can any trader trade without confidence ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex main wohi insan kamyab hay jo khud pe yakeen rakhta ho kiun kay jis insan ko khud pe yakeen nahi hoga wo kabhi kamyab trader nahi ban sakay ga hamain chahiye mehnat se kaam karain aur profit earn karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      nahi bhai is mein apko ani trading emin confidence zaroor hona chahiye aur apko chahiye ke ap is mein demo account emin zaroor practic karen,us se apke andar bohat ziyada confidence paida hoga aur ap is mein bohat ziyada earning kar sakenge.
      • #183 Collapse

        dear agar daykha jay to sab kay sab hi apnay confidence ko kho chukay hotay haane at a first time quen kay jo bi first time forex may aata hay to wo agay barna cha raha hota hay jo kay us kay liya us wakat koi masla nahi hota laykin jab us ka account wash ho jata hay to us ka confidence brake ho jata hay.
        • #184 Collapse

          apny bilkul thik kia ha forex par tarde karny kay leay hamy pehly forex kay rle or maybe forex ko janana cheay atky forex apr ham thk atrha say kam kar saky or thk triky say tarde kar saky.
          • #185 Collapse

            koi b trader confidance k bagar kamyab ni ho sakta j b tak apko ap decision pa confidence ni ho ga tab tak ap apna decision waqt pa ni la sakta or agr timely decision na lea jay tu profit k chance kam ho jata hean
            • #186 Collapse

              C main confidance ka hona bohat he zrori hy agr hamin comfidance nahi hoga or hamara experience nahi ho ga to hamin bohat bara nuksan ho skta hy. trading k liye in dono ka hona bohat he zrori hy.
              • #187 Collapse

                nai koi b trader bgair confidence k trade nai kr sakta. . .confidence develop kaisy hota hy?. . . ye demo account pay practice krny k baaad he develop hota hy. . . . is liye trader ko kmaaany k liye trade ka experience hona laazmi hy
                • #188 Collapse

                  hmmmmm intresting Question hai jnab koi bhi tarder without confidence trade nahi kar sakta treding karnay kay liy hamen confidence ki boht zaroorat hoti hai because apnay opar yaqeen ho ga tou he hum good wrork kar payen gy warna time waist ho ga aor loss bhi uthana ho ga lakin yeh bhi such hai kay hamen over confidence bhi nahi hona cahiye
                  • #189 Collapse

                    No aisa nhi ho sakta ka ap ka pass confident bhi na ho aur aptrade kar sakin aisi situation main trading nahi karni chaye kun ke phly ap trade open nhi karin gay kun ke ap ko khud par confident nahi hai lakin agar kosish kar ka open ki bhi tu us waqt karo gay jab time guzar jaye ga jiss sa ap ko loss ho ga,
                    • #190 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum mera nahi khyal key hum bagair confidence key forex trading me bold decisions ley saktey hen aur perfect trading kar saktey hen aur is key liye confidence ka hona zrori hota hey.
                      • #191 Collapse

                        Trading main loss kabhe to under confidence ki waja say hota hy our kabhe over confidence ki waja say hum losd ker beithty hain so neutral rahean our thora confidence sahe rheta hy
                        • #192 Collapse

                          bhai g jaan pr bat ati hy trading mn trade lgawte waqt confidence ki tu bai g is bare mn tu mn yai kahon ga k ksi bhi new trader ko ksi bhj itrader ko trade ka confidence tab tak nahe ay ga jab tak wo trade krne sy phle thk sy analysis nahe kr leta agr wo analysis knra janata hy, isliye first learn hw to analyse
                          Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                          :) MR. TRADER :)
                          • #193 Collapse

                            confidance hasil karney k liye app mai forex ki information ka hona b bohat zaroir hai agar information ni hai to app forex main profit hasil karney main bohat mushkil ho jati hai
                            • #194 Collapse

                              forex mein confidence k bina success hona na mumkin hai is ko bahut say log trust say earn krty hain aur bahut ziyada profit earn kr rahy hain ye aik profitable business hai is pr bahut acha business chal sakta hai agr member hard working krein to wrna ziyada tr loss hi ho jata hai q k ye aik risky business hai khud pr confidence krna parta hai aur market ka koi trust nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                confidence boht important ha kyu k confidence k baghair ham kuch nai kar sakte ha ,,,agar hamare pass knowledge aur experience ha aur confidence nai ha tu b bra msla ham achi trading nai kar sakte ha..experience k sath kam karne k ley confidence ka hona boht important ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X