phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?
    dear members kia koi bta sakta hy k monday ko jab markte open hoti hy to us din markete ki moving slow kun hoti hy .ager koi member is bary men janta hy to plz apni maloomat share kry aor isk illwa is doran hmen koi trading kerni chye k nh?ager koi trade open ker den to kia kerna vhye phir hmen us trade k sath.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

    bhai ye forex trading ka economics behaveiour hy monday ko stock ki prices kam hoti hen brokers monday ko market ka trend observe krty hen aur phr trade krty hen is leay trading market monday ko aur friday sham ko slow ho jati hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

      Dear bro sunday aur saturday market close hony ki wja sy monday waly din market ki movement slow hoti hai q keh monday market open hony ka pehly din hota hai aur pehly din market main seller aur buyer kam hoty hain jis ki wja sy market ki movement slow hoti hai.jaisy jaisy weekend qareeb ata jata hai market ki movement fast hoti jati hai q keh ziyada seller aur buer market main in ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

        Tuesday ko tou aksar he market mei kaafi achi movement paai jati hay traders bhi sahe active hotay hain monday slow honay ki wjaha traders zyada wait kar rahay htay hain acha trend ban jay tab trade mei enter hon news achi anay ka wait bhi hota hay so monday ko tou slow market honay ki yahi eham wajah hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

          G Bhai app belkul sahe keh rahai hai Monday ko khas Kar subho ke time market ke movement belkul nhe hote leken hm agar Jo pair Gap ke sath open hui hote hai unko trade karai to acha khasa profit Kama saktay hai qk Monday walai din un currencies ke movement kuch behtar hote hai
          • #6 Collapse

            Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

            Dear jaha tk mera is bare main khayal hai essa bilkul bhe nahe hai market hamesha trend or news per depend krta hai means ke import or export ager import ziyadeh ho jaty hai tu market os lehaz se move krti hai or ager export ziyadeh ho jaye tu os lehaz se market kabhe fast hoty hai or kabhe slow ye sub kuch international country's per depend krta hai essa samjh lain ke hum sub ek cheez se jakren huwen hain
            • #7 Collapse

              Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

              Market slow es liye hoti ha q k aik tu market week k bad open hoti ha investers itny ni hoty market mein aur dosri Waja ye ha k market mein high impect news ni hoti jis ki Waja se market mein movement ni hoti q k news hi Market ko move krati haen.
              • #8 Collapse

                Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

                G han dear ap nay thek kaha hay jab market open hoti hay Monday ko to pehlay den market ki movement bahut slow hoti hay aur phr tez hoti chali jati hay aur aisa esleay hota hay q kah pehlay den market main sellers aur buyers bahut kam hotay hain jis ki waja say market bahut slow hoti hay aur jab seller aur buyers market main ana start hotay hain to market ki movement fast hona start kar deti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

                  start m marke tki movement bt sy dfa tez ho jaty ha bht sy dfa sloe ho jaty ha is ki ya wja ha kae amrket hm logfon pr depend krty ha agr hm market m demand zyda rkhty han ksi chez ki tu hm marke tm sahy trah survive ni kr skty han us ki deamnd zyda ki wja sae market ki movement tez ho jaty ha or km deamnd pr slow ho jaty ha marke t
                  • #10 Collapse

                    Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

                    sir phaliye ak do din market k movement iss liya slow rahti ha Q k uss waqat market main log kam hota ha or slow slow working chalti rahti ha or to or jab slow tab be hoti ha jab market mainlogo ko bouns milna lagta ha or khaiye logo ko bouns nhi mila hota ha huamin chaiye k hum jab be iss pr working kariye toh humain market k movement ko ddak kar chalna chaiye jis sy hum acha profit earn kar sagtye hain
                    • #11 Collapse

                      Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

                      YES DEAR jesy k ap ko pata h k sunday ke off hote h jis ke waja se movement slow hote his din markit chutean k bad duara open hote h is leay is ke movement slow hote h ur friday next day ko markit chute ke waja se close hona start ho jate h is leaay 2 din markit ke movement change nae bulkay slow hote h
                      • #12 Collapse

                        Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

                        Gee monday ko market main koi news nai hoty trader b ahsta ahsta market main online aate hai is liay market slow and normal rehty hai phir ahsta ahsta big trader market main aana start karte hai buy sale order lagate hai phir market fast move karty hai jab k sab se zaida fast last 2 day ko hoty hai market zaida tar sham 5pm to 10pm ko thori zaida fast hota hai last 2 day ko sham 5pm to 10pm ko boht zaida fast hoty ahi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: phly aik do din markete ki moving slow kun hoti hy?

                          Ggg forex best online business hai ismein Hamen bahut Itihaas ke sath kam karna chahie forest Mein Hamen knowledge ko improve karna chahie Jiddi acchi Hamari learning Hogi utna hi acha ham is mein earn kar Sakenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X