Traders feelings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders feelings
    Forex trading main jitna bhe seniors members han un sa pouchna chata hn k jab wo trade lagty han or unko loss hota ha r jb loss stop loss ko hit krna lagta ha tu us waqt bandy ki kia feelings hoti han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders feelings

    Feelings loss mei kisi ki bhi achi nahi hoti hain ye confirm baat hay so best hay hamesha aap planning achi karo achay analysis sey kaam karo takay aap ki feelings bad nahi honi chahiye aap hamesha proper tarikay sey secure chalo gay loss sey bacho gay then aap ko negative ya bad feel bhi nahi hoga kaam bhi acha perform karo gay.
    • #3 Collapse

      Re: Traders feelings

      Achay results pe achi feelings he hoti hain. Or khas taor pe jubb TP hit ho jae to, ma bata nahi sakta, bahut maza aata ha. Jub apni mehnat ka phal aapko milta ha to phir indescribable feelings paida ho jati hain. Jo began se bahir hn.
      Loss pe bhi Buri feelings hoti hn, mood off as ho jata ha, or jub tak loss recover na ho jae sakoon nhi aata.
      • #4 Collapse

        Re: Traders feelings

        Sab members ko chahiye tha Agar Hamein Yahan Par nuksan hota hua Najar Aata Hai To aap ko karna sikhe Koi Galti mistake ho jaaye to Hamein isko loss Mein convert nahin karna chahiye jisse Hamare profit ko bhi Kafi Jada nuksan ho sakta hai aur Hamein Prophet ke bad Socha he ki hum usse kya Masjid Jyada Adnan kar sakte the humei acche wala Faisla Dena chahiye kam karne ke liye Ja
        • #5 Collapse

          Re: Traders feelings

          hr bndae ko loss kae bad dukh oh ta h akoi b bnda asa ni ha jisko trade m loss kae bad axa feel hota ho lkn why bnda kamyab ha jo sabar krna janta ha or sabar sae kam lna janta ha isi trha ap kamyab ho skty ho forex pr agr ap loss p rsabar kro or apni glty ko thk kr kae kam kro tu ap amyab ho skty ho
          • #6 Collapse

            Re: Traders feelings

            g han sir asa he ha hum jab be trading karta hain yeh koi be senior trader trading karta ha toh us waqat trade karna sy bat jab us ny joh stop loss k limit raki hoti ha toh trading graph jab us ko hit karna lagta ha tab hum bhot sad ho jatye hain us suraat main kamiyaabi dor chaliye jatye ha kabi kabar toh trading graph us ko chu kar wapise profit k teraf jana lagta ha humain us soraat haal main bhot khusi milti ha
            • #7 Collapse

              Re: Traders feelings

              اصل پيغام ارسال کردہ از: bilo786 پيغام ديکھيے
              Forex trading main jitna bhe seniors members han un sa pouchna chata hn k jab wo trade lagty han or unko loss hota ha r jb loss stop loss ko hit krna lagta ha tu us waqt bandy ki kia feelings hoti han
              Assalamualaikum ji bhaijaan Ek successful trader banne ke liye apni feelings ko Hamesha positive aur apni thinking ko bhi Hamesha positive Rakhna chahiye Kyunki Agar aapki feelings achchi Nahin Honge to aap kabhi bhi Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil nahin kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Traders feelings

                Chahy jitna bara trader ajae usay jab loss hota hai to uske emotion aur jazbat dekhne wale hote hain aur wo bhi bara dukhi feek kernta hai k loss ho gaya aur wo is se kabhi bura feel kerta hai. Hamein chahy k haim khud jo control mein rakhna hoga aur usm bad achi trade kerni hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Traders feelings

                  ji haan sir Agar Hum Pakistan Suresh mein bahut accha trade karna chahte hain to hume apni feeling ko Aur Bhi Jyada tabiyat Dena Hoga aur Agar Hum Apne feeling ke mutabik trade Karenge to hum zaroor Kamyab ho sakte hain Kyunki Hamein ya Pata Hoga Ki Hum Pakistan Forex mein bahut accha trade kar Payenge aur bahut jyada profit bhi Asar Kar Payenge isiliye Hame Apne feeling ko bilkul bhi Dabana Nahin chahi thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders feelings

                    forex aik online business hain hamy is mian trading karty hain is main hamy apni feelings ko acha rakhna pher hi ham is main achy sy kam kar sakty hain or acha profit haisl kar sakty hain or loss sy bach sakty hain ha is mian ap ni marzi sy out off cost account bana kar 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders feelings

                      forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mia tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga trading karty howe hamy apne bad feelins ko qabo mai rahkna chahey is mai hamara koi be boss nahi hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders feelings

                        hamy learning ko best bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara or real business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X