Forex creates employment
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    .....Forex 1 inthai sabr ki cheez ha Forex ek esi cheez ha jiss me apko emotions ko controll krna prta ha. Sabr se kam lena prta ha Luck b azmani parti ha. acc wgera verify krana prta ha or baki sari formalities pori krni prti ha.ye zyada mushkil kam nhi ha bs sbr krna prta ha. Maximim demo pr practice kryn phr Bonus & real investment kry....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g han is me ap foran ek maah me job sy earning start kar sakty hain r ye ek acha roozgaar ha jis me ap ghar bethy kaam kar sakty hain
      • #123 Collapse

        yes forex creates employment jitne b pakistan m student ha in ko chahiya k demo m practice kre or knowlede hasl kre or apna bouns bna k trading kre us sy jina b profit ho us ko apne account m mgway or apne profit ko istmal m lay.
        • #124 Collapse

          main is baat sy itefaaq krta hoon k forex unemployment ko kuch had tk cover kr sakti hy. . .wo log jo parhy likhy hain or be roz gaar hain wo forex ko joine krain or is main mehnat krain wo zaroor kamyaab ho jaayen gay. . .
          • #125 Collapse

            bhai jaan yeh business bohat he best business hai and jab se yeh business aya hai mare khyal se bohat se log jin ko job nai milti the and wo mare tarha free hoty thay ab un ke tension khtam ho gai hai.
            • #126 Collapse

              yes dear forex ki waja se un employment ka issue kafi kam hua hai ..wese forex intihai ahemiyat ka hamil work hai q k is se hme dosre mulkon ki economy ka b pta chalta hai
              • #127 Collapse

                jee bhai ap ki baat bilkull thek hai or mein agree krta hun is baat se ky waqai forex pakistan my bht had tk unemployment ko khtm krny ky liye b ht ahem role play kr rha hay .forex students or unemployed , retired loguo ky liye ak blessing hai jis ky zariye wo apni earning kr skty han or zindgii ki maiyuosiyuo ko khtm kr skty han.
                • #128 Collapse

                  forex ak world wide business jis main hm as a employment job karty hn or month ka bad bonus earn karty hn is ki maded sa bohat sa logon ki financial help ki he is lia hm kah sakty han ka forex creates employment:cool:
                  • #129 Collapse

                    forex nay buhat say logo ko job di hai or wo is say achi khsi earning kar rahay hain is say unemployment main kami hoi hai or logo ka life style change hua hai
                     
                    • #130 Collapse

                      aap nay theek kaha k forex nay buhat say logo ko job di hai jis sya unemployment main decrease hui hai or logo ko is say eanring ho rahai hai
                       
                      • #131 Collapse

                        No forex kisi ko job create nahi kerta forex aik volunteer jo he is me log apni marzi aate hen aur apna rozgar kerte hen lekin dekha jaye tu aik aam job se buhat behter job he.
                        • #132 Collapse

                          bhai jee jitnay bhi student hain onnko chahhiyeka forex tradin gseekehin pakistan forex pay posting kar kay bonus insta forexper oss say trading karien jitna profi tho oss ko withdraw karwa ka pna istemaal mei nlain.
                          • #133 Collapse

                            gee haan bhai forex trading se hmein boht ache income hote he es trah se hmein apne trading se faida hota he aur trading se ham apne life ko set kr lete hein aur es mein ache earning ho jate he jes se traders apne problems ko sovle kr lete hien
                            • #134 Collapse

                              g bhai forex trading ke bsuiness se emplyment bhi create horaha hai ye bohat acha business hai bs apko chahiye ke ap is mien bharpoor mehnat karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Forex aik easi job hy jo aap ghar par bethay bethay kar saktey hain aur is sey aik job jitni income asani sey hasil kar saktey hain. Agar government level pr forex ko promote kia jaye to yeh kafi had tak unemployment ko khatam kar sakta hy aur ladies ko bhi job ki sahulat mil sakti hy aur woh ghar main reh kar is business sey faida utha sakti hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X