loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?
    dear members men smjhta hon k ager hmen kisi bhi bussiness mn loss ho gea hy usko loss smjh ker chor nh dena chye balk usloss ko apny mind men bitha ker kamyabi ki trafvsafer kerna chye aor ager ham us loss ko dobar rpeat nh hony den k to istrah ham kamyabhi ki phli sehri ko to croos ker jayen gy .isliye hmen chyek loss ko apny bussines mn sabq k tor per len aor is sy kamyabi hasily kerny kka zreya smjhen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

    G ha loss se ham buhat kuch seekhte Hain agar ham seekhna chahain kyon ke mostly loag jab loss karte Hain to market chor jate Hain lekij asal mein us time apni strategy ko filter karne ki zaroorat hoti hai aur ye find karna hota hai ke loss kyon hua jis mein sab see pehle waja greed hota hai jab greed karte Hain to loss karte Hain is liye sab see pehle demo practice karain aur learn karain then real trading karain
    • #3 Collapse

      Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

      Asalam o alikum friend g han ham koi b kam krty han wo loss k bagar mukamal ni hota phly ham kam m loss krty han phr us sy sekhty han k ham ny kya mistakes ki han phr dobara ham in mistakes ko dakh k chlty han unan dobara ni krty to is wja sy loss ni krty zyada tar successful hi hoty han forex m b profit k sath sath loss chlta rahta hy loss or profit zindgi ka aik hisa han
      • #4 Collapse

        Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

        insan jab tak loss karta rehta hay kuch naya seekhny ka mauqa use milta rehta hay. lekin insan ko yeh bbat sochni chahye ky jab bhi us ki trades loss me jaa rhi hon to ussy un pr ghbrany ki bjaye jn se faida ythana chahye or loss ki wajaha maloom krni chhaye jb wajha pata chal jaye to us ki correction krni chahye.
        • #5 Collapse

          Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

          G han bhai ap thek kah rahay hain, trading main loss kamyabi ki kunji hota hay aur jetnay bi traders aj acha profit earn kar rahay hain uno nay loss ko cross keya hay tab ja kar woh acha profit earn karnay k kabel hway hain esleay ap ko bi sabar k sath es pehli serhi ko cross karna chaheay aur loss anay par trading ko chorna nai chaheay.
          • #6 Collapse

            Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

            g ahn vbhai ksi b bussinsess m loss agr na ho tu apko profit ni ho skta ha loss sae apko sekhan hot aha hmesha start m loss ho ta ha ius kae pobad apko profi thy profit hota ha is lyae kyal rlho kae ap trade ka b b kro tu profit kae sath kro ro loss ko kam rkho lkn loss ho jae tu tention na lo
            • #7 Collapse

              Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

              Dear main samjhti hun k asal successful trader wohi hay Jo k apni mistakes se seekhta hay aur un ko follow j
              Karta hay aur Jo log apni mistakes ko.ignore Kar dete Hain wo kabhi bhi ache trader nai ban pate aur na hi success hasil Kar sakte Hain is liay apni mistakes ko follow Kare aur un see seekhne ki kosish Kare take next again wo galti na dohra sake ap
              • #8 Collapse

                Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                Loss jb hota hy to hamy chiya k ham trading my sahi sekhy is buks es my sahi agy jaye ham ki chiya ham trading my zeada sy zeada loss ko cover key ham loss ko sahi kry oyr ham ko loss ko ignore nai krna chiya us ko sahi dykhna chiya hamy esy hi nai us ko jany ddyna hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
                  dear members men smjhta hon k ager hmen kisi bhi bussiness mn loss ho gea hy usko loss smjh ker chor nh dena chye balk usloss ko apny mind men bitha ker kamyabi ki trafvsafer kerna chye aor ager ham us loss ko dobar rpeat nh hony den k to istrah ham kamyabhi ki phli sehri ko to croos ker jayen gy .isliye hmen chyek loss ko apny bussines mn sabq k tor per len aor is sy kamyabi hasily kerny kka zreya smjhen.
                  Assalamu Alaikum G bhai bilkul loss Hamare Liye kamyabi ka jariya aur kamyabi ki pehli Manzil Hai Mere nazdeek nuksan ke bad Hai Hum Hamesha Jyada samajh Aati Hai aur Hamein apni gallatin par hor karne se a Pata Chalta Hai Ki hum ne kahan mistake Kiya Hai Is Se Hum Zyada sakte hain aur unwilling ko Dur karne ki koshish Karte Hain Jis Se Hum Kya sakte hain main Roz kamyabi ka jariya aur kamyabi ki pehli Manzil hoti hai Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss sy bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                      forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                        forex aik international business hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain yai business pakistan mai legal ban cuka gain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                          Gee han jab loss hota hai agar loss first ho 3 ya 4 b ho jay yeh koi big baat nai yeh chote chote loss hai is se sabiq sikhna chayie loss waisay hi nai ho jata loss main koi mistake hoty hai agar aap mistake khatam kare gai phir profit main b chalay jao ga thoray profit par bhag janay walay trader kabi b forex main kamyabi hasil nai kar sakte un ki khuwaish hai wo jitny b gambling trading karte rahay un ko har waqat profit hi hota rahay
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                            Salam all forex members han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho loss hamry liy kamiyabi ka zariya h kamiyabi ki phyli sirhi ha loss sy hm sikhty hy jo mistake hm ny ki hti hy again hm vo mistake ni karty hy kuk hmy apni mistakes sy experience ho jata b hmy loss sy mayos ni hna chahiy himat kar k lagan st struggle karni chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hmary liyye kamyabhi ka zreya aor kamyabhi ki phli manzal?

                              G bhai apki bt bilkuk sai hy k forex hmare liye kamyabi ka zariya hy aur kamyabi sirf usi ko milty hy ju mehnat krta hy mehnat krne wala kabhi bhi nakam nahi huta hy aur mehnat krne se he hmen kamyabi milti hy isi liye jitna hu sky mehnat kren aur mehnat krne walo ko appreciate kren is se na sif unko faida huga blky unko kam krne m bhi maza aye ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X