trade laga kar usy bar bar nahi diakhna chhaheay...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trade laga kar usy bar bar nahi diakhna chhaheay...

    yes dear hamain aisa kabhi bhi nai karna chaye sab say important hay hamara knowledge agar hamaray pass acha knowledge hay to ham wo trades laingay jis say hamain confirmations hoge aur agar ham kisi confirmations say kaam karaingay to hamain lose ka khadsha nai rahay ga jis say hamain baar baar markeet ko watch nai karna paray ga aur na hamain koi zarurat nai hoge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trade laga kar usy bar bar nahi diakhna chhaheay...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
      dear friends forex markeet main ye adat takriban har forex trader main hoti hai khas kar ju new hota hai jab bhi wo apni trade ko lga diata ha tu wo usy bar bar diakhta rhta hai aur jab usy nuksan hona shuur hota hai thora tu wo dar jata ha aur dar kar trade ko close kar deta hai jiss say bad main market phir uss k order k mutabik ajati ha jiss sy usy pashtawa lgta hai asa nahi krna chaheay trade ko lga kar aur tp sl lga kar ap ko bar abr nahi diakhna chaheay.
      Assalamualaikum Ji Bhai Agar Hum Koi trade open Karte Hain To Hamein use trade co musalsal Ja baar baar nahi dekhna chahiye Kyunki Agar Hum Aisa karte hain tu hamesha Trance hota hai jo ke slowly slowly time period ke sath sath depression mein bhi change ho sakta hai Shukriya
      • #18 Collapse

        Re: trade laga kar usy bar bar nahi diakhna chhaheay...

        Some time aisa hota hy k him koi trade lagatay hain or phir us ko baar baar daikhtay hain aisa kerne se loss hota hy is lie bht zaroori hy k app besabri na krain balkay aram se trade laga ker chor dain or tp hit hone per us ko watchh krain ager app baar baar watch krain gay to aisa mumkin hy k app market k up down hone ki soorat main app some time jaldbazi main apni trade loss main hi close ker dain
        • #19 Collapse

          Re: trade laga kar usy bar bar nahi diakhna chhaheay...

          je forex trading ma emotions ka bada role hota ha jab market hamaray opposite jati ha to hamain kuch honay lagta ha aur emotions anay lagtay hain k trade ko close kar dena chaye k ziadah loss ho jaye ga aur kabhi kabhi jab ziadah profit ho to tab bhi emotions ki wajah se dil karta ha k trade ko close kar dia jaye to is ka behtreen solution ha k stop loss aur take profit ka use kia jaye aur os k baad trades ko ziadah dekhna ni chaye ta emotion ka kirdar khatam ho jaye to zaidah trades dekhnay se bhi loss hot ha is se bacha chaye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: trade laga kar usy bar bar nahi diakhna chhaheay...

            forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai raat mai ya din mai sy kese be wakt kam kar sakty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X