Do not ever get tired of analyzing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not ever get tired of analyzing
    Many Forex traders fail because they lack the experience and knowledge. Especially during the analysis process. Analysis is very important to obtain the right decision. However, this analysis is sometimes very boring, because it requires patience and free of emotion. Can we do that?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haan agaree kartaa ho ap se k forex busniess ki anlysis karty waqt khabi b humein tired nahi honaa chayeh kyu k jitnaa hum analsysis kary gey utnaa hui hum iss main achi trade laga kar kama sakty hain
    • #3 Collapse

      ye aam mushahida hai knjis shakd ki markt pe nazef zyada hogi wo tajarba bhi jaldi hasil kere ga aur jaldi awekhe ga is kaam ko
      • #4 Collapse

        g forex mein apko chahiye ke ap kabhi bhi is mein analysis karte hue tire na hon aur bohat theek se ap market ko analyze karen,taake ap achi tarde le saken.
        • #5 Collapse

          my dear mein ap ki baat say mutafiq nahi hoon q k forex mein technical analysis or fundamental analysis buht ahm hain or buht asaan b hain jahaan tak technical analysis ki baat hai to yeh ap ko sekhne chayein jb k fundamental analysis ap forex news site se kr sakte ho
          • #6 Collapse

            jee aap ki baat ha tu darust ka forex trading main analysis ka bera humal dakhal hota ha lakin yeh bi aap ki baat darust ha ka yeh umal boring bi hota ha aur iss ka lia hum ko patience ki bi zaroorat hoty ha ,,,,,,,,
            • #7 Collapse

              gee haan bhai forex trading mein experience aur knoweldge pr to diahn dena ha aur apne trading mein market ko ache trah se analysis bhe krna hota he phir trading mein right work hota he aur trader apne trade se ache decison le kar profit acha earn krta he
              • #8 Collapse

                g bhai apko chahiye ke ap kabhi bhi forex trading mein market ko analyze karte hue ghabrayen nahi is mien mehnat karen to ap phir is mien zaroor kamiyab honge.
                • #9 Collapse

                  Market analysis itna asan kam nahi hy aur aap yaqeena is sey tired ho jatey hain lekan other side par agar hum dekhain to is key benefit bhi hotey hain aur ho sakta hy keh is analysis key bad hum big loss sey bach jayen aur big profit earn kr lain. Lekan phir bhi jitna aap asani sey market ko analyse kr saktey hain, utna hi behtar hota hy.
                  • #10 Collapse

                    bhai jan ap na bilkul sahi atain kahi han q kay is kam ma jo cheez sab sa eham ha wo market ka complete analysis ha q kay is k zariya hi a p logkisi trade kitaraf jata han is lay is ma ap log muhtat raha karain
                    • #11 Collapse

                      g bhai forex trading mien main cheez ye hi hai ke ap is mien proepr market ek analysis ko seekhen iski bharpoor practice karen aur ap is mien kabhi bhi panic nahi hon.
                      • #12 Collapse

                        humain trade main agr kam karna hay to humain analyssi kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain practice say trade main kam karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #13 Collapse

                          Market ko analyse to krna hy aur is key bad hi aap forex market key trend ko samjh payen gey. Technical aur fundamental analysis donon zarori hain, in ki help sey aap market ki study kr saktey hain, lekan in analysis par depend nahi karna chaheye. Aap daily basis par forex ko study krain aur phir trades lagayen, zaroorat sey ziada analysis bhi aap ki decisions ko wrong kr sakti hy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Do not ever get tired of analyzing

                            Aap bilkul sahi kah rahe hain aur main aapki bahut se itafaq karta hun hamen kabhi bhi without analyse aur with out understanding trade open Nahin Karni chahie hamen with analyse chat Karni hogi tabhi ham Apne maqsad mein kamyabi ho sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X