kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai
    assalamualkum dear forum member
    vaisay to hm har waqt is search may hotay hai ke kb market hama muqa daiga aur hm trade lagayengai aksar pora din jb hamai muqa nhe milta to hm be sabri say kaam laikaay apnai strategy ke saray rules thor ke ghalat trade lga laitay hai jo loss mai chala jata hai ye sara be sabri ka natija hota hai agar kise din market hamai muqa nhe daita ke hm trend ko samaj kar apna strategy ke rules ke mutabiq trade lagaye jis ke zyada chances loss mai janay ke ho to oss say behtar hai ke hm oss waqt trade na lagay kiun k loss say behtar hai trade na lagana.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

    G han me ap ki bat se mutafiq hon hmy betuki trades enter nahe krni chahiye hain zarori nahe hai k daily bases pa trading ki Jaye hm weekly bases pa bhi apna profit target achieve kar sakty hain
    Kafi members signals na milny per bhi choti choti trades enter kr dety hain jis wajha se na loss hota na profit but spread ka loss face krna parta hai esi liye better hai k achy signals ka wait kren to phr hi order place kren proper analysis krny k bd ta k acha profit bhi ho Jaye or loss k chances bhi km hon
    • #3 Collapse

      Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

      G han brother ap thek kah rahay hain, kabi kabi trade na lagana trade laganay say behtar hota hay q kah jab koi trade riksy ho to usay open karnay say loss aa sakta hay esleay hamain chaheay kah aisi trade open hi na karain aur kisi achi entry ka wait kar lain ta kah loss na ho.
      • #4 Collapse

        Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

        g Dear apki bat sahi hai aksar market hamen samjh nahi deti aur ksi sahi trend main nahi chal rahi hoti to aese main bina soche samjhe loss karne se behtar hai k ham trade mat lagain aur wait karen sahi market k trend ka jaha se hamen market main in hone ka acha moka mil sake aur acha profit le saken
        • #5 Collapse

          Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

          achha Hoga utna hi dear Mara dismiss hoyega Yahan Par skills Jyada important Hoti Hai Jitna skills ke sath hamara kaam achha Hoga Hum market Ko Itna Jyada Pite aur Masani ke saath Waqt Ke Sath Samaj Sakenge freshman Hamare kam se kam se ideal banata hai par Hamari agency bhi bahut jyada achche wali ho jati hai kam karne ke liye Hamein confidence ko kabhi bhi nahi hona chahiye Hamesha positive mind ke sath karna chahi
          • #6 Collapse

            Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

            g han bhai bht sae dfa asa hota ha kae a agr trade nalgao tu apko zyda profith ha q kae us time apki trade nae loss m jana hota ha or loss sae axa kuch na hona b ek prfofit ha na prrofi tho na loss ay b ek prfoti ha is mokae pr jab sub trdes loss m ja rhy ho or market ki kuch smj ni a rhy h o
            • #7 Collapse

              Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

              g han sir asa he ha jis din hum market ko dakiye bagar trade k teraf chaliye jatye hain us waqat humera liya hatraa bar jata ha hum trade laga toh lata ha pr us trade kha humain koi fidaa nhi hota humain chaiye k jab be asi trade lagiye tab hum market ko dak laa asa karna sy hum trade ko loss hona sy bachaa sagtye hain humain chaiye k hum market k movement k mutaabik chaiye
              • #8 Collapse

                Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                assalamualkum dear forum member
                vaisay to hm har waqt is search may hotay hai ke kb market hama muqa daiga aur hm trade lagayengai aksar pora din jb hamai muqa nhe milta to hm be sabri say kaam laikaay apnai strategy ke saray rules thor ke ghalat trade lga laitay hai jo loss mai chala jata hai ye sara be sabri ka natija hota hai agar kise din market hamai muqa nhe daita ke hm trend ko samaj kar apna strategy ke rules ke mutabiq trade lagaye jis ke zyada chances loss mai janay ke ho to oss say behtar hai ke hm oss waqt trade na lagay kiun k loss say behtar hai trade na lagana.
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek hai kabhi ke bahar hoon main market ki movement Hai samajh nahi aa rahi hoti to Hamein chahi ke hamm is time par trade Ko Na Halke Halke thoda Sabar Karen aur jab Sahi tarike se Hamein market ki movement ki samajh aa jaaye to trade Laga Le Ja Jyada beta hoga
                • #9 Collapse

                  Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

                  agar market down hain to hamy is mai trade nahi lagnae chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

                    Meray khayal main to kabi kabi trade na laganay trade laganay say is liye behter hota hay kay jab trader ko market ki samag na a rahi ho to wo kabi bhi market main apna order place na keray to us ko loss nahi ho ga. aur jab market ki samag aye to us time trade lagana trader kay liye boht zayada fida mand ho sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

                      g haan bhaui jaan ap ne thek hi kaha hai as main kabhi kabhi trade na lagana trade lagane se bihtar hota hai ye aese kee as main ham jaha lagana chah rahe hote hain tu market us trraf nahi hamre mukhalif main chaly jaty hai agar ham ne trade laga dya hota tu ham ko loss hota as liy kahte hain kee as main kabhi kabhi trade na lagan lagane se bihtar hota hai aor ham ko as main ache se kam karna cahiy hai aor hamesha ache trade lagna chahiy hai mera matlab hai kee ham ko as main kushsh karni chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor as forex trading main ham kam karte hain aior ham ko as main soch kar khass experience se ham ko trade lagna chahiy hai aor as main ham ko acha knowledge bhui hasil karna chahiy haiu aor ye aik bohat hi acha business hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mera matlab hai ke as forex traduing main ham ko aik mihnat member ban kar ham ko as main kam karna chahiy hai ta ke ham ko as main nakami ka samna na karna pare aor ham ko as main soch samjh kar aor apne mind se ache se tasali lee kar phir as main trade lagana chahiy hai aor as main hamesha sabar karna chahiy hai tu hi ham as main se earning karne main kamyab ho sake gey aor kamyab hone kee liy achi mihnat karni ho gy as forex trading main
                      • #12 Collapse

                        Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                        assalamualkum dear forum member
                        vaisay to hm har waqt is search may hotay hai ke kb market hama muqa daiga aur hm trade lagayengai aksar pora din jb hamai muqa nhe milta to hm be sabri say kaam laikaay apnai strategy ke saray rules thor ke ghalat trade lga laitay hai jo loss mai chala jata hai ye sara be sabri ka natija hota hai agar kise din market hamai muqa nhe daita ke hm trend ko samaj kar apna strategy ke rules ke mutabiq trade lagaye jis ke zyada chances loss mai janay ke ho to oss say behtar hai ke hm oss waqt trade na lagay kiun k loss say behtar hai trade na lagana.
                        G ha har waqt trade nahu lgana chahye kyun keh trade lgany ka bhi ak proper method hota hw good entry time hona lazmi he our hame tab Market me enter hona chahye jab trend bilkul clear ho our market easy signal de rahi ho tab hame trade karna chahye likan agr market dangerous movement kar rahi hai our hame confused kar rhi he tab hame trade nahi lagana chahye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kabi kabi trade na lagana trade laganai say behtar hota hai

                          Ji haan sir Isa kai baar hua hai kya main market ki samajh nahi aati Aur Hum market ko achi Tarah Se analyses nahi kar paate to Hamein trade Lagana Nahi Chahiye uska time quote ok is Hamein loss bhi ho sakta hai aur hum achha profit bhi nahin Kama sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X