ballinger indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ballinger indicators
    ap tamam seniors sy mera aik sawal hai k ballinger indicators kia hain aur is ko istimaal karny sy kia faaida ho sakta hai is k baary main apni raaye zaroor dein ta k dusry members bhi jaan saky
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ballinger indicators

    Dear hamen iss indicator se faida zaroor hota hai ye indicator Hamein market ko analyse krne men kafi helpful hota hai but hamen kabhi only indicator pe depend nhi hona hai agar ham analysis nhi kren ge to ham only indicator pe depend nhi kr sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: ballinger indicators

      Sir mien to forex mien jab say kam ker rah hoon tu mien as mien indiactors use na kerta hoon agar mien a smien aa ker trading kerta hoon tu mien as mien aa ker sirf analyssi kerta hoon or jab mien as mien aa ker analysis kerta hoon tu mien as mien trading achy say ker sakta hoon.
      • #4 Collapse

        Re: ballinger indicators

        dear forex user mn aap say yeh naam sun rha hn mn nay aaj tak na koi indicator use kiya hay na he help li hay ic mn mera interest nahin hay ic liye aap ko ic baaray kuch nahin bata sakta hn, amooman dekha gya hay keh aap ic ko follow nahin kar sakty hen or na he aap mn itni kuch afford kar sakty hen indicator ki baat maan kar aap bharoissa nahin kar sakty hen or na he aap ko ic say profit haasil ho sakta hay ic liye aap ko he ic ka pata ho ga.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: ballinger indicators

          Bollinger band indicator aik aisa indicator hay jo kay trader meta trader 4 per trading kay liye use kerta hay. yeah indicator aik band per mushtamil hota hay aur us main trader ko entry aur exit point milta hay jesay ager market price nechlay band per ho to trader buy kerta hay aur jab wo oper walay band ko touch kerti hay to exit kerta hay aur isi trah sell kernay kay liye is ka ulat kerta hay. jesa ka pic main dekhaya gia hay.Click image for larger version

Name:	Screenshot_1.png
Views:	1
Size:	22.9 کلوبائٹ
ID:	12322022

          اب آن لائن

          Working...
          X