demo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jo new trader hoty han unko demo se start karna chaye or daily demo pe trading ki practice karni chaye or ek din me 2 se 3 hour trading ki demo pe practice karni chaye pher hum trading me expert ho skhty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex trading mein new trader ko demo account par practice lazmi karna cahaiye aur phr real account par trading karna cahaiye aur new trader ko demo account par practice us waqt tak karty rehna cahaiye jab tak un ko pata na chal jaye k achi learning hasil kar le hy
      • #168 Collapse

        demo

        yes my dear friend ap ne bilkol theek kaha hai k demo or real account main bohot fark hai or jo new new is business ko join kare us ko gold treding nahi karni chaiye kun k yeh wo log hi kar sakte hain jin ko is k bare main knowledge hoti hai.
        • #169 Collapse

          G forex trading mein new trader ko demo account par practice lazmi karna cahaiye aur ye practice forex trading ki learning k liye hoti hy aur ye ap depend karta hy k forex trading ki learning ktni deer mein hisal kar sakty han ap demo account par jtni ziada practice karain gay utni jaldi forex trading ki learning hisal kar sakty han is liye demo account par new trader ko practice lazmi karna cahaiye
          • #170 Collapse

            Forex trading business mein demo account par practice buht ehm hy aur new trader ko demo account par practice lazmi karna cahaiye practice kar k forex trading ki learning knewledge experience hasil kar sakty han aur demo account par apni planning set kar sakty han aur is ko real account par use kar k profit earn kar sakty han
            • #171 Collapse

              forex trading aik boht acha busienss hay hum is main agr kam karna hota hay humain dmeo ko use kar kkay practice saya kam karna ho ga insta main kafi risk hota hay earning ho gi
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #172 Collapse

                Demo account is best platform for practice the trading. New traders ko demo account main us waqt tak kam krna chaheye jab tak aap ki trading perfect nahi ho jati. Demo account main practice sey aap key confidence main bhi izafa hota hy aur aap real account main without fear of loss trading kr saktey hain.
                • #173 Collapse

                  Yeh to new trader pr depend karta hy keh woh demo account main kitni sanjeedgi sey kam kar raha hy aur forex ko kitna seekh raha hy. Agar aap forex key sath fair hain to demo account main aap maximum 3 months main trading ko seekh jayen gey. Jab tak aap ka confidence nahi barh jata, aap demo account main practice continue rakhain.
                  • #174 Collapse

                    New traders ko demo account main kam az kam 5 say 6 month serious ho k kaam kerna chahy pher he wo real account main trading ker k asani say acha profit bna sagty haibn
                    • #175 Collapse

                      Forex trading business mein demo account ki buht ziada ehmyeet hy aur demo account par practice se forex trading ki learning knewledge experience hasil hota hy aur demo account par forex trading ki har tarha ki learning hasil ki ja sakti hy aur new trader ko demo account par tab tak practice karni cahaiye jab un ko achi learning aur experience na hasil ho jaye jab learning aur experience hasil ho jaye tu real account mein trading kar saktay han
                      • #176 Collapse

                        sir baat ya ha kay forex ma demo account bhot zarori ha qk agar ham demo account ma tarde krty ha to hi ham aek achi earning bhi kr sakty ha islay bs apko dakh kr tarde krni chahiye or or demo account say ap har currency pay bhi tarde laga sakty ha islay bs apko ziada mehnat krni chahiye
                        • #177 Collapse

                          Forex trading business mein new trader k liye demo account par practice karna zaroori hy kiok demo account par practice kar k ap forex trading business ki learning aur experience hasil kar saktay han is liye demo account par practice zaroori hy aur ap demo account par practice us waqt tak kar saktay han jab tak ap ko forex trading business ki learning aur acha experience hasil na ho aur agr ap demo account par practice kartay hi rehen tu ye bhi acha hy is skills aur experience hasil ho ga
                          • #178 Collapse

                            jahan tak mera khayal hai new trader ko dmeo pai jitna zadai ho sake kam kana chhaie q k jitna ap demo pai practice karo gay utne eh apki skilsl develop honge utna eh apko experience aye ga aur utne eh apki earning achy hoge real account pai
                            • #179 Collapse

                              Dear demo pr trading ap pr depend karta ha k ap kitna time karty ho is maqsad experience gain krna ha.abi ye trader pr depend ha k wo ye experience kitny arsy mn gain karta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Dear har insan ka apna level hota ha kuch log aik cheez ko kuch dino mn pick kar lety hn r kuch ko salo bad mn experience ni ho pata.magr aik new member ko us waqt tk demo account pr practice karni chayei jb tk wo 2 maheeny demo account mm continue profit gain ni karta
                                Us k bad usy real account pr trading start karni chajyei.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X