Forex trading business mein experience trader aur new trader ki trading mein bhht ziada fark hota hy kiok aik experience trader jab trading karta hy tu market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trade open karta hy aur market mein profit earn kar k out ho jata hy aur jab koi new trader trading karta hy tu us ki har waqt trade open hoti hy js se loss hi hota hy aur experience trader apni trade tab hi open kartay han jab un ko market mein profit ki umeed ho aur new trader ki trade har waqt open hoti hy js se loss hi hota hy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим