Traders ka confidence hi success ki waja hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ka confidence hi success ki waja hay
    Traders key confidence ki importance bahot hi zeyda hay agar deka jaye to success ki main waja hi traders ka confidence hota hay, traders kabi be without confidence key es business me kamyab nahi ho sakty hey, traders ko chaye key wo apna confidence demo account practice trading key through improve karen es se real account me be un ko real account me be help de sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

    trading mein confidence ka hona bahut zaruri hai aur jab Tak Hum mein confidence nahi hoga tab tak Hum successful nahin Ho sakenge lekin is business mein agar Hum overconfidence ke saath kaam karte hain to tab bhi Ham kamyab nahin Ho paate Hain kyon ke jis tarah se confidence hamare liye important hota hai thik usi tarah se overconfidence hamare liye harmful hota hai hamein chahiye ki hum confidence ke sath trading Karen aur fear of loss ko apni mind se dur kar de tab hai Hum achchi trading kar payenge
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

      confidence tu bohot lazmi hota hai trading mai or confidence hi traders ki kamyabi ki waja banta hai ap jo kam karain confidence s karian agr ap trade laga raha hain tu confidence sa lagain double minded ho kr na lagain or apna andar confidence pinda karain ka ap jo trade laga raha hain wo teahk laga raha hain bus confidence ap ko success ki taraf la jaya ga
      • #4 Collapse

        Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon dear me samjhta hon jo banda apny emotional pe control kar leta hai wo forex trading me kamyab ho jata hai ab emonital me do chezen a jati han ek to lalach jis kai waja sy hamen bhot loss ho sakta hai 2nd ghassa jo kah loss hony pe ata hai or loss ko recover karny kay ghassa me ham apna loss or kar lety han
        • #5 Collapse

          Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

          Bht hi khoob baat kahi hy koi bhi kaam kerne k lie app ka confidence bht hi zaroori hota hy kiun k ager confidence nai ho ga to app kabhi bhi successfull traders nai ban sakain gay is lie apna confidence level humesha high rakhain or acha profit earn krain kiun k ye confidence hi hy jo app ko agay tak le k jata hy is lie apna confidence hi app ki success ka zamin hy
          • #6 Collapse

            Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

            yes dear main app ki bat say fully agree hon jab tak ap k pas forex main confidence nahi ho ga ap kamyab trader nahi ban sakty hain confidence k bgair ap ko trading main dar he rehta hai k mujhy nuksan na ho jay aur ap ko apny uper aitbaar nahi hota hai jiss say ap confuse ho kar apni trade ko galt lga laity hain aur ap ko loss ho jata hai is leay apny uper confidence rakh kar trade lgain tu ap ko nuksan nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

              ap sahi keh rahay hain k forex market main trading k liye ye bohat zarori hai k hamein khud py confidence ho gar hamein apni soch and samaj py he shak ho tu phr ham kaise kamyaab hosaktay hain,es liye apni strategy py khob practice karna chahye or jab ham real trading main jayein tu pur aitemad ho sakein.
              • #8 Collapse

                Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

                Forex trading business mein agr acha confidence ho tu hi achi trading kar saktay han aur confidence is liye bhi zaroori hota hy k confidence se hum acha profit earn kar saktay han aur confidence hum tab hi hasil kar saktay han jab hum forex trading business ko achi traha learn kartay han aur knewledge aur experience hasil kartay han phr hi confidence se trading kar k profit earn kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

                  Confidenve bht zruri chez htiii hy kamyab trader banny kilie aurr life kaa koi bhi kam htaa hy jab bndaa usklie confident hnaa zrurii hy jab bnda confident htaa hy tw kam puraa thek htaa hy jab zara b kam confidenec ho tw koi na koi kamii reh jatii hy islie forex trading kilie apny andr cnfdnce develope kren.
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

                    g han dear asa he ha hum jab iss main confidence pahdaa krta hain jis sy hum acha bouns earn kar patye hain humain chaiye k jab be hum iss main trading kariye toh hum zada focus apni mehnaat k teraf rakiye asa karna sy hum kamiyaab ho jatye hain humain iss main confidences pada karna chaiye jis sy hum achi trade open kar k acha profit earn kar patye hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

                      Traders ke kamyabi kay liye confidence bohot lazmi hota hai . lakin trading mai confidence hasil karny ke liye traders ko bohot ziada mehnat , knowledge aur hard work kay sath learning karni hoti ha tab ja kar he traders ko apni trading mai confidence hasil ho sakta ha jis ke base per kamyabi ya success b mil sakti ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

                        Counfidanace sy hamy huot zeada help mikti hy hamy hamri trading my or ham jb kam krty hy to ham ko us my sahi faida tb hota hy jb ham us trading my agr hamara counfidanace na ho to ham is kam sy faida sahi nai hasil r sgty hy is kam sy ham ko apna counfidance level bhi zeada rakhna chiya
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ka confidence hi success ki waja hay

                          hamara experience acha ho ga to hamara confidence be acha ho ga forex aik international business hain yao pakistan mai legal ban cuka hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumaik involve hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X