Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.
    Forex trading mai kamyabi jahan aur bohot sary factors per depend kar rahi hoti hai wahi per he forex trading mai kamyabi kay liye patience ka hona b bohot lazmi hai. ager traders mai yeh aik quality majood ho tu trading kafi asan ho jate hai Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

    G han ye bat correct hay jo traders Forex market me orders place karny key bad patience nahi kar sakta hay es key ley profit ki earning bahot mushkil ho sakti hay, traders ko order place karny key bad kam se kam be 2 hours tak patience karna chaye agar orders loss me hey per be es ko kam se kam 2 hours se pehly close nahi karny chaye, market ki movement short time me clear nahi hoti es key ley time chaye hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

      Gee haan trading kay lye patience ka hona bahut zaroori hai aur jis shaks mein patiance ki kami hoti hai woh forex mein kamyabi hasil nahin ker sakta iss lye pahele aap forex mein knowledge hasil kerain aur experiance gain kerain tou aap mein patiance aa hi jaye ga
      • #4 Collapse

        Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

        G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humo is mein ihtiyt se kam karna chaye aur humko forex mein zada mehnat karna chahye aur forex mein hum zada earn kar skate hain aur forex mein apo ihtiyt se kam karna chahye aur jis ke pass sababr nahi hain siko chahye wo is mein sabar se kam kare aur humko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar hum is mein profit hasil kar skate hain
        • #5 Collapse

          Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

          patience ek esi quality hai jo agar ap mein mojud ho gi ussi surag ap trading ky business mein kamyab hain wrna agar apko sabr krna nahi ata to ap lakh koshish kar lyn acha trader banny ki ap se kabhi bhi achi trading nh ho paye gi. trading mein bht si jgha apko sabr o tahamul se kam lena parga hai. or whan sabr zruri hota hy.
          • #6 Collapse

            Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

            G han aisaaaa hei sbr boht zaroori hai forex trading main axha tarder wohei hota hai jo khar khal main sbr karta hai forxs main loss bi hai our profit bi hai aksar jb loss hota hai gussaa sa a jata hai our sbr syy kam ni lytyy foran agli trad lagtyy hai profit kyy liyee lykin wo bi loss main chalii jati hai ek waqat main ek trad lagenn chiyee wo loss main jati hai jaiyy chiyre profit main ..
            • #7 Collapse

              Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Forex trading mai kamyabi jahan aur bohot sary factors per depend kar rahi hoti hai wahi per he forex trading mai kamyabi kay liye patience ka hona b bohot lazmi hai. ager traders mai yeh aik quality majood ho tu trading kafi asan ho jate hai Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.
              Acchi trading karne ke liye patients ke saath kaam karna Jaruri hota hai isliye traders ko chahi ke trading karte hue patient ke sath kaam Karen aur Forex trading se earning Karen Agar patience Se Kam Nahin Karenge to achi earning nahin kar Sakenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                Jon my mhant ji kami hoti hy who kbhi hhi is kam my kamayb nai ho sgty hy oatent bhit zeada hanri zaroei hoti hy mhant hardwork lerning ya sab esy alfaz hi ai hoty hy is sy hamy sab kych insl sab bato ko use krna chiya isn sy hinhamy kam krna chiya esy hi hamy kamyabi milti hy hamy esy kamayabinnai mikt hy hjot zeada mhant hoti hy tb ham agy jaty hy
                • #9 Collapse

                  Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                  g ha sir jin ko pak forex trading me patience ki kami ho jati ha wo khbi is kamyabi nhi hasil kar sekhta is ley is successful me kamyab hony ky ley hum ko is pak forex trading par zayda sy zayda search karni chahy or is ky bary me hum ko knowledge or exprince hona chahy phr hi hum is kamyab ho sekty ha agr hum ko is ky bary me knowledge nhi ho ga to hum ko boht moskal ho gi is me kam karny me
                  • #10 Collapse

                    Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                    you are right dost k jis insan main papience ki kami hoti hai os k liye forex market main koi future nahe hota hai es liye hamein apni personailty ko zehen main rakh ki field ko chose karna chahye,agr ham main sabar nahe hai tu ham forex market main anay wali taizi ko handle nahe kar saktay or jald bazi main galt faislay kar daitay hain,waqt k sath sath forex main patience ata hai es liye start main small level py trading karni chahye
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                      G bahi ap ki bat teahk hai ka jazbati ho kr trading nahi krna chaya soch samaj kr market mai entry lain jazbati logon ka lia trading mai koi jaga nahi hai is lia apna jazbat ko control mai rakhain or business mai jazbat ko dor rakhain ta ka business mai loos na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                        bilkul brother thek kaha hai ap nay forex main saber wala he success ho skata hai kyon k saber k bgair forex main succes mumkin nah hoti hai kyonb k forex main ha sabr ka business jiss nay iss main saber sy kam lia aur market k achy level ka saber kr k wait kia uss ko he acha gain milta hai jald bazi karny wlaa kbhi bhi iss main kamyab nahi hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                          G han forex trading main Jo log add Hai ounhy sbr syy kam Lena chiyee sbr boht zaroori Hai forex main kamybi ky liyee forex main phlyy jb join krty Hai ous waqat bi sbr Rhknaa partaa phly knowledge our experience hasl krna parta our ous ky bad jb trading srtr kr dety hai ous waqat bi sbr sy km Lena prtaa soch smjh kr chlnaa prta..
                          • #14 Collapse

                            Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                            Trding kilie bht zyada patience ki zrurt htii hy aur jo banda forex krty hue sabr nai dkhata aur uska mizaj jaldbzi wala ho wo kbhii bhi forex main kamyab banda nai ban sktaa jaldbzi koii na koii glti krwa e dti hy bandy sy ky bandaa usky hathob nuqsan khaa jata hy islie mind ko hmsha fresh rkh kr e trade kren.
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jin mai patience ke kami ho inkay liye trading bohot mushkil ho jate hai.

                              Ek acche wala market Mein Rasta Dikhati Hai Kya Hum Logon Nahin Hai Rasta kaise check karna hai kam kaise karna hai Jab Sab Ka Pata Hoga Kam bhi achha Hoga Mara definitely kisi ke Kehne par mai kabhi bhi nahi karni chahiye apna Paisa se muh mein Rakhna chahiye jab tak Tumhara Paisa save mode mein rehta hai am long time ke liye earning Karte Rehte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X