur phir he wo success ziada ho skata hai.
              • #8 Collapse

                Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                dear friends mn tmam forex membran sa pochhna chahta hon k kuch log dosron ki thread ya post ko thanks bilkul bhi naen krtay kia woh thanks krnay sa dartay hn k thanks krnay sa unka koe nuksan ho jay ga ya iski koe aur waja ho skti ha
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Maine Dekha Hai Ki Dada log sirf apne friend se ke post ko reply karte hain aur Unhe Koteswara Kehte Hain Jo galat baat hai Hamein Jo bahut acchi Lage Hamein UN Sab Ko thanks Lagana chahiye Jo Humne achchi Lagti hain
                • #9 Collapse

                  Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

                  Dear ap ki bat bilkul durust hai boht se log essa he krte hain reply tu krte hian laken thanks bilkul bhe nahe krte hain thanks krne se un ka bhala kya jata hai ager ek thanks krne se koie nuqsan hota hai tu batayen jo informative thread bhe dekh lain phir bhe kam he thanks krte hain essa bilkul bhe nahe krna chahye apne members ko thanks zaroor dena chahye ager post ya thread informative hai tu ye habit dal dain ager post achi hai tu thanks zaroor banta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

                    bohut se log esa sochty hain ky jn ky thanks denh ki tadad zyada hh kr thanks keny ki tadad zyada hy is se wo prehsn ho jty hain or sochty hn kh wo logon ko kam. thanks dia kryn gy. blkeh esa krna chahye kh apko harbandy ki post ko time dena prh a hy or us ky bad us par thanks dena hy. ta k ap kj bhi madad ho sky.
                    • #11 Collapse

                      Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

                      dear fellow es forum py har tarha k log hain ,her kisi k apni he soch hai ,haqeqat ye hai k hamein ek dusray ko jitna hosakay utnay like dainay chahye kion k es say ham ek dusray ko faid adaitay hain jab k hamara koi loss nahe hota hai,khas kar achi post ko zaror like daay k appreciate karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

                        G Bilkul Brother Apki Bat Bilkul Thek hai kuch Log Dusron Ki Post par Thanks Krny say Pata nhi Kiyun Darty Hain Agr wo Dusron ki Post Par Thanks Karengy to Us mein Un dono ka faida hoga Is liye Hamain Chahiye Kay Hum Dusron ki post par Thanks Lazmi Dein Shukriya
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: dosron ki thread ya post ko thanks krnay sa log keun dartay hn

                          forex main thanks ki bohat hi ehmiyat hain hamy is main thanks ka extra bonus be milta hain hamy har achi or profitably posts or threds par tahnk karna chahey is sy dosron ko fadia be hota hain or hamary jouniours ki hosla afzi be hoti hain yai usa china new yourk or pakistan main unoque or legal business ban cuka hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X