Threads ko lazmi parhna chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Threads ko lazmi parhna chahyea

    yes dear jab bhi ham kisi thrad ka reply karny lagty hintu hmaain aik ya 2 dafa lazmi aprhna chaeay kyon k as akanry say ap ki post ka reply bohut achy triy say dia jayga jiss say ap kko acha bonus mil skata hai aur dosra ap ko uss post main share kia gea expereince bhi free main milta ha ap ko 2..2 faidy aik he sath milty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Threads ko lazmi parhna chahyea

      Kch bandy bas titles prh kr e reply likh dty hain unhy nai pata thread main kya bataya ja rhaa hy yaa phr members hmsy kya pch rhy hain wo title dekh krr e khd sy idea laga lety hain thread kaa aur phr khd e reply dydty hain phr asy unhy thanks b nai mlty aur hmyy bonus bhi kam dia jata hy.
      Mehnat Me Azmat hai
      • #18 Collapse

        Re: Threads ko lazmi parhna chahyea

        Assalam alaikum bhai pak forum hamara bahut acha dost hai hm ko chaya ka hm forum ko ziada sa ziada time dan ta ka hm kafi kuch seekh sakan agr hm forum ko time dan ga aur sb posts ko read kran ga tu bahut fiada ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Threads ko lazmi parhna chahyea

          Ji bilkul theek kaha apne , is forum ko hamare join karne ka maqsad sirf posts krna nahi ha balke is forum k zarye seniors k experiance se seekhna b ha, isi liye hamain har thread ko achi tarah read karne ke bad agar hamain us ke mutaliq kuch ilam ha to reply karna chahye , is se hamain forex ke mutaliq seekhne ko b mily ga aur achi reply posts se bonus b acha mily ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Threads ko lazmi parhna chahyea

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Forum per jitnay bhi threads banaye jatay hain aap ko chahyea kay unn per reply kernay sae pahele aap aik martaba thread ko zaroor parha kerain kay liknay wala kehta kya hai agar aap perhay beghair jawab dain gay tou ho sakta hai kay liknay wala kuch aur keh raha ho aur aap ka reply kuch aur ho aur doosri baat thread parhnay sae aap kay knowledge mein bhi izafa ho ga
            Ji sir... Hamein thread ko read kr k krna chahiye..or prhna chahiye k hum se senior ki threads bhi read krni chahiey

            اب آن لائن

            Working...
            X