loss ki asal waja kya hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki asal waja kya hai
    mere bhaio as main ham ko loss kis waja se hota hai as main risk ki wajs se ya phir greed ki waja se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki asal waja kya hai

    Dear brother forex trading men loss ki bahut c wajoohat hen jin men sub se bari waja trading experience ka nah hona aur ziyada profit k lalach men bari bari trade laga dena aur jald bazi se kam lena kiun k jald bazi men mistakes ho jati hen jin ki waja se loss hota hey iss liay koshish karen k lalach bilkul nah karen aur jald bazi se kam bilkul nah len
    • #3 Collapse

      Re: loss ki asal waja kya hai

      Bhai jan agar humko loss hota hain to is mein zada greed nahi karna chahye aur forx mein apko ihtiyt se kam karna chahe aur forex mein ap zada kam kar sakte hain loss ki asal wajah hain is mein greed karna chahe aur humko is mein sabar se kam karna chahye aur humko is mein zada mehnat karni chahye
      • #4 Collapse

        Re: loss ki asal waja kya hai

        dear friend forex trading mn waisay to bahot c wajoohat ki bina pr loss hota ha lekin ziada tr loss big risk ki waja aur ziada profit k lalach mn big lot lganay ki waja sa hota ha to koshish krni chayay k ziada risk aur lalach sa bachen
        • #5 Collapse

          Re: loss ki asal waja kya hai

          Forex trading aik business hy or her business main loss to hota rehta hy or ziada tar loss humain apni mistakes ki wajah se hi hota hy jab hum jaldbazi se kaam letay hain or patience nai rakhtay or market ko analys kiye bagair hi trade laga detay hain or apne emotions per control na rakhne ki wajah se humain loss ho jata hy is lie bht zaroori hy k hum apni loss ki reason ko dhoondain or dobara us ko repeate na krain or sabar or bardasht k sath trading krain takay kisi kisam ka loss na ho
          • #6 Collapse

            Re: loss ki asal waja kya hai

            loss ki asal wja sabra ka na hoan or lalch ka hoan ha bth sae logon ko is wja sae lsos ho jatw ha kaeun m sabar ni hota ha or wo bs jaldy jaldy profit kae lyae kam krty han or lsos kra dtyhan isi trah or unko cheyae kae sabar sae kam laen or loss kam kraen is sae unka kam asani ho sktaa a
            • #7 Collapse

              Re: loss ki asal waja kya hai

              Boss ham ko trading mien loss as waja sy hota h k as mien ja ham thek sy sekhte b nahi hien tu ham as mien trade laga dete hien aur jab ham trade laga dete hien to ham ko as mien nuqsan ho jata h as lyee hamain as mien zyada trade nahi lagane hote hien aur as mie ham ko himmat ker k kaam kerna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: loss ki asal waja kya hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Luckytrader پيغام ديکھيے
                mere bhaio as main ham ko loss kis waja se hota hai as main risk ki wajs se ya phir greed ki waja se
                Ji forex.. Loss ki main wajha hai hum trading krte wakt bht zyada lalach kr lete hain...greed is a curse,, hamien Himmat se kam krna chahiye
                 
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki asal waja kya hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Luckytrader پيغام ديکھيے
                  mere bhaio as main ham ko loss kis waja se hota hai as main risk ki wajs se ya phir greed ki waja se
                  Ji forex.. Loss ki main wajha hai hum trading krte wakt bht zyada lalach kr lete hain...greed is a curse,, hamien Himmat se kam krna chahiye
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki asal waja kya hai

                    bhai jan loss ki sab sy bri wjha hy lalch .her admi ki kawhish bhy k wo ratooo rat ammer bn jaye wo apny account ki worth sy ki lot use kerta hy .ager wo account ki worth k motabiq lot use nh kerta to saf vzaher hy markete tora bhot revert leti he hy tio isdoran phir account k wash hony k chances hoty hain ager lot bri ho account ki worth sy.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki asal waja kya hai

                      mere khayal mn loss ki 2 wajah hen forex trading mn number one per aap ka experience na hona hay jo kejh bohot aham factor hay , doosry number per ap ki lalich hay jo aap ko loss karwati hay yahan tak keh game aap kay hath say nikal jaati hay aap in do cheezon per control karen tou aap ko loss mere khayal mn nahin ho ga, har aik ka apna aik nuqta nazar hota hay aap ikhtilaaf kar sakty hen.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki asal waja kya hai

                        loss ki bohat se wajohaat hoti hain kuch wajohat k zimmadar ham hotay hain or kuch wajohat py ham kabo nahe daal saktay wo forex ki nature ki waja say hoti hain,es liye hamein loss ko bhe market ka hissa he samajna chahye or koshish karni chahye k ham forex main kam say kam loss karein or apna profit barhanay ki try karein
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki asal waja kya hai

                          Loss kinhamri hhot sari waja hy un sy ham loss krty hy loss ham ko tb hota hy jbbham apnib trading my bhot zeada mhant kr k ham sahi kamyabi hasil knai krty hy balky ham.mhant knhina hi kamyabhony ki sochny lg jaty hybus taime ham ko lsis hota hy ham bakam ho jaty hy ourbhamry khowab adhory reh jaty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki asal waja kya hai

                            loss ki bhut sarj wujuhat hoti hain lekin asal wjha yeh hai ky insan jab baghari sochy smjhy trade lagaye or trade lagabg se pehlh analyzing par dhhan nab dh tk maximum chances hth hain k loss me trade jahe us k ilawa jab jnsan greed k chakr mejn par jata hy to wo qudarti tor par nakamion ka samna krnh lg orga hg kr loss pe loss hua chla jata hh use.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ki asal waja kya hai

                              Sir eri nazar mien her insan ko laga alag waja say loss hota hai agar hum forex mien kam kerty hien to as mien hamary pass proper knowledge or experience ka hona zarori hai agar hum as mien bina knowledge or expericnce k kam kerty hein tu hamain as mien aa ker zaror loss ho ga aas lye mien as mien her bar learn kerta hoon or bad mien trade kerta hoon.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X