Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai
    Kuch members aesy bhi hain jo aik hi time main bahot sari trades open ker lety hain tou kuch main agar profit hasil bhi ho raha ho tou kuch main loss bhi zarur ho raha hota hai aur spread wala loss bhi recover kerna mushkil hota hai ky her trade open kerny per spread bhi pay kerna perta hai so zyada trades aik time main open ker ky earning nehi ki ja sakti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

    apki bat bilkul theak ha aik he time mn kae trades open kr dena bhi kbi bahot nuksan deh ho jata ha keun agr apki open ki hoe tmam trades loss mn chali jayn to bahot jald apka account wash ho jata ha isliay meray khial mn aik waqt mn aik he trade open krni chayay
    • #3 Collapse

      Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

      G han es ko over trading kahty hainjo k ziyda ter loss ja sabab banti hai esliya jab bhi trade open kro account ka balance ko daikh jee risk lo kyunk market nay khain nahu jana agar ap ka account wash ho geya to pher koi fida bahi trade to baad main bhi mill sajti hai ya market sabar kwenay walun k sath hai wrsay bhi jaldbazi nuqsan jeewati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

        Bil kul sahee keh rahe ho aap forex trading may kae members asay hay jo apnay experience ke kame ke waja say ek time may ziada trade open kar lathay hay our aksar ye ghalat faisalay tension may hothay hay is liay forex trading ka business buhut tahamul k saath karna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

          Aik he time mei bohat si trades kar lena mushkil hojata hay yahi wajha hoti hay kay loss barh jata hay hamesha achi trades target pe rakh kar karni chahiye jab aap bohat si trades karo gay loss ko recover karna possible nahi hay hota hay mushkil hojata hay aik time mei zyada si trades open karna mushkil hojata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
            Kuch members aesy bhi hain jo aik hi time main bahot sari trades open ker lety hain tou kuch main agar profit hasil bhi ho raha ho tou kuch main loss bhi zarur ho raha hota hai aur spread wala loss bhi recover kerna mushkil hota hai ky her trade open kerny per spread bhi pay kerna perta hai so zyada trades aik time main open ker ky earning nehi ki ja sakti
            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ke paas Jitna Bhi Bada capital ho aap ko Kabhi Bhi Ek time mein jyada trades ko open nahin karna chahi Kyunki agar aap Jyada sad open kar denge aur Sab Mein hoga to aap ka capital jaldi khatam ho jaega Hamesha 1 yeah Jyada Se Jyada do trade open Karen
            • #7 Collapse

              Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

              G bilkul ap ki bat theek hay aur is main koi shak nai k agar ap trading se achi earning karna chate Hain tou ap ko chaiay k ap aik time main aik ya 2 trades ginopem Kare kiu k jab hum aik time main zada trades open karte Hain tou us Surat main hum Apna loss karte Hain aur earning bhi nai kar Pate is liay hamesah soch samjh kar trades open Kare aur kisi kisam ka lalaxh Kar k Apna loss nai kare
              • #8 Collapse

                Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                Dafinately is baat main koi shaq nai hy kayi traders aik hi time main bht se trades open ker letay hain aisa kerna bht nuksaan deta hy kiun k aise time main aik bhi trade perfect nai jati or confusion ki wajah se app phir last main apni her trade ko loss main hi close ker daitay hain is lie aik time main aik hi trade open kerni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                  g han bhai apki tb blkl thk ha marke thmesha move krty rhty ha agr ap mnarket m ek hy time fram e pr trade krty hro gy usk aexpericne axa ho jae ga lkn loss honae kae chncesz zyd aho jaen gy apkko cheyae kae marke ko dekh kr trend kae mutabik trading kro isi trah ap forex pr kamyab ho skty ho or assani sae forex pr earning kr skty ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                    Bohat h zyada nuksan dey ha aik he time mey agar ap kafi si trades open kar datay ho ya loss ki bari waja bhi banti ha hamesha itni trades karen jitni ki ap loss bhi bardasht kar saktey hon takey ap ka account secure ho aik time mei zyada trades hain he nuksan utni lagayen trades jitni perfect sabit hongi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                      Lazmi bat ha bhai agr ap aik time mein bht ziada trades open kr lo ge tu ap over trading ka shikar ho jao ge jis se agr ap ki trades loss mein aa gae sari tu wo aik bht berha loss bn Jaye ga es liye behter yehi ha k ap aik time mein limited trades krean ta k ap over trading ka shikar na hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                        g han bro asa he ha jab hum ak time pr kahiye trade ko open karta hain toh woh humera liya nuqsaan daa hoti ha ha humain cahiye k hum ak waqat pr ak he trade ko open kariye asa karna sy humain loss k chances bhot kam hota ha humain asa he karnna chaiye zada trades ko open nhi karna chaiya asa main hum apna loss he karwa sagtye hain humain asa hargez nhi karna chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                          G ha Apne bahut acchi baat ki hai kya Hum Sab Ko chahiye kya Hum Ek Hai trade ko acche se handle Kare zaroori Nahin Hai Ki Ek Sath Jyada saree open karne ke bad mein nuksan ho profit Na Ho isliye Sab Ko chahi ki Hua Ek par hai Jyada focus daily Taka achha profit Hasil kar sake aur jab Ek ko band kar dete Hain tab bhi dusre ko open karna chahie zaroori nahin hai ki hum ek ke sath Jyada open Karle Tu Jo profit ho raha hota hai vah bhi bolo Bas Mein Chala Jata Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                            Kuch members aesy bhi hain jo aik hi time main bahot sari trades open ker lety hain tou kuch main agar profit hasil bhi ho raha ho tou kuch main loss bhi zarur ho raha hota hai aur spread wala loss bhi recover kerna mushkil hota hai ky her trade open kerny per spread bhi pay kerna perta hai so zyada trades aik time main open ker ky earning nehi ki ja sakti
                            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Hamein ek hi time mein bahut Sare trade Jaadu trades Nahin open Karni chahiye Kyunki Aise Hamein doston hone ka matlab baad Hai Jata Hai Lekin uske sath sath Hamare account was hone ka Khatra bhi bahut jyada ban jata hai isliye Hame Kai trade lagaane se Grace karna chahi Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik hi time main kei trades open kerna bhi nuqsan deta hai

                              Aik time main zyada trades ko open karna loss ki reason bhi ban sakta hai lakin not at all. Agar hamara analysis perfect ho aur market ka trend bhi ho to other trades bhi laini chahiya. Is main koi loss nhi hai k aik time main zyada trades open hain. Bohat sy trader at a time bohat si trades lagaty hain aur acha profit nikalty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X