Why many people leave Forex trading after Some Time??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why many people leave Forex trading after Some Time??
    why many people leave forex trading after one year because i see there are my many friend at a time start forex trading but now they do not interest to continue their trading but when i ask them whats the reason they don't tell me. So please share your idea Why They Leave Forex Trade?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well i dont knwo ni main reason bhai mein nehee janata ka logo forex trading ko kun chor jatye hain shyd ka wo samhjty hain ka own ko yahn py har bar he loss ho or yh wo log hoty hain jin ko trading ki skills nhee ate
    • #3 Collapse

      Brother forex trading business bht ziada hard or risky business log is business mein enter to ho jatay hein leken kafi experience hasil karnay kay bad bhi wo is mein say kuch earn nh kar patay to akher kar wo isay chor daitay hein.
      • #4 Collapse

        Un sab k chorny ki sab se bari wajha ye hen k aik to un ko is me kaam kerny ka tareeqa nai ata he dosra wo apna sara balance loss ker bethty hen an dteesra jald bazi se kamai kerna chahaty hen jo un ko nuqsan de jati hen
        • #5 Collapse

          is ka basic rezan ya hota ha k log bs is kam ma pisa dakh kar aa to jatay ha na on ki kohe stragity hoti hay na he kohe targit hota hay jiss jki vaja sa on ka account lalach ki vajasay wash ho jatay ha aksar pher vo is kam ko chor datay hay
          • #6 Collapse

            bhai jan is main kuch loog hain jo k is ko leave kr dety hain aghr deekha jae to humain aghr is main se acha profit milta he to hum isko kabhi b leave nahi kr skty. ab bht sary log hain jo k isko leave kr dety hain to yehi baat he na k is main kisi ko loss hota he to isko leave krty hain na. main to yehi kehta houn k is main aghr loss hota he to hum leave krty hain
            • #7 Collapse

              jee ap theak keh rhain hain forex trading ko buht sy logh kuch time ky baghh chorh detain hain yeh wo logh hotain hain jo logh forex ko smjhtain or is my trade kertain hain main ap ko bth dhun ager ap ny is my earning kerni hain to ap ko forex ko smjhna buht aie zyda zrori hain or ap ko sath bth dhun ap ko long time trade kerna chayh na short time .
              • #8 Collapse

                Because is ka main reason yeh ha ke bohat se log Forex trading ko bohat easy le lete han aur without any knowledge and experience trading start kar dete han aur is tarhan un ko loss face karna parta ha aur isi liye bohat se log disheart ho ke Forex ko chor dete han kun ke aese logon ke pass koi trading skills nahi hoti .:)
                • #9 Collapse

                  dear wo is liye k un ko har bar is main loss he hota ho ga and jab loss hota hai to dill toot jata hai and agay kaam karny ko dill nai karta and bohat se log is ko quit kar jaty hain...
                  • #10 Collapse

                    asslamo alaikum bhai jan mein tu abhi aya hon par mujhy maza aa raha hay forex par han yai bat hai k kabhi kabhi iritate ho jata hon posting kar kar k but yai hai k jab mein capital ikatha kar lon ga tu tarde karnay may bhi maza aay ga
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein peoples ziada leave wali baat se mein agree nahi kerta hun q k mene jab se join kera ya mere friends ney un ho ney kisi ney leave nahi kera hai short breaks zaroor lete rahe hain but leave kam hi kerta hain peoples.
                      • #12 Collapse

                        forex trading ko bohat sa log islye chor jaty hen kun ky forex trading main un ka koi experance nahi hota or wo wasy hi forex trading ko join kar lety hen jis ki waja sa unhen loss ho jata hai or wo forex trading sa hate ho jaty hen .forex trading business main hamen hate nahi hona chahhye phir hi ham forex trading main kamyab ho sakty hen .
                        • #13 Collapse

                          Forexmaster hum deikhte hin rozana buhat se log es karobar min join karte hin aur phir wo trading kar k foran hi profit bhi hasil karna chahte hin aur jeise hi unko faida nahi milta he to hum deikhte hin k wo log ye karobar ko chor jate hin es lei hum ye keh sakte hin forex trading ko chorne k wajah humara loss hi hota he.
                          • #14 Collapse

                            jo log forx trading ko achi tarah samj ni pta or lose ko bardas ni kar pta w0 log forx ko chore date hai lekin un ko chahe k phele ache tarah sekha phr tarde kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              woh is lie unke pass koi planing nahi hoti woh aate hen forex me quick earning ke lie lakin kuch din hi earn kar paate hen phir sab loss kar dete hen or samjne lag jate hen ke forex ak fake bbusiness he isme earning krna asaan nahi he yh gambling he istrah forex ko chor jate hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X