Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??
    Dear members, forex trading aik aisa tricky business ha jis mein markete ki movement ka koi pata nahi chalta ke kab trend favour mein ho ya nuqsan ki taraf change ho jaye, isi liye kisi b trade ke doran hamain apne jazbaat per qabo rakhna bohat zarori ha, markete ki achank movement daikh kar forn apni trade ko open/close karne ki bejaye trading ki basics ko pura karna chahye , jitna acha hamain apne emotions per control ho ga hamari trading skill utni hi achi hoti jaye g.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

    Emotions hamri trade main bht eham role play krty hain aur jab hum emotions mn trade krty hain tw hmry mind pr wo heavy ajaty hain aur hum market main kya chal raha ispy sahii focus nai dy paty islie hmsy trade manage bhi nai htiii islie trade sy pehly zruri hy ky apka mind relax hjaye aur ap calm rhein.
    Mehnat Me Azmat hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me hamen trading emotional pe bhot he had tak control karna hoga agr ham is me kamyab ho jaty han to forex trading business me ham khud ba khud he kamyab ho jaen gay emotional me lalch or ghasssa dono aty han
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

        Forex yrading kertay huay apne emotions per control rakhna bht zaroori hy kiun k ager app acha profit kerna chahtay hain or perfect trading kerna chahtay hain to us k lie bht zaroori hy k app trading kertay huay apne emotions ko bilkul bhi trading main emotions ko bilkul bhi na anay dain is mamlay main khud ko bilkul hi free rakhain talay profitable trading ker sakain
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

          G han forex trading men market tu up down move karti rahti hey iss liay loss men janay se ziyada tension nhi leni chahiay aur apnay emoticons pe control rakhna chahiay kiun k forex trading aik business hey aur iss men loss aur profit ka option hota hey hamaray pass sirf confidence hona chahiay ta k risk ley saken kiun k jo risk nhi leta woh kamyab trader nhi ban sakta
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

            emotions ko control karna tu bohot zarori hai laken kar nahi sakta insan hai na is lia hum log emotions ko control nahi kar sakta mushkal hai laken na mumkin nahi emotions ki waja s hum loos bi karta hain or hum kabi kabi fida bi hota hai insan hain tu emotions hain insan nahi tu emotions nahi is lia emotions ko control nahi kia ja sakta
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

              G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main apnay emotions par control karna bahut zaruri hota hay q kah kuch traders market ki movement ko change hota dekh jar emotions main aa jatay hain aur jaldi say apni trade ko close kar detay hain jis say un ko loss aa jata hay ya phr ek achay profit say rah jatay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

                Trading kay waqt emotions oer control rakhna bahut zaroori hai kyun kay hamesha forex mein hum apnay emotions hi ki wajah sae loss kertay hain kyun kay jab hum market mein movement dekhtay hain tou hmara khud per control nahin rehta jis ki wajah sae ghalt trade laga detay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

                  g han sir humain traading kwaqat apni emotion ko control main rak kar chalna chaiye asa karna sy hum loss bhot kam karwatye hain agr hum bat bat pr jazbati ho jaye gaiye toh humain iss main loss he hota ha humain iss tera sy koi fidaa hasil nhi hota humain chaiye k hum iss main acha sy working kariye asa karna sy humain acha profit earn akrna ko milta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

                    g han ye baat bilkul sahi hai k hamein forex market main trading kartay waqt apnay jazbaat ko qabo main rakhna chahye kion k agar ham jazbaat main aa k trading karein gay tu ham bohat galt faislay karein gay ,es liye damag use karna chahye or soch samaj k trading karni chahye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke waqat apne Emotions per Control kitna zarori ha??

                      Trading k taine pr ham aony emotionaml ko countril my nai kr sgty hy ham sy hhot zeada loss hota hy hamy aoni trading my emotional ko countrol my rakhna chiya n ki waja sy ham agy hhot zrada galtiya kr dyty hy jo ham ko nai kr i chiya is liya hamy chiya ham aony emotionaml ko countrol my rakha kry phr faida hota hy ham ko

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X